Market me daily target determine kar key trading start kia karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market me daily target determine kar key trading start kia karen
    Forex market me agar ham daily hi 1 target ko determine karny ki koshish karne gey to hamy trading start karny me bahot asani ho gi aur ham bahot se esy mistakes karny ko avoid kar sakty hey jo key ham daily hi apni trading me bahot zeyada average se karty hey,

    agar daily ka 1 target determine kia gia ho to traders ko greed karny ki zarorat pesh nahi aye gi aur traders over trading jesi mistakes be nahi karen gey esi key sath traders discipline ki trading karny par hi focus karen gey esi hi trading profitable aur kamyab be hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

    Ji han dost Asalam Walekum Forex trading business Mein Hamen daily target ko setting Kar Ke market Mein trading Ke Niche ki kamyabi Hasil karne ki koshish Karna chahie Kyunki Jo members market Mein target ko set Karke trading karte hain Vahi kam yah Businessman trader ki haisiyat se learning learning pancreas kar sakte hain Ham Jitna Jyada possible ho sake daily target ko set karte hue kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

      Forex business mein Aik target set kar kay bhi trading kar saktay han target set Karne ka faida bhi hota hai aur nuqsaan bhi hota hai faida ye hota hai kay hum trading mein jo target set kartay han is ko hasil karain aur phr trading na karain is traha hum lalach se emotional trading se bach saktay han aur loss nahin hota aur nuqsaan ye hota hai kay agr hum ne koi target set kiya hai aur us hasil na karain tu ziada Bari lot size use kar kay trading kartay han js se loss bhi ziada ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

        Daily trading kay target ko determine kernay aur phir usay achieve kernay ki planning kernay say bohat say faiday hotay hain. Jaisay kay planning simple ho jaati hai. Strategy banana aur apnay balance kay mutabiq adjustments kerna asaan ho jata hai. Forex trading mai her trader ko aisa he kerna chaiye. Senior traders aur senior forum members kay iss tarah kay threads aur mashwaray bohat kaam atey hain. Kiyu kay jab daily aik target banaya hua ho tou laalach nahi hota bulkay sirf apnay target pay he focus hota hai jiss say achi trading ki jaa sakti hai. Daily target jaisay he achieve ho jaey tou next day kay liye trends aur analysis ko watch kerna chaiye aur planning shuru ker laini chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

          Forex trading market mein humko Delhi ka ek target maintain Karke use per Apne trade Lagana hone aur Hamen Apne target per focus karna hoga Hamen Apne target ko manage karna hoga aur apne time spend Karke apni takat ko Pathar banana hoga
          • #6 Collapse

            Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

            daily target ham nahi rakh sakte hain hmain is mein daily alag situation daikh ke kaam karna parta hai agar ham pehle se hi faisla karain ge to hmain is mein loss ho sakta hai kyon ke ho sakta hai hmain achi exit mil raha ho par ham is mein earn na kar sakte hon is liye hmain chahiye ke ham daily analysis karain aur us mein mehant se kaam karain agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kaam kar sakte hain aur ham earn kar sakte hain hmain mehnat se demo pe kaam karna hai tab ham kaam kar ke earning kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

              Assalamu Alaikum to all Forex member Agar ham forex market mein daily ka target determine Karenge To Hamen trade karte hue aasani Hogi Ham easily trade kar sakte hain Forex trading Mein kam karte hue Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie is se bahut c mistake Ho Jaati Hai jisse Hamen loss uthana par sakta hai is market Ko Dekhkar yah analysis karna chahie is acche tarike se trade Laga sakte hain aur apne business ko profitable business banaa Sakte Achcha profit kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

                No doubt Jab Ham daily ka target determine Karke Uske bad Apna Kam start Karte Hain To ismein Humko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain Kyunki target ki achievement ke liye Ham bahut jyada koshish Karte rahte hain Jiski vajah se Humko bahut Achcha profit Hasil ho sakta hai isliye Hamari Puri koshish honi chahie Ke Jab Ham daily target set Karke Uske bad trading Karte Hain To usmein Ham Kafi advantages aur benefits Hasil karne ki position Mein a sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

                  Yes Hamen chahie ke Ham daily ka kam daily Karen aur Hamen chahie Ham market ko bhi aur Hamen chahie Ham market ko bhi analyse Karen Agar Ham maarpeet Ko like karne ke bad kam Karte Hain To Ham last se bus sakte hain aur Khud Ko profit ki taraf Lekar Ja sakte hain isiliye Hamen kam Shuru karne se pahle matlab Mera yah Hai trading support karne se pahle Hamen Khud Ko market ko kya karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Market me daily target determine kar key trading start kia karen

                    G hy bilkul thk kha hy hm forex main Daily trgt set kr ky wark krna chya daily mouvmnt ky murk trgt set kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #11 Collapse

                      Forex Main Market Deterministic Section:
                      Jabki humare analyses market ke deterministic section ka fayda uthane ki koshish karte hain jahan hum samjhna chahte hain ki kaun zyada control rakhta hai (buyers ya sellers), high frequency algorithms market ke random section mein zyada seemit lagte hain, mukhya roop se unki categorization ke karan: arbitrage, directional (mometum aur event-based) strategies aur market creation (liquidity ka anupat).

                      Forex Main Algorithms Directional Strategies:

                      Halaanki yeh sach hai ki kuch algorithms directional strategies ko execute kar sakte hain (price movements se fayda uthane ke liye), lekin yeh sabse chhoti avadhi ko cover karte hain aur haan, woh humari analysis ko thoda distort kar sakte hain, lekin Wyckoff methodology ke adhyayan ke dwara hume ek structural framework pradaan hota hai jiski madad se hum chhoti scale mein utpann noise ko kam kar sakte hain.

