Jaiza : RSI Indicator ka effective use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : RSI Indicator ka effective use
    Dear friends forex trading me indicator bht important hoty hen effective trading Kay leay RSI indicator ka main jo knowledge hasil kia hai us main wo last 14 candles ka mean nikal k over bought our over sold bta raha hota hai jo khuch ka khena hai k ye theek nahe hai but mera opinion us barey maen ye hai k app jes time frame main kaam ker rahy hoty hain us k mutabik wo value theek bta raha hota hai same pher stochastic ki baat ki jeay to us ki divergence history humean market ki strong move milti hai humean kafi indicators ache history dity hain hum forex main indicators jo bhe use krain us main koshsh ho k Mt4 k standard indicators use karin koin k wohi humean best result dtiy hain to hum un k use say apni trading ko tab he asan ban sagty hain jab humean us ka acha knowledge our experience ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

    RSI indicator ki agar bat ki jaye to technical indicators me sab se zeyada powerful aur effective samja jata hay kesi be time frame aur chart me ham es ko use kar sakty hey, RSI indicator market ka top aur bottom lines ki identification oversold aur overbought condition se karta hay, ye indicator har tarha se hi hamary ley reliable aur powerful hota hay, trading strategy RSI indicator ko use kar key be banai ja sakti hay aur mujy umeed hay key bahot se professional jo RSI indicator through hi trading karny ko tarjeeh sakna pasand karty hey, agar me apni bat kareon to market ko analysis karny key ley RSI indicator hamary ley mehfooz be hbanta hay aur sath me profitable be ban sakta hay, RSI indicator ko me es ley use karta hon key jab be me ne RSI indicator use karna start kia hay mery experience aur profit dono me hi mujy kmayabi mil rahi hay, Technical point of view se gar RSI indicators key signals ka ham jaiza len to ham e indicator ka use karty howy bahot achi trading kar saken gey, magar hamesha se hi non professional traders be hi RSI indicator ko use karna zarori be nahi samjty hey aur na hi profit ratio ka use karty howy RSI indicator ko ignore kar lety RSI indicator key signals bahot hi zeyada market par effective ho sakty hey agar ham pehly se be zehyada mehnat karen to mery khaya me ham 1 achy aur strong traders ban sakty hey RSI indicator ko be zaror use kia karen ye indicator multiple pairs me hamari help kar sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

      koi bhi member jab apni trading ko continue kar raha hota hai to us ke liye yeh baat bahut zyada important hai ke members ko trading mein yah bhi maloom hona chahie ke indicators ka istemal kis tarah se Kiya jata hai kyun ke jab indicators ka istemal achi tarah se members ko karna aa jata hai tu is tarah se voh apni trading ko aur bhi zyada achi tarah se Kar Rahe hote hain aur RSI ek aisa indicator hai ki jis ki vajah se koi bhi member is se zyada achi help le kar aur phir apni trading se profit bhi le pata hai members ko trading mein bahut zyada mehnat karna hoti hai aur apne experience ko improve kar lena hota hai kyun ke jab members bahut zyada achi tarah se mehnat karte hain aur apne experience ko improve kar lete hain to yehi vajah hai ki members ko aur bhi zyada ache results Mil Rahe hote hain indicators ka istemal kis tarah se karna hai yah bhi achi tarah se learn kar lene ke liye members ko trading se related bahut zyada achi tarah se practis karna hoti hai aur apni us practice per bahut zyada achi tarah se focus karna hota hai koi bhi member jab apni learning per bahut zyada achi tarah se interest le kar us ko kar raha hota hai to us ko learning bahut zyada achi tarah se Mil jaati hai aur time ke sath vo learning aur bhi zyada strong Ho jaati hai is liye har ek member ko apni learning ko ignore nahin karna ho ga aur us per bahut zyada achi tarah se focus kar ke continue karna ho ga indicators ke istemal ko apni trading mein kabhi bhi ignore nahin karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
        Dear friends forex trading me indicator bht important hoty hen effective trading Kay leay RSI indicator ka main jo knowledge hasil kia hai us main wo last 14 candles ka mean nikal k over bought our over sold bta raha hota hai jo khuch ka khena hai k ye theek nahe hai but mera opinion us barey maen ye hai k app jes time frame main kaam ker rahy hoty hain us k mutabik wo value theek bta raha hota hai same pher stochastic ki baat ki jeay to us ki divergence history humean market ki strong move milti hai humean kafi indicators ache history dity hain hum forex main indicators jo bhe use krain us main koshsh ho k Mt4 k standard indicators use karin koin k wohi humean best result dtiy hain to hum un k use say apni trading ko tab he asan ban sagty hain jab humean us ka acha knowledge our experience ho ga
        Yes dear RSI indicator aik kafi usefull aur acha imdicator hai us ki waja ye hai kay mai samjhta hun kay har banda es indicator mai kam karta ho ga us ki waja ye hai kay es mai kam karna kafi simple hai aur ap es mai kafi asani kay sath apna kam mahnet aur lagan kay sath kar saktye hain es ki waja ye he hai kay ye kafi mashoor hai aik tu es mai kam karna kafi asan hai aur dusra ye sub ki samjh mai asani kay sath a jata hai es mai zayda mahnet kay sath kam nhi karna parta hai es mai ap ka kam hai kay ap es mai bus point ko daikhtye hain aur ap ka kam es mai acha ho jata hai tu ap nay mahnet aur lagan kay sath es mai acha kam karna hai tu ap es mai kamyab hai ye nhi hai kay ap bus RSI pay he depend karain ap ka kam hai kay ap khud say he es mai mahnet kay sath acha kam karain kosesh kiya karain ap es mai achye anylsis pay kam karain ta kay bad mai ao kaliye asani ho jatye hain kiyu kay RSI ka jo maqsad hai wo us hisab say jam karta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai khud say apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karnye ki kosesh kiya jarain ta kay bad mai ap kaliye kafi asaniya ho jatye hain tu kamyab wo he hota hai jo es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam karta hai tu ap es mai kamyab tabhi ho patye hain jub ap ka kam es mai kafi acha hai air ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye es mai better work ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu kamyabo achye kam mai hai acha kam hai tu ap kamyab bhi hai acha kam nhi hai tu masla ban sakta hai warna nhi
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

