Forex me money management ki ahmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me money management ki ahmiyat
    AssalamOalaikum dear traders, jesa k ap sub ko pata b hoga lykin me ek dafa pir b btana chahunga k forex me sub sy zyada zarori chez jou hain wo hai money management ki, kai new beginners k zehen me sawal ata hoga k ab ye money management kia hai money management ap k smartness ko zahir krta hai jou ap trade lagaty hain os me take profit jisy TP bolty hain or sell stop jis ka bohot faida hai or hamesha ye 1:2 ya 1:3 me rakhein. thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me money management ki ahmiyat

    forex trading main money management ki boht ahmiyat hai yah jub hum apni trading main follow karty hain tu hmain apni trading main loss hony k chnaces ko boht kam kar lety hain or apny account ko bhi save rakh skty hain forex main hmain money management k liye stop loss ko apni har trade main kam karna hota hai jub hum stop loss ka use karty hain tu hmain apni trading main acha profit bhi milta hai loss bhi kam hoty hain or account bhi save rahta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex me money management ki ahmiyat

      Assalamu alaikum my dear Forex friend Forex Mein money management ki bahut jyada amiot hai jab tak Ham Apne money ko manage Kar Ke trade Nahin lagaenge To Hamen usse fayda Nahin hoga Agar Ham maximum benefit Hasil karna chahte hain To Hamen man money management karne padegi
      • #4 Collapse

        Re: Forex me money management ki ahmiyat

        Dear frocks Mein money management vah chij hoti hai jo Ham money management Apna Te Hue Apne account ko se frock ke trading karte hain aur aap Achcha profit Hasan kar sakte hain money management ke sath trading Karne Wale member Hamesha acchi success Hassan karte hain Kyunki money management vah chij hoti hai ki Ham sabse pahle market ko best tarike se analyse karte hain aur Market ki movement ke mutabik Hamen ismein Kamla ka istemal karte hue Ham Jab reading karte hain Hamen score money management bolate Hain Jis vajah Se Ham Achcha profit vyasan kar sakte aur apne account ko bhi sev Rakh sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex me money management ki ahmiyat

          Trading karte waqt hamesha is baat ka sel rakhen ke Jab bhi aapane trading karni ho tu kbi t jaldbaji mein trade na karyn aur hemsha positive mind k sath Karyn trade karta waqat hemsha mind ma Ak tarqet set Kar k rkyan aur hos ka hasab sa planning Kar. K trade karyn jitna ap set mind k trade karenge itna hi of use trade se kambakht mein jata earning kar sakte hain treat karte hue hamesha aapane take profit aur stop loss set karke apni trade Karen
          ​Amir-Akram
          • #6 Collapse

            Re: Forex me money management ki ahmiyat

            forex mein money management ki bohat ahmiyat hai is baat mein koi shakk nahi hai.agar hum money management kiye baghair kaam krengy to phir hum ko bohat ziada nuqsan ho sakta hai.isi leye hamesha money management kr k trading krein takay account bhi safe reh sakay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex me money management ki ahmiyat

              Bahut piari baat kee hai aap ny...Yqeenan in chezon ko zehn men rkh kr bnda achee trade kr skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex me money management ki ahmiyat

                Ji bilkul aapane thik Kaha hai Forex Mein money management ki ahmiyat bahut jyada hi Hamen chahie ki Ham money management ke sath hi Apne is kam ko Karen Agar Ham money management ke sath apni is work ko Karenge utna Jyada Hamen kamyabi Milegi aur loss hone ke chances bhi bahut kam Honge isliye Agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham money management ke sath hi Apne is work ko karne ki koshish karen aur apne iskam mein jyada Se Jyada mehnat Karen Taki Ham Ek acchi kamyabi Hasil Kar Paye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me money management ki ahmiyat

                  Money management K bahot ahmiet hay.
                  Money management sahe tareqay say ati ho.
                  Money management say he ap system ko
                  Achay taraqay say chla saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me money management ki ahmiyat

                    Walekum assalam wa rahmatullah ji Bhai meda khairiyat se honge aap bilkul theek bol rahe hain jab tak aap money management ko nahin samjhe kya aap kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte isliye agar aap chahte Hain ki aap jyada se jyada profit kam aaye to uske liye aapko jaruri hai kya aapko money management ka concept padhna padega kyunki pagaar money management ke cancer ke aap kabhi bhi trading nahin kar sakte isiliye jyada se jyada practice Karen aur money management ko samajh to ap acha profit Kama saghty ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me money management ki ahmiyat

                      Forex mein money ko manage ker kay kaam kerna bahut zaroori hai iss sae humain achi earning hoti hai money management ki boht ahmiyat hai yah jub hum apni trading main follow karty hain tu hmain apni trading main loss hony k chnaces ko boht kam kar lety hain or apny account ko bhi save rakh skty hain forex main hmain money management k liye stop loss ko apni har trade main kam karna hota hai jub hum stop loss ka use karty hain tu hmain apni trading main acha profit bhi milta hai loss bhi kam hoty hain or account bhi save rahta hai aur earning bhi achi ho jati hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X