                      Forex Market Main Electronket Or Financial Assets:

                      Yeh ek aisa electronic market hai jahan financial assets (maali asbaab) do parties ke beech trade kiye jaate hain, jahan ek regulator ka control aur supervision nahi hota hai, jaisa ki stock aur futures markets mein hota hai.

                      Centralized Or Non-Centralized Markets:

                      Centralized (On-Exchange) aur non-centralized (Off-Exchange) markets ke beech hume mukhya antar yeh milta hai ki centralized markets mein ek single order book hota hai jo us market ke sabhi participants ko jodne ka jimmedar hota hai; jabki non-centralized markets mein multiple order books hote hain (jitne market makers hote hain) jahan market depth ke prati transparency ki kami evident hoti hai, kyunki sirf IDB (bid) aur ASK (offer) ki keemat dikhai jaati hai.
                      • #12 Collapse

                        Market me daily target determine kar Kay trading start kia Karen?
                        Forex market me agar ham daily hi 1 target ko determine karny ki koshish karne gey to hamy trading start karny me bahot asani ho gi aur ham bahot se esy mistakes karny ko avoid kar sakty hey jo key ham daily hi apni trading me bahot zeyada average se karty hey,
                        agar daily ka 1 target determine kia gia ho to traders ko greed karny ki zarorat pesh nahi aye gi aur traders over trading jesi mistakes be nahi karen gey esi key sath traders discipline ki trading karny par hi focus karen gey esi hi trading profitable aur kamyab be hoti hay

                        Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	24
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	13186840
                        FOREX main market deterministic section? Jabki humare analyses market ke deterministic section ka fayda uthane ki koshish karte hain jahan hum samjhna chahte hain ki kaun zyada control rakhta hai (buyers ya sellers), high frequency algorithms market ke random section mein zyada seemit lagte hain, mukhya roop se unki categorization ke karan: arbitrage, directional (mometum aur event-based) strategies aur market creation (liquidity ka anupat).
                        FOREX main algorithm directional strategies
                        Halaanki yeh sach hai ki kuch algorithms directional strategies ko execute kar sakte hain (price movements se fayda uthane ke liye), lekin yeh sabse chhoti avadhi ko cover karte hain aur haan, woh humari analysis ko thoda distort kar sakte hain, lekin Wyckoff methodology ke adhyayan ke dwara hume ek structural framework pradaan hota hai jiski madad se hum chhoti scale mein utpann noise ko kam kar sakte hain.Aur be bhut Sy market deterministic hoty ha
                        Forex Market Main Electronket Or Financial
                        Yeh ek aisa electronic market hai jahan financial assets (maali asbaab) do parties ke beech trade kiye jaate hain, jahan ek regulator ka control aur supervision nahi hota hai, jaisa ki stock aur futures markets mein hota hai.
                        Centralized or non contralized market?
                        Centralized (On-Exchange) aur non-centralized (Off-Exchange) markets ke beech hume mukhya antar yeh milta hai ki centralized markets mein ek single order book hota hai jo us market ke sabhi participants ko jodne ka jimmedar hota hai; jabki non-centralized markets mein multiple order books hote hain (jitne market makers hote hain) jahan market depth ke prati transparency ki kami evident hoti hai, kyunki sirf IDB (bid) aur ASK (offer) ki keemat dikhai jaati hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          ### Market Mein Daily Target Determine Karke Trading Shuru Karen
                          Trading ki duniya mein kamiyabi paane ke liye ek acha strategy banana zaroori hai, aur is mein sabse pehle daily targets ka tay karna aata hai. Daily target tay karna aapko focus aur discipline deta hai, jo trading mein bohot zaroori hai. Aaiye, dekhen ke kis tarah se aap market mein daily targets set kar sakte hain aur trading shuru kar sakte hain.

                          Pehla qadam hai market ki research karna. Aapko market ke trends, price movements, aur news ko samajhna hoga. Is se aapko ek idea milega ke market kis direction mein ja raha hai. Aap technical analysis tools, jaise charts aur indicators, ka istemal kar sakte hain. Yeh tools aapko potential entry aur exit points identify karne mein madad karte hain.

                          Dusra qadam hai apne risk tolerance ko samajhna. Har trader ka risk appetite alag hota hai. Aapko yeh tay karna hoga ke aap ek trade par kitna risk lene ko tayyar hain. Yeh aapke daily target ko set karne mein madad karega. Misal ke taur par, agar aap 1% ka risk lene ko tayyar hain, toh aap apni total capital ka 1% ek trade mein invest kar sakte hain.

                          Teesra qadam hai realistic targets tay karna. Aapko choti choti goals set karni chahiye. Misal ke taur par, agar aapne socha hai ke aapko rozana 1000 rupees kamaane hain, toh yeh target aapke trading style aur market conditions par depend karega. Kabhi kabhi market volatile ho sakta hai, is liye realistic targets set karna zaroori hai.

                          Choutha qadam hai apni trading plan ko follow karna. Jab aapne apna daily target tay kar liya, toh us par amal karna zaroori hai. Trading ke dauraan discipline aur patience rakhna bohot important hai. Agar aap apne target tak nahi pahunchte, toh panic nahi karna chahiye. Har trader ko ups and downs ka samna karna padta hai.

                          Aakhir mein, trading ke baad apne performance ka analysis karna nahi bhoolna chahiye. Aapko dekhna chahiye ke aapne apne targets achieve kiye ya nahi, aur agar nahi, toh kyun? Is se aapko future mein behtar decisions lene mein madad milegi.

                          In sab steps ko follow karke, aap market mein daily targets determine karke trading shuru kar sakte hain. Yeh aapko ek disciplined aur focused trader banane mein madad karega, jo aakhir mein aapki profitability mein izafa karega.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X