          dear friend, ye aik bht important aur useful indicator ha. Relative Strength index (RSI) indicator forex market ma technical anaylisis k liay use hota ha, ye aik fast kisam ka indicator ha jo market ma pairs ki prices ma recent changes ko measure karta ha aur un ma overbought ya oversold conditions ka andaza lagata ha, RSI amtor par 14 days k mean time frame k liay use hota ha, is k scales ma 0 sa 100 tk values hoti hain jis ma high scales 70 aur low scales 30 tk marked hotay hain, shorter ya longer timeframes bari bari shorter or longer outlooks k liay use hotay hain. is ma ziada tar high aur low levels 80-20 ya 90-10 hotay hain aur ye strong momentum ko show kartay hain, trade ma achi entry k liay aur proper time par exit k liay hmain rsi k mutabik chalna chaiay, is liay forex ma kamyabi hasil karnay k liay hmain hardwork karna chaiay aur istarh k tools aur indicators ka proper use karna sekhain ta k hmain trading sa related achi support aur guidance mil sakay jis sa hm achi trade kar k fruitful results hasil karain. tools aur indicators hmain pair ki moment k baray ma btatay hain, lihaza hmain interest k sath inko apply karna seekhna chaiay, trading k liay jaldbazi na karain bl k indicators ko ue kar k apnay anaylisis karain aur achi strategy k sath thek entry point par trade open karain ta k market ki ksi unpredicted moment hmain loss na ho, lihaza safe trading k liay indicators bht ahmiat rakhtay hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

            Je RSI ko lagging indicator kaha jata hai. Ye precious vaule of market ko use karta hai or market ki condition k bary ma show karta hai. Ik trader ko rsi ki value ko dakh kar he andaza ho jata hai k market es time kis state ma hai or esko kon si trade open karni chahe. Agr trader rsi indicator ko achi tarha janta hai to wo profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. Forex tradinf ma RSI 3 different market stages ko show karti hai. Jin ko ham discuss kar letyn hain:-

            1. Over bought state

            Jb rsi 70 to 100 k bech ma ponchti hai to rsi indicator ye show kar rha hota hai k market over bought ho chuki hai or traders ko ab sell ki trade open karny ka sochna chahe. Agr trader sahe point sy trade open kar ley to wo acha profit hasil kar sakta hai. Trader k lae es indicator ka ye faida hota hai k es condition ma usko sell ki he trade ka sochna hota hai or wo buy ko sochna he chor deta hai es tarha wo market par achy sy focus kar sakta hai.

