Apne emotions ko control mein rakhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne emotions ko control mein rakhen
    Agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To fir aapko chahie ke apne emotions ko control Karen aur bahut Soch samajhkar trade Karen aap fully focused hoon aur fully concerted bhi Iske alava kabhi bhi jaldbaji Mein Faisla na Karen Bal ke bahut Soch Samajh Kar Faisla Karen ki aap ko kab trade Karni chahie aur kab Nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne emotions ko control mein rakhen

    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. Forex mein success ki first tip yah hai hai ki Ham apne work quality ko increase. informative post or threads aapko Achcha bonus Dete HainForex Trading bohut bari market hai aur rozana k hisab se trillions me buisiness hota hai, Forex Trading me unlimited earning ho sakti hai agar mehnat kia jaye to. Forex me kaam mehnat, lagan aur dil se hona chaheye tab hi asal kamyabhi bhi melti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Apne emotions ko control mein rakhen

      dear friend forex trading mn trading k dsuran apnay emotions pa control krna bahot zroori ha keun k emotional ho kr trade lganay sa ziada tr loss he hota ha isliay hmesha forex trading mn cool minded ho kr trading kren ta k achha profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Apne emotions ko control mein rakhen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehtisham-Ahmad پيغام ديکھيے
        Agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To fir aapko chahie ke apne emotions ko control Karen aur bahut Soch samajhkar trade Karen aap fully focused hoon aur fully concerted bhi Iske alava kabhi bhi jaldbaji Mein Faisla na Karen Bal ke bahut Soch Samajh Kar Faisla Karen ki aap ko kab trade Karni chahie aur kab Nahin
        Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie Kyunki Jab Ham trading karte hain aur hai motion Hamare control Mein Na Ho To Ham jaldbazi karte hain aur Hamara my hundred percent fresh Nahin Hota aur workpiece Sahi nahin karta Jab Ham Ishq condition Mein Koi Bhi trade Lagate Hain aur koi bhi trend find karte hain 200% decorate Nahin Hota is vajah se Hamen galat Jagah per entry Ho Jaati Hai trading ke andar aur ham Forex mein bahut jyada loss Karte Hain Is vajah Se.
        • #5 Collapse

          Re: Apne emotions ko control mein rakhen

          Forex ik bht Acha online platform h jis ma ap trading kr k Acha profit earn kr sakta hain frnds forex ma trading krna k lye mehnat r hardword bht ziada zaroori hote h us k bghair koi bhi insan kamiyab nae ho sakta us k lye apko chahih k ap trading k doraan hope r trust k sath trading Karen bilkul bhi panic na hon wrna apko loss bhi ho sakta ha agr apko loss bhi ho jai to ap na parashan nae hona r next time ziada mehnat kr k Acha profit earn krna h
          • #6 Collapse

            Re: Apne emotions ko control mein rakhen

            asslam o alikum dear friend g bilkul sahi kaha hy apny hmy apny emotions ko control ma rakna chahiya or relax ho kr trade lani chahiya or trade lanty wakat zayada profit ka lalach ni krna chahiya ku ky lalach bi ak emotion account kiya jata hy is sy buhat sy logo ko nuqsan howa hy
            Last edited by ; 01-09-2020, 08:05 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Apne emotions ko control mein rakhen

              assalamu alaikum rahmatullahi khairiyat sy hogy ji forex trading mein jyada hi galti karte Hain ki vah apne motions per kabu nahin karte aur jiski vajah se unka kaun hero Ho jata hai Dil yah forex trading karte hue apna mind bilkul flash rakhen aur emotions ko control mein rakhe hi trading karen to aap ek accha profit Kama sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                Dear member trading main vahi member kamyab hota hai hai jo apne emotions ko control Me kar k trading karta hai hi aur itni acchi trading karega utna hi achcha result milega isliye hamen jisbhati nahin hona chahie apne emotions ko control mein rakhna chahie jis baat se yahin loss kar sakte hain jisse hamen achcha profit nahin hota yah achha profit ke liye jaruri hai kya Ham emotions ko control mein rakhkar trading Karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                  assalamu alaikum everyone ek baat hai kya apne emotion ko hamen control mein rakhna chahie hamen overconfidence nahin hona chahie hamen trade katdare khatam karna chahie mehnat karni chahie confidence ke sath hamen trade lagani chahie rule of regulation ko apnana chahie mehnat karni chahie Pakistan forex ki news ko hit karna chahie gana chahie market information ka pata Ho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X