Lose your opinion not your money
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    what is this and what do u want to say about opinion and money is there any chance to avoid loss during trading in forex market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      forex main loose aur profit hota rahta hai es main kamiyaab hona chatay hain tu daily forex ke market ku watch kartay rahay aur es main tention na lay aap k liye best ho ga thankful for question
      • #558 Collapse

        G janab money ky bary mai opinion yay hi hona chahyay ky ju bhi ap trade krty hy us mai aik bahtreen ap ka knowledge hona chahyay jiss mai ap ko kafi kuch hasil ho sky.
        • #559 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
          Well, right now we will talk about losing our own opinion rather than losing our money in FX trading.

          Aik bohat simple sa concept hay Forex trading mey, hmesha strategy ko dekhtay huwey logical trading karen. Ager aap ko apna opinion lose kerna bhee pur jaye tou zarur kerdain but apnay capital/money ko kisi soorat lose na kren. Misaal k toure per ager may yeh smjh rha hoon kay, market down jaey gee or mujhay profit dayy ge but hakeekat may ya logical esa mumkin nahee hay tou mujhay chhaye k may apnay opinion per qaaeem na rahuun ya usay hee theek na manun.

          Mujhay ya kisi ko bhee apna opinion lose ker dena chhaye esi situation may na kay apa capital/money lose karen.

          Hope that k aap meri baat smjh gaye hongay

          From the original desk of miles ...

          ap ki ye thread bohat he logic ha is forex trading ke business ke bary mi agar koi new or old forex tarder is bat ko achi tara samaj lita ha tu is ka matlib ye ha ke wo is business mi kamyab hona start ho jay ga , ap ka mean meaning yehi ha ke hamesha trend and market flow ko dekhien na ke apni mind mi koi trend banaien.
          • #560 Collapse

            Yes you are right that if you lose your openion then you might not able to earn proper profit from this business of the forex trading, if you want to make money properly then you should invest your time to this business.
            • #561 Collapse

              forex trading main kabhi bhi loss ki waja sya peechy nahin hatna chahiey.loss jo hota hai,uss kay peehcy hamari apni he mistakes hoot hain.some time useful strategies bhi loss daiti hain lekin agar survival plan use kia jaey to phir easily apni amount recover kar sakty hain.
              • #562 Collapse

                han opinion lose ho jana chahiye lekin jald bazi me wrong decision le kar mistakes nahi karni chahiyen ke jin ki waja se phir ham ko baad me nuqsaan uthana par sake agar ham practice achi kar len to ham ko bohat kam he loss hone lagte hain .
                • #563 Collapse

                  wel ji haan ap ney shai kaha hain main agree karta ho ap se k forex busianess main jitna ap hardwork karogey utnaa hi aap forex busines mian kamyab ho saku gey and is mian earning kar saku gey kyun k forex main hardwork jo hain wo key hai success ka.
                  • #564 Collapse

                    I would categorically was not, my opinion is that the contests will never learn the MM, but very beginners can, for example, know what buttons to press as to expose how to calculate the amount of one item, etc.
                    • #565 Collapse

                      hum is business main or boaht sary logo ki tara paisy kamany k liay aiy hain jis k liay humy is main hard work b krna parta hai is main hum nay apni experience ko use krty hovy investment krni hai or is main money ko jama krny main bohat time laga hai to is liay be safe
                      • #566 Collapse

                        bilkul g bilkul es ka issue yehi ha ka market ka sath zid krna ka issue ha agr hum market ke zid sa hemaisha loss loss loss ke soret e hota ha agr apko issue ha to ap wait na kro and trend change krta ho
                        • #567 Collapse

                          well ji haan ap ney sahi sunna hai k forex business mia jo hain wo leanring kafi important hai aagar hum learning karne mai time ley and huam teek se siakhey then hum jab trading kary gey toh bht profit kar skay gey ..
                          • #568 Collapse

                            Sir forex may apko kisi ki opinion bhi lay leni chahiye is say apko kuch ilam ho jaye ga ho sakta hai apki trading achi ho jaye jo bhi achay forex man hai apko unsay rabta rakhna chahiye koi bhi achi cheez ho wo hasil ker lo thank u
                            • #569 Collapse

                              me ap ko es me guid nah kar sakta me ak new tradir hon to me ap ko ye kahon ga k ap ko zead se zead mehnat karnay ke zarorat hay to me ap ko mehnat karne k lay kahon ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                very nice my dear friend ap ne bahot hi achi baat ki hae kiunk mera bhi yehi khial hae k forex trading mein admi ko agar achi earning hasil na ho sake to phir bhi admi ko try karte rehna chahiay.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X