            2. Over Sold state

            Forex trading ma jb rsi ki value 30 to 0 k bech ma ah jati hai to eska matlab ye hota hai k market over sold ho chuki hai or trader ko ab buy ki tradr open karny k bary ma sochna chahe. Es time buy ki trade open karny ma he faids hota hai again trader ko ye pata chal jata hai k ab sell ki trade ma sochna b ni chahe or serf buy ki he trade k lae acha point find karna chahe es tarha wo bhot achi tarha market par concentrate kar sakta hai.

            3. Neutral State

            Forex tradinf ma rsi jb 30 to 70 hoti hai to ye market ki neutral state tasawar ki jati hai. Es ma sary trader mohtat ho jaty hai or apny order place karny k lae rsi ki value over bought ma ya over sold ma jany ka wait karty hain. Es he waja sy marker maximum time neutral condition ma rehti hai kiu k trader kio order open ni kar rahy hoty.

            Agr ham rsi ki value ko he mehaz judge karyn to hamy trade k lae achy points mel sakty hain. But es ma b bhot sary traders jaldi karty hain or market ko aksar 40 ki range sy sell kar dety hain or market rsi k 30's ma any sy pehle he wapas buy ma chali jati hai jis sy unko bhot zayada loss ho jata hai. Rsi ki value ko agr correctly use kiya jae to loss kam sy kam ho ga or profit maximum hony k chances hoty hain so hamy har mumkin khosis karni chahe k rsi ki value k mutabik he apni trade ko place kiya jae.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

              Yes dear relative strength index indicator aik bahut acchi important indicator hai jo aapke liye bahut hi acchi indication provide kar raha hota hai aur Market ka Volume Humko bata raha hota hai agar Ham iski proper learning ke bad apni trading Mein isko apply karen to is main Humko bahut hi acche results Aasan ho sakte hain aur ham reasonable profit Hasil kar sakte hain.

              Relative strength index indicator Humko different levels ki indication provide kar raha Hota Hai jismein Ek 30 level aur ek 70 level hota hai jismein Ham Ko yah over bought situation aur over sold situation ke Hawale se information provide kar raha Hota Hai Jiski basis per Ham market Mein Ek acchi entry Hasil kar sakte hain.

              Over Bought Situation :

              Relative strength index indicator Humko over bot situation ke bare mein indication provide kar raha hota hai yah Ek Aisi situation Hoti Hai jismein market Mein rates bahut jyada chal rahe hote hain aur is position Mein buyers ka pressure bahut hi jyada Hota Hai Jiski wajah se rates bahut jyada hi level per Ja Rahe Hote Hain.

              Oversold situation :

              Dear ya indicator Humko over sold situation ke bare mein bhi bahut acchi tarike se guidance provide kar raha Hota Hai jismein Humko is baat ka idea hota hai ki market Mein prices bilkul low-level per hain aur ab Humko market Mein is basis per hi entry leni chahie is level per IEA market bilkul Apne bottom level per hoti hai aur is situation main market Mein sellers ka bahut jyada pressure Hota Hai.

              Relative strength index indicator Humko market ke different level aur volume ki proper indication provide kar raha Hota Hai jismein Humko market Mein Ek acchi intry Lene mein bahut aasani ho sakti hai agar Ham market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Humko different indicators ke sath sath relative strength index indicator ko bhi Jarur focus Karke iski complete learning Hasil karne ke bad is ko apni trading per apply karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                Dear friends forex trading me indicator bht important hoty hen effective trading Kay leay RSI indicator ka main jo knowledge hasil kia hai us main wo last 14 candles ka mean nikal k over bought our over sold bta raha hota hai jo khuch ka khena hai k ye theek nahe hai but mera opinion us barey maen ye hai k app jes time frame main kaam ker rahy hoty hain us k mutabik wo value theek bta raha hota hai same pher stochastic ki baat ki jeay to us ki divergence history humean market ki strong move milti hai humean kafi indicators ache history dity hain hum forex main indicators jo bhe use krain us main koshsh ho k Mt4 k standard indicators use karin koin k wohi humean best result dtiy hain to hum un k use say apni trading ko tab he asan ban sagty hain jab humean us ka acha knowledge our experience ho ga
                RSI indicator
                Forex trading main RSI indicator both important ha is ko hum log seek k ache tahra kam kar sakty han or forex trading main RSI indicator istamal kar k acha profit hasil kar sakty han forex trading main hum RSI indicator normal istamal karty han jis main RSI indicator humy chart main last 14 candle ki average nikal k market k trend ka bta rehe hoti ha is ley humy jab bi RSI indicator pe trading karni ha to humy both samj k trading karni ho ge ta k humy loss na ho or hum log behtar trading kar sakty han RSI indicator main humary pass 2 level hoty han jin main aik 30 or dosra 70 hota ha jab bi value 30 ya is sy low ho ge to phr hum log wahan sy buy kar sakty ha jis sy humy maximum profit hasil ho sakta ha or isi tahra jab bi value 70 ya is sy ziada ho to hum wahan sy sell karty han or is hum log ziada sy ziada fayda hasil kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han
                RSI indicator main hum jis bi time frame main istamal karny gy to us k hessab sy he humy value show kary ga is ley humy asa time frame istamal karna chae ha jo best ho ya phr woe time frame istamal karna chae jis main hum logun ny planning ya strategy banani hue ha is ley humy chae agr long term trading karni han to us k hessab sy time frame istamal karny ta k hum utna he acha profit hasil karny jab k agr hum short term trading karni han to humy small time frame istamal karna ho ga or us k mutabiq he RSI ko istamal karna ho ga ta k humy ziada loss na ho or hum log behtar trading kar k ache earning kar saken gy jab tak hum log in ko talash ni kar laty han short term trading humy small time k ley trading karni ho ge RSI indicator k mutabiq or jab k long term trading main humy lambe time k ley humy trade lagani hon ge ta k hum log kamyab ho saken is ley humy chae ha RSI indicator ko ache tahra seek lan us k bad trading karny ta k hum log behtar trading karen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

                  Forex trading mein bahut se indicators Hote Hain Jab Ham Forex trading Mein Apna Kam start Karte Hain To uske liye Hamen chahie ki Ham sabse pahle ine indicators ko use Karen yah indicator Tata mein bahut jyada hote hain isliye Hamen chahie ki Hamen Apna indicators bahut hi Soch Samajh Kar select karna chahie Hamen sirf Vahi indicators select karna chahie jo ki market mein bahut jyada mehroof ho Kyunki vah Hamen fracks market ke bare mein bahut hi acchi information from kar sakta hai RSi Ek bahut hi effective indicator hai RSi astckstik indicators Ek Jaisa kam Karte Hain Rsi main main bahut hi jyada associate hoti hain Jin ki madad se Ham trend ki nishandehi kar sakte hain isme Agar price 50 se upar Jaaye to ab trend ko Jahar karta hai aur Agar price 50 se niche Jaaye to downtrend ko Zeher karti hai.

                  Indicators Hamen trucks market Mein kaksha bonus Hasil karne mein bahut jyada help Karte Hain Kyunki ine indicators ki help Se Hi ham apni investment Karte Hain agar Ham Ek Achcha bonus Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen in indicators ke according kam karna Hota Hai agar Ham Apna Kam ine indicators rules ke according Karte Hain To Ham usmein Jarur Kamyab Ho Jaenge aur ek Achcha bonus Sar kar Sakenge

                  Yah bahut hi Aasan aur Sidhe Sadhe indicators Hote Hain is metro and kahan se shuru ho raha hai aur kahan per khatm ho raha hai Inko Ham bahut hi aasani se dekh kar andaza Laga sakte hain yah indicators sirf trading market mein bahut jyada Behtar natije Farham Karte Hain ine indicators ki help se ham Apna Kaam bahut hi acche tarike se kar sakte hain aur ek accha bonus Hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

                    Assalamu alaikum all members I hope ke aap Forex ke bare mein knowledge or experience rakhte Honge aur aap market ke about bhi bahut jyada maloomat rakhte Honge agar aap market ke bare mein maloomat rakhte Hain To aapko yah bhi Pata Hoga Ki market mein bahut se indicators maujud Hote Hain ISI Tarah aur RSI Bhi Ek bahut Achcha indicator hai Agar Ham Forex trading Mein kam karna chahte hain aur Market ke bare mein information Hasil karna chahte hain To Hamen market ke sath sath use Mein maujud indicator ke bare mein bhi information Hasil karna bahut Jaruri hota hai indicators ki information Hamare liye bahut hi fidemand sabit ho sakti hai market Mein different types ke indicators maujud Hote Hain.

