Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???
    assalamu alaikum ummid hai aap safed kaise honge aaj main aapke sath share karna chahta hun ki aap forex trading karte waqt kaun kaun si baton ka khyal rakhen sabse pahle aapko market analysis ka pata hona chahie aur ke trending ka pata hona chahie aur market indicators ke samaj honi chahie agar aapko antenna chijon per abur hasil hai to aap kafi acchi trading kar sakte hain aur acche paise Kama sakte hain isliye jab bhi chatting Karen ine 3 chijon ka khyal rakhiye hi trading Karen Taki aap jyada se jyada paise Kama sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

    trading karte waqt hamen sabse pahle focus market ki direction aur iski movement per Dena chahie kyunki jab tak Ham direction ko acche tarike se follow nahin karenge tab tak market analysis nahin kar payengemarket ko aap use time tak acche tarike se analysis nahin Kar paoge jab tak aap trend ko follow nahin karoge kyunki market sirf trend ke uper depend karti hai aur market ki direction trend he decide karta hai hai ke ab trend kis taraf move hoga aur dosre cheez technical points ke bare mein achcha knowledge or experience jarur hona chahie aur technical points ko kis tarike se istemal karna chahie uske bare mein bhi trader ke pass acchi information honi chahie kyunki Forex sirf ek hi chij ke upar dependent nahin Hai is business ko professional trader har angle se aur har EK point se analysis karne ki koshish karte Hain aur har EK chij ke upar ka focus achha hota hai to sabse pahle Maine Jo chijen hain jaise indicators market ki direction aur moving average ko samajhna bahut hi jaruri hai aur yah sari chijen technical points Mein a jaate Hain to sabse pahle apni learning strong Karen aur technical points ke upar apna focus jyada banae rakhen aur jyada se jyada knowledge or experience Hasil Karen jitna jyada knowledge or experience hoga utna hi achcha kam Forex per koie trader kr payega Forex sirf experience or knowledge ke upar hi depend karti Hai jitna jyada experience hoga utna hi jyada profit Forex koi trader accha profit book kar payega
    • #3 Collapse

      Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

      dear trade krte waqt hamein market ko analsye krna chahiye hamein trade karte waqt lot size ko kam rakhna chahiye ta ke hamien iss se ziada loss na ho hamein trade karte waqt soch samajh kr kam karna chahiye jald bazi main koi step nai laina chahiye iss se bad main hamein loss hota hai hamein trade ko ahtiyat se karn acha hoye pehle ache se jan kr market ko analys kr ke trade karni chahiye trader ko chahiye ke wo market ko ache se dekhen smjhe or aik acha ttrdar wahi hai jo market kjo analsye lkr ke trade karta hai hamein acha trader banne ke liye marke ko analsye kr kr trade karni chahiye or forex ke rules ko follow krte hoe kam karna chahiye jitna hamare pas experienec hoga or knolwedg ehoga utni hi achi ham trade kar sakte hain to hemin apne knowledge main izafa karna chahiye apni learning skills ko acha banana chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

        Dear friend forex trading men trading kartay waqt lalach aur jald bazi se perhez karen aur risky pairs men trading karnay se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur pahlay market ka mukamal analysis karen aur market trend ko follow karen aur trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

          trading karty wakat aik tu jald bazi kabhi bhi nahi karni chahiye balky sabar sy trading karni chahiye our dosra hamein ziyada tar curency per trade karni chahiye our kabhi bhi gold per trade nahi karni chahiye gold per buhat kam trade karni chahaiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

            Forex mein ham rules and regulation se Hi Ham acchi trading kar sakte hain aur hamesha jyada se jyada rules ko follow karna chahie kyunki rules hamen sidha Rasta dikhate Hain aur sabse jyada khyal to rules ka hi hona chahie kyunki rules ke bagair koi bhi kam adhura hota hai agar rules wazia hon gy to wazia tor kam hoga iske liye jaruri hai ki Ham rules ko follow karen to hi acchi trading Ho Gaye
            • #7 Collapse

              Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

              Forex mai humein bohut sy chezo ka khyal rakhna hoga jaisy k entry lety waqt support resistance ko trend ko aur risk management or money management ko is ke elawa news ko in sub chezo ko dekhna hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

                Han gg dear hamy trading karty waqt market ko achy se read kar ka or chart ko samjhna chahye or kb sell karna ha kub buy karna ha is ka anadaza lagana chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

                  Trading keny sy pehly chart dekh leny chahiye or market mai trend ko bhi dekh lena chahiye kyoun keh trend repeat hota hai or is keh ilawa jaldbaazi nahi krni chahiye or strong strategy sath rakh kr trade krni chahiye jiss sy loss keh chances km ho jaty hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

                    Traslding ka doran ap ka mind positive or fresh hona chaheya or ap ko depression ka shekar mat hona dahna chaheya.
                    ALLAH HAFFIZ. ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

                      Trade lagaty waqt humein apna Lot size low rahkna caheye, Apnay investment k mutabiq lot size lagana caheye or Trade mein Stop loss or take profit ko b zaror used karna caheye taky profit or risk fixed ho jaey or humein money or risk management ko used karty howey trading karni caheye or Emotion ko control mein kar k discipline k sath trade karni caheye tab he Risk or losses k chances low hongein.
                      Instaforex is the Best broker
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

                        trading karte hue hamen Apne risk ko kam se kam rakhne ke liye money management aur risk management ko use karna chahie aur stoploss Ko Bhi Bakedgi ki ke sath use karna chahie
                        Ali hassan
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

                          Assalamu Alaikum Mere Pyare Forex ke doston Forex trading karte hue Hamen bahut sari Baton Ka Khyal Rakhna Hota Hai Jaisa ke is Mein sabse Jyada Khyal Rakhna candlestick ka Zaroori Hota Hai Iske alava Hamen market ko analyse karna padta hai aur Market ki movement Ka Pata Hona chahie ke market aap ho rahi hai ya down
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karte waqt kaun kaun si baaton ka khyal karna chahie???

                            trading kerty hoay humain forex k tamam rules ko follow kerna hota ha ager in main se aik bhi hum na ignore kia tu is se humain acha profit nhi mil sakta sub se zarore bat monymangement ko follow kerty hoay trdaing kerni ha ager hum na is rule ko ignore ker k trading ki tu is se humar acount wash ho sakta ha.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X