Trade k doran ham apna account ko kasa "mehfoz" rukh sakta han....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade k doran ham apna account ko kasa "mehfoz" rukh sakta han....
    Assalam o Alaikum! Dear forex members, forex trading man kamyabi yahen ha k ham profit b earn karen aur apna account ko safe b rukhen. Ager ham apna account ko trade k doran safe rukhna chahta han to iska liye hamen "Money Management aur Risk Management" ko strictly follow kerna chahaye q k ye hamen apna account ko trade k doran safe rukhna k liye kuch factors ko mind man rukhna ka kehta han jasa k "risk itna he len jitna ap loss berdasht ker saken, risk hamasha capital k 2 percent tak he len, risk aur reward ratio ko calculate lazmi karen, hamasha apni trading small profits sa start karen, hamasha small lots man trading karen, aur he trade ka sath "Stop Loss aur Take Profit" lagana kabi na bhoolen. Ager ham in sab baton ka khayal rukhen ga to he trading man profit b hoga aur account safe b hoga.
    Click image for larger version

Name:	55.jpg
Views:	6
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12467240
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

    trading kerty hoay ager hum apny acount ki safety chahty ahn tu hum apny acount per mangement k rule ko follow kerty hoay trdaing kerni ho gi ager hum na in rules ko ignore kia tu samjho hum na apna loss khod kia humain apny acount balance k hisab se lot set ker k trading kerni chahiy is se humain bht ziada faida ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
      Assalam o Alaikum! Dear forex members, forex trading man kamyabi yahen ha k ham profit b earn karen aur apna account ko safe b rukhen. Ager ham apna account ko trade k doran safe rukhna chahta han to iska liye hamen "Money Management aur Risk Management" ko strictly follow kerna chahaye q k ye hamen apna account ko trade k doran safe rukhna k liye kuch factors ko mind man rukhna ka kehta han jasa k "risk itna he len jitna ap loss berdasht ker saken, risk hamasha capital k 2 percent tak he len, risk aur reward ratio ko calculate lazmi karen, hamasha apni trading small profits sa start karen, hamasha small lots man trading karen, aur he trade ka sath "Stop Loss aur Take Profit" lagana kabi na bhoolen. Ager ham in sab baton ka khayal rukhen ga to he trading man profit b hoga aur account safe b hoga.
      [ATTACH]18632[/ATTACH]
      Walekum assalam Dr Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham Forex aur number acchi aur quality working Karenge aur Hamesha apni trading to sahi tarike se istemal Karenge or trade ke dauran apne Kaun ko saaf rakhne ki koshish Karenge to tab hi Ham Kamyab trading kar sakte hain Agar Ham Ne trading ke andar money management on stress management ko Sahi tarike se follow Karte Hain To tabhi Ham per 100 nambar apne aap ko Jyada Kamyab kar sakte hain aur ek acchi aur successful profit aur Jaaye Kariya bana sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
        Assalam o Alaikum! Dear forex members, forex trading man kamyabi yahen ha k ham profit b earn karen aur apna account ko safe b rukhen. Ager ham apna account ko trade k doran safe rukhna chahta han to iska liye hamen "Money Management aur Risk Management" ko strictly follow kerna chahaye q k ye hamen apna account ko trade k doran safe rukhna k liye kuch factors ko mind man rukhna ka kehta han jasa k "risk itna he len jitna ap loss berdasht ker saken, risk hamasha capital k 2 percent tak he len, risk aur reward ratio ko calculate lazmi karen, hamasha apni trading small profits sa start karen, hamasha small lots man trading karen, aur he trade ka sath "Stop Loss aur Take Profit" lagana kabi na bhoolen. Ager ham in sab baton ka khayal rukhen ga to he trading man profit b hoga aur account safe b hoga.
        [ATTACH]18632[/ATTACH]
        Walekum assalam dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen sirf lading Nahin Karni chahie balke Apne Kaun ke liye saaf karne ke liye bhi kuch jyada mat uthana chahie jisse ki agar Ham money management aur is management Ko Pallo Karenge aur apne discount reward ki reshon calculate Karenge aur Hamesha small 8 se profit Karenge aur Hamesha small profits ke upar hi shuru Karenge aur Hamesha Apne jo hai vah itna hi Lenge Jitna Ham last bardas kar Sakenge to Itna Hamara account se for secure ho jata hai isliye Hamen chahie ki Ham apne aap ko Jyada Se Jyada Kamyab karne ke liye apne aap ko form per acchi quality working Karen.
        • #5 Collapse

          Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

          ji bilkul aapane sahi kaha risk management aur money management bahut hi jaruri hai aur yah donon bahut hi importance to samjhe jaate Hain Forex ke business mein agar risk management ke tahat Ham Kam nahin karenge to kabhi bhi Forex ke business mein success nahin Ho payenge risk management se Murad Hai ki jab Bhi Koi trade open Karen to usmein tp aur sl jarur set kar liya Karen kyunki yah donon tools aapke account ko acche tarike se protect karenge agar koi bhi trade aapke against bhi chali jaati Hai to in ki vajah se aapko loss bahut hi kam hoga aur money management se Murad hai ki aapko minimum lot size ka use karna chahieaur jitna capital aapke paas Hai uske hisab se Hi lot size ka istemal Karen agar aap jyada lot size rakh karke yah lalach Mein aakar ke kam karenge to kabhi bhi Forex ki field Mein success nahin Ho payenge kyunki Forex ki field mein kamyabi sirf use trader ko hi milati hai jo acche tarike se apne account ko secure banata hai aur jo importance tools Hai aur ka istemal jyada se jyada karta Hai to hamen bhi importance tools ko apni trade ke upar implement karna hoga aur money management or risk management ke tahat Hi Kam karna hoga tab jakar ke Ham Forex ki field a success Ho payenge aur is business ko aasan se bhi samajh payenge
          • #6 Collapse

            Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

            Hamain trade us wqt open karni chahye itna balance Ho keh ham.log trade open karny k bad b manage Kar skein yeh BT hmary liay bht ziada zarori h or hmain chahye keh ham log yeh sari chezain important h agar ham sari chezain management k sth trade lgaengy to hmain bht ziada benefit gain hoga
            • #7 Collapse

              Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

              ye expeet logo ka kamnha ka trade ka doran apna acount safe rakhty han hamen chhaye ha jab bhe ham trade len to phely ye dekh len ka ye trade hamen loss kitna de gi or profit kitna de gi agar ap ki ratio 1:2 ki ha to ap ka acount safe ha kun ka asi trade agar ap ko 1 dollar ka loss de rahi ha to agar is na profit diya to 2 dollar ho ga or dosra acount ko safe rakhny ka lye ka hamessha sl ot tp ka use karen
              • #8 Collapse

                Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                agar ham money management aur risk to reward ko follow karain aur emotionless kaam karain to ham kaam kar sakte hain aur ham earn kar sakte hain hmian is mein mehnat se kaam karna hai agar ham mehnat se earn kar sakte hain to ham kameyab ho sakte hain aur ham mehant se demo pe kaam kar ke hi is cheezon ko seekh sakte hain agar ham aesa nahi karain ge to hmain is mein loss ho ga hmain mehnat se kaam karna hai tab hi ham kaam kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                  agar aapane apna account safe rakhna hai to uske liye money management ko follow Karen aur sabar se kam le jitna jyada ab sabar karenge ki Nahin aap pad hasil karenge aur kamyabi hasil
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                    trading k Doran's tab ye account safe rehta hain jaaab b traders hard work karte hain regularly kaaam karte hain lot of pratice k bad he traders ko knowledge mil jati hain or achi tara market ko samjh lete hain jis say small lot size use kar k forex trading main kamyabi pate hain jitne b traders agar hard work k sath kaaam karte hain tu tab he forex trading ko movements ko samjh kar he apne acccout ko safe rakh lete hain
                    ​Sadaf Khan
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                      hamen agar apne account ki hifazat karni hai apne account ko achcha rakhna hai to hamen ismein jyada laut nahin lagani chahie agar ham jyada lalach karte Hain to hamen nuksan ho sakta hai aur isiliye yah kam hamare liye aasan hota hai to ham apne aap ko ek lalchi na samjho maal ke ek achcha insan samajhne ke liye hamen kami nahin ho sakti agar ham na kam ho jaate hain to ham hamara kam achcha nahin ho sakta aur ismein woh log na kam ho sakte hain jo mehnat nahin karte lekar hamen achcha kam karne ke liye hamesha ke liye apne limit ko pura karte rahana chahie agar hamari limit puri ho sakegi to hamare jyada kam ho sakta hai aur ham jyada na kam nahin ho sakta aur ismein jo log bhi apna kam achcha karte hain to unko utna jyada fayda ho sakta hai aur hamen bhi aakar apna kam achcha karte rahana chahie to hamen jyada na kami nahin ho sakti isliye apne kam ko hamesha ke liye mehnat ke sath karte rahana chahie agar hamare jitni acchi mehnat ho sake ki to main utna jyada achcha kam mil sakta hai aur ham na kam nahin ho sakte aur yah comment mein apna acche se aasan hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                        Assalamu Alaikum dear Forex members Forex EA bahut Achcha Kamyab online business ise Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko Jyada Se Jyada mehnat ki jarurat hai Forex menu members for chahie keva small size lot ki trade lagaen sake Apne account ko safe Rakh sake senior members ko chahie ki vah juniors ki help Karen aur trading Lagane ke liye aapko chahie ki trading ke bare mein Apne knowledge ko Jyada Se Jyada improve Karen Tak aap acchi trade lagakar Achcha profit Hath kar sake aur aap apne account ko bhi safe Rakh sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                          Forex trading may Agar ham trade ke dauran apni equity ko safe rakhna chahte Hain to hamen money management ke sath kam karna hoga iski trade ko avoid karna hoga itni jyada planning ke sath kam karenge sabar ke sath kam karenge itni acchi tradeco loss hone se bacha sakenge aur apne account ko mehfooz rakhta sakenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                            Ji bilkul theek ka heart rate ke dauran ham Apne account ko money management ke sath safe Rakh sakte hain hamen Forex trading ke rules ke mutabik aur planning ke sath rate karni chahie market ko watch karke trade karni chahie acche Anya ke sath trade karenge to Apne account ko mein khush Rakh sakte hain aur losco recover kar sakte.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade k doran ham apna account ko kasa &quot;mehfoz&quot; rukh sakta han....

                              Forex trading mein agar ham trade ke dauran apne account ko safe rakhna chahte Hain to hamen money management ke sath kam karna hoga iski trade ko avoid karna hoga jitni jyada planning ke sath aur take profit or stop plastic use karke trade karenge itni acchi learning ke sath red lagakar acchi earning bhi kar sakte hain aur successful trader bhi ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X