                    RSI Ek Aisa indicator hai jo astockstic Milta julta Hai ismein bhi reading 0 se 100 Tak hoti hai yahan per oversold aur overbought ke liye 30 aur 70 ko ko buniyad Rakha gaya hai 30 se niche price ho to buy ke chances Hote hain aur 70 se upar price ke sell ke chances Jo Hote Hain aur si ke jariye Ham trend ki ki Nishandahi bhi kar sakte hain Agar price 50 se Upar Jaaye to ab trend ko apair karti hai agar price 50 se niche Jaaye to downtrend Ko apair karti hai Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur Market Mein acchi trade Lagana Chahte Hain to hamare pass indicators ke bare mein information Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass market Mein maujud indicators ke bare mein information Nahin Hogi To Hamen market Mein trade Lagane Mein Mushkil ho sakti hai Is Tarah Agar Ham acchi trade Lagana chahte hain aur Achcha prafit Hasil karna chahte hain to hamare liye indicators ke sath sath market ke dusre rules ke bare mein maloomat Hasil karna bahut jaruri hai trading karte hue Kisi Kishan Ki Koi jaldbaji Na Karen aur indicators ko use Karke aur acchi strategy ke sath market Mein entry Karen Taki aapko trade Lagane mein aasani ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

                      Relative strength index (RSI) kay name aay he zahir hay keh ye market ki strength ko bian kar raha hota hay. Isky mukhtalif levels hain jo buy aur sell ki trade main madadgar sabit ho sakty hain. RSI hamin market ki mojuda position aur past record bata rahi hoti hay. Jiski base oer hamain coming trade kinindication milti rehti hay. Ye kisi bhi time frame main use ho sakti hay aur data provide kar sakti hay.

                      RSI indicator ko use karty huye ham buy and sell positions main trading kar sakty hain. Iskay liye hamain oversold and overbought points main trade kay liye trend ko follow and counter kar kay chances mil sakty hain. Jab RSI above 70 ho to ye overbought ka bata rahi hoti hay, yani ke market main more buyers hain. Yahan per ham sell ki trade karny ka plan banaty hain to is kay liye hamain candlestick kay patterns ka bhi jaiza laina zaroori hota hay. Q keh baz dafa market side ways ja rahi hoti hay, jis main careful trading ki zaroorat hoti hay. Aur aisi surat main counter trend strategy work nai karti aur RSI thori si down ho kar again up jati hay. Aisi surat main sell kay liye wrong entry loss ka sabab ban sakti hay. Isi tarah agar RSI below 30 a jaye yani 20 ko touch kar rahi ho to iska matlab oversold hay. Yani market main seller ziada enter ho chuky hain. Yahan per haman sell say avoid karna chahiye. Aur buy ki trade start karny say pehly bullish trend ka wait karna chahiye. Jis kay liye candlestick patterns say confirmation karni chahiye.

                      Rsi aik useful indicator hay jis say ham achy trading benefits lay sakty hain. Is liye is kay liye hamain chahiye keh jis time frame main trade karna chahain us say next higher time frames per RSI ko confirm kar kay trade start karain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

                        Relative strength index(RSI) indicator ke bare mein jo aap ny information share Ki Hai no doubt ye indicator Hamen trading mein bahut best indication deta hai aur ham isko use karte hue market se acchi indication Le sakte hain aur apni trade ko profitable bana sakte hain basically ya indicator Har time frame main aapko nication deta hai aur yah bahut hi strong indicator hai jo aapko bahut hi strong indication deta hai agar aap is ke method ko acchi tarike Se samajhte Hain To aur Aisa indicator markets ke top or bottom lines us Waqt inducate Karta Hai Jab market over solidere aur overboat ho rahi hoti hai Agar Ham technical analysis acche se lete hain aur Aisa indicator ko aur iski theory ko samajhte Hue apni trade ko open Karte Hain To Hamen market se bahut hi Achcha result Mil Jata Hai Aur Aisa indicator candlestick ki ki movement ko up aur down trend mein analyse karta hai aur Hamen bahut hi Achcha result deta hai agar Ham Aisa indicators ko acche tarike se use karte hain To Hamen is indicator ko use karte hue bahut hi Achcha result mil sakta hai aur ham apne liye profitable trading karte hue acchi earning kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

                          Forex trading Mein Kamyab hone ke liye jaruri hai ke ham forex market ko samajhne ki ability ko strong Karen Kyunki jitne acche a ability Hogi utna hi Ham market ko acchi Tarah Se samajh Sakenge aur usko follow Karenge Agar Hamen market ki samajh Hai To Ham Ek acche trader Hain forex market ko samajhne ke liye Hamare experience Ke Sath 7 bahut se Aise trading tools Hain jinko set Karke Ham market ko samajh sakte hain Forex trading mein RSI Main indicator sabse best indicator Hai jismein Ham level ko check karte hue market Mein over about Aur oversold ko bhi dekh sakte hain Jis per Hamen pata chal sakta hai ki forex market Mein BUYERS KI percentage kitni hai aur seller's ki percentage kitni hai yah Ham RSI indicator se acchi Tarah Se dekh sakte hain is indicator mein agar market aapko 70 level per milati hai to market mein jo movement chal rahi hoti hai vah aap movement samjhi Jaati Hai Jisko Ham aasani se dekh sakte hain ki market ab uptrend mein Ja Rahi Hai Jab Ke market Mein seL TREND ke liye market ko is indicator Mein 30 level per aana hoga jisse Ham iski ki samajh se apni trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex mein bahut se indicators Hain jinmen se Ham Kisi Ek Ko use Karke apni trading ko profitable bana sakte hain isliye jaruri hai ki use indicator ko select Karen Jis ko aap acchi Tarah Se use Karen aur usse Achcha profit Hasil Karen
                          Click image for larger version

Name:	rsi kamal.png
Views:	3
Size:	99.4 کلوبائٹ
ID:	12330552
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : RSI Indicator ka effective use

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                            Dear friends forex trading me indicator bht important hoty hen effective trading Kay leay RSI indicator ka main jo knowledge hasil kia hai us main wo last 14 candles ka mean nikal k over bought our over sold bta raha hota hai jo khuch ka khena hai k ye theek nahe hai but mera opinion us barey maen ye hai k app jes time frame main kaam ker rahy hoty hain us k mutabik wo value theek bta raha hota hai same pher stochastic ki baat ki jeay to us ki divergence history humean market ki strong move milti hai humean kafi indicators ache history dity hain hum forex main indicators jo bhe use krain us main koshsh ho k Mt4 k standard indicators use karin koin k wohi humean best result dtiy hain to hum un k use say apni trading ko tab he asan ban sagty hain jab humean us ka acha knowledge our experience ho ga
                            Relative strength index RSI aik behtareen indicator hai jis apni trading main apply ker ky ham bahot acha profit hasil ker sakty hain yeh indicator main chart main bottom per second chart show ho raha hota hai jis ki by default setting 30 aur 70 hoti hain lekin ham iski setting apni merzi sy bhi set ker sakty hain Jesy ky kuch trader RSI ki setting 20 aur 80 set ker ky is ko follow kerty huey trade kerty hain tou yeh best setting hoti hai kyun ky agar ham RSI main hi Trade kerty hain tou 30 aur 70 values ko market aksar cross kerty huey hundred tak nhi chali jati hai lekin 80 aur 20 ki value ko jab market cross kerti hai tou usky bahd bahit zyada chances hoty hain ky market reverse zarur move kery gi tou wahan sy ham reverse direction main trade open ker ky acha profit bana sakty hain jis hamain wait kerna chahiay ky jab market in values ko cross ker chuki ho tab reverse order main trade open ker ky ham bahot faida hasil ker sakty hain

                            Agar ham RSI ky sath stochastic oscillator ko use kerty hain tou ham RSI ko bahot zyada effective bana sakty hain jab RSI apni maxim value ko cross ker chuki ho tou same time main stochastic oscillator agar reverse direction main movement ko indicate ker raha ho tou aesy time per agar ham RSI main reverse direction main trade open kerty hain tou ham RSI sy bahot zyada faida hasil ker sakty hain kyun ky sirf RSI per trade kerty huey market agar selected value ko cross kerti bhi hai tab bhi market ky same direction main movement ky bahot zyada chances hoty hain jo ky agar stochastic oscillator bhi reverse direction ki indicate ker raha ho tou aesy time per market zarur reverse direction main movement kerti hai jis sy bahot acha chance samajh ker faida hasil kia ja sakta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X