Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.
    Hello dosto aaj mein aap logon ko batana chahta Hun ki dar ke trade nahin karna chahie soch samajh ke trade karna chahie pura confidence ke sath trade karna chahie jitna humra confidence acha hoga itna hum achi tra trade kar sake aur loss ke chance bht kam honge ..tu pehle market ke analysis kar ke sai tra se read kar apna confidence zayda kar ke trade karna chahiye take hum fayda uta sake market se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

    dear is market main kaam akrtay huway kabhi kbhi hamko darn bhi chaye laikin agar hamaray pass is markeet main kaam karnay k liye sahi aur proper experience hay to hamain is main kisi kisam ka risk laina he chaye aur agar ham tab bhi is makreet main dartay huway kaam karingay to hamko iski kabhi koi samjh bhi nai aa sakty hay ham isay kabhi samjh bhi nai saktay hain jisk liye zaruri hay k ham is main tab he kaam akrain jub hamain is main isk baray main koi dar na rahay aur hamko yeh bhi pata hona chaye k ham amrkeet main lose ki recovery ko possibal bana saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

      Ji member forex mein aap ki qualities aur mind level aap ki trades par bhut asar karta hai. Agar aap fresh mind se trading karty hain to aap ki trades zyada tar profits mein jati hain. Kyn ky aap achi trha se phr pehly analysis karty hain aur soch smjah ky hi trading karty hain.​Isky ilaea agar aap dar dar ky trading karyn gy to zeada tar aap ki trades mein aap ko loss hi ho ga. Islye ap ko cahahye ky confidence ky stah trades karyn.​
      • #4 Collapse

        Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

        Dar kar jeenay may jo maza hay who kisi aur chiz may nai bahtar work karna hay to mahnat kartay rahay dar kar trade karnay may loss ho jata hay har wakt agar trade laghay to kabhi bhi dar kar na karhay hamasha bahtar tarikay say apnay ap ko sabat karhay ki koshah karhay kay hum is duniya may wakiya hi jinay kay liya khucha kar saktay hay is liya dar kar kohi kam nai hota agr hota bhi hay to who kamiyab nai hota apni manzal tak nai pocha saktaa
        • #5 Collapse

          Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

          As salam alikom g han apny saha kaha h kay hum jb bhi trade kary dary nh q kay jitna hum dar kay trade kary gy utna hi hmmy lose ka zayada khatra rahy ga islye hummh chaiye jb bhi trade kary bravely trade kary taky hummy trade me koi mushkil.na hu.
          • #6 Collapse

            Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

            yar bat to sahi ha ap k8 ka jitna hm dar dar ka trade karen ga hamen nuksan bhe utnanhe ho ga darny sa ap profit min thoru na chaly jaen ga to pher darny ki kaya zarorat koshish karen ka ap is kabil ho jaen ka ap khud market ko analysis kar sagenbor pher ka andar sa ye dar khatam ho ga asy nhe ho sagta
            • #7 Collapse

              Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

              Dear hamein trade karte waqt iss liye dar lagta hai kion ke ham market ko analyse kiye bagair trade kar lete hain hamein market ko analyse kr ka trade karni chashiyew ta ke ham logo ko loss bhi na ho lakin agar kabhi hamein loss ho to hemin chahoiye kee hamein loss se ghbrana nahi chahiyte bakke hamein loss hone par sabar s ekam laina chahiye ta ake hamin agli bar loss na ho or ham achi trade lkar saken or merket ko analys ekr ke trade karen ta ke hamien profit bhi ho hamien kabhi bhi loss hone par apn akaam nahi chrona chahiye kion ke gar ham los hone par apn akam chor den to iss se hamar anuqsan hota hai hamein himat nahi harni chahiye balke hamein mehnt karni chahiye kion ke mhnt se kia hoa kam hamien kabhi loss nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                Assalam-u-alaikum G Friends sab jante hain ke online working ek asaan work hai iss ma jitna time den gy utna ap ka fayda hai forex trading ek esah platform hai jahn ap trading kar ke profit kmah saktay hain Han loss bhi ho sakta hai ye normal hai Forex Forum darne ki tou koi bat hii nai Qn ke ap kon sa office ma beht kar work kar rahy hain yeh kaam ap Ghar behtay bhi aram-o-saqun sy Kar saktay hain jitna relax ho kar kaam karen gy utna ap loss sy bach saktay hain dar kar nai balke enjoy kar ke ye kaam karna kafi behtar hai,,, shuqriya
                • #9 Collapse

                  Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                  Dear members forex forum pay dar kar trade nahin karni chahie isase loss ho sakta hai dar insan ma use waqt aata hai jab aap uske bare mein achcha knowledge nahi rakhte agar aapke pass achcha knowledge hoga to dar automatically hi aap kaise hain main nahin aaega aur aap acchi trading usi waqt kar sakoge jab nahin hoga to dar ko dur karne ka aasan tarika jo hai ki aap pahle achcha knowledge Hasil Karen kuchh itna achcha knowledge hoga to confidence paida hoga dar utna hi hi dur hoga asi waja se acchi trading kar sakoge lehaza hamen darkar nahin learning karke hi hi marketing karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                    gi han apnein bilkul theek kaha mein ap ki baat sy agree hon ky jitna ham dar ky trade karein gy hamein otna loss ho ga kyo trade hamesha dar kar nahi ki jati ha hamesha himat our pory yakeen ky sath ki jatii ha trade kabhi bhi dar kar nahi lagani chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                      Han gg bilkul.sahi kaha apny jitna dar ka trade lgay gay utna hi loss ho ga himat or confidence se kam kary gay to kabhi loss nahi ho ga or ap is ma.kamyab ho sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                        Ji doston Dar 1 ahem hissa hi kam karne ka Agar Ham Darda ke business Karenge to Business mein kamyabi Mumkin Nahin Dar Aur Kisi chij Ka Nahin Hota sirf loss ka hota hi Agar ham experience shasan ka Lete Hain aur Market Ka Pata Hota Hai ke ham is time per Itna invest Karenge to Itna profit hoga aur Agar Forex trading mein Hamen kisi ke sim ka knowledge Na Ho To Ham trade nahin kar sakte experience aur knowledge donon Jab Bhi hamare pass Honge To Ham Kisi bhi waqt trade karne mein nahin Karenge Agar yah donon chij hamare pass Nahin Hogi To Har Waqt Hamen loss ka Ka Dar rahega Jaise Ham kabhi bhi benefit Hasil nahin kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                          trading kerty hoay ager humary mind main confusion ho tu humain us wqt trade nhi kerni cxhahiy is se humain loss ho sakta ha ager hum theek se analyses kerty han aur kum se kum lot set ker k trade kerty han tu is se humain bht acha profit ho sakta ha .
                          • #14 Collapse

                            Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                            G hy bilkul thk kha hy hm kbhi bh dr kr kam nhi krna chya aysa krna sa hm bht hi ziyada loss Ho ga hm bht hi soch semjh kr konwldg or experience ky satg confidence sa wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jitna hum dar ke trade kare ge itna zayda loss hoga.

                              Forex main dar trading Nahin Karni chahie Forex main ager dar ker trading karen ge to bahut ziada loss ho jaye ga dar ke vaja say ghalT trade open ho jati hai.Forex main ziada say ziada confidence rKhna chaye.
                              ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X