Dear friend Forex trading py kaam krty hue Jab Bhi aapko new trade open Karte Hain To Tu to aapko market mein enter hone ke liye different type ke methods use karne hote hain agar aap directly Jis price per trade chal rahi hai use per apni entry karna chahte hain to vah aap isliye kar sakte hain but agar aap buy or sell limit lagakar apni trading karna chahte hain to uske liye aapko Ek specific price limit ko select karna hota hai aur jab market movement karti hui use price ko touch karti hai Up yah down Mein To vah aapki specific point per Jahan per buy ya sell limit Lagi hoti ha wahn sy trade auto per start ho jaati hai isliye aapko yah fayda Milta ha ky agr market ka trend change hota hai to aapko apni trade sy profit Mil Jata Hai To Jab Bhi aap trading Karte Hain To to market Mein entry karne ke liye aise method ko sikhate Raha Karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим