This market is not for losers

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    mere khyal se jis kisi ko bhi loss ka samna hota hai wo usko khud ki waa se hota hai ya to uskay pas knowledge ki kami hoti hai ya phr us kay pas experience ki kami hoti hai or phr loss kay bad hi apko success ki ahmiyat ka andaza hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      Es karobar min humin kafi kuch loss bhi ho jata he hum es karobar min agar lagatar trading karin to hum buhat sari malomat bhi jama kar leite hin experience bhi humin es karobar min kamyabi hasil karne ka moqa milta he. Hum es karobar min apni knowledge aur information ko use kar k buhat hi ziyada earning kar skate hin.
      • #738 Collapse

        han ap ne sahi kaha he lekin agar har band aye soch ker kaam kerna char to nai sakta he is liye ap ko isme kaam kerna chahiye or is k ilawa ap k pas or koi rasta bhi nai he
        • #739 Collapse

          mai ia baaray mai ye kahonga k loss to her haal mai is kaam kahissa hai wo bhi 100% rehta hai per depend kerta hai aap ki strategy learning or practice per k aap is ko kis tarha handle kerty ho without pressure.
          • #740 Collapse

            well jnab , ap ne jo thread kara hein tu mein yeh kehna chahoon gee k haan bai ap ne teak kaha hein k yeh losers k lehe nai ehin forex , iss mein hmko khub se khub tar mehnat karni chahy n ap jaisay snrs b hm jnrs ki rahnumai kartay raha karay
            • #741 Collapse

              G han jin traders ki planing nahi hoti he wo market ke trend ko nahi pakar skty jis ki waja se wo loss hi karte hen
              • #742 Collapse

                Well, it is true from all aspects, this market is not for losers, if youa re thinking of making profits with the help of any tricks or techniques called, then you are sure for 100% wrong. This market is not for losers, not for those who just want to get along with their dirty shortcuts. Always remember, if you are doing, you will lose your way.
                • #743 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  yes the forex lefts behind the losers and always keeps going on. In my opinion, actually those who look for a short cut for their success and do not care about any rule and regulation, they are the actual losers not the one who remains unsuccessful to earn a good profit in his trading.
                  its true k forex main losers ki jaga nahi hai but in my opinion insan apni mistakes se e sikhta hai but wo log jo short cut se apni earning karna chahty hain asal me wo losers hoty hain jo bad me any valo ko b ghalt rasty par dalty hain
                  • #744 Collapse

                    ager aap begair knowledge aur experience liyee forex meey kaam kareey geey tu definitely aap ko loss hi ho gaa forex ki requirement keey mutabiq aap kaam kareey geey tu aap ko benefit hi ho gaa agerr aap iss peey amell nahi kareey geey tu aap ko definitely loss hi hoo gaa jiss seey aap ki earning peey effect pareey gaa
                     
                    • #745 Collapse

                      ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin forex trading me jo ye samjh kay ata hy kay wo bohat sara profit bana sakta hy tou wo ghalat soch rakhta hy kyn kay jab forex bohat profit bana sakta hy tou loss bhi karwa sakta hy....
                      • #746 Collapse

                        when trader loss there trading then trader can find there mistakes and evaluation also help the trader for making new strategy new planning through which they can make some more profit from there trading in there coming trades .
                        • #747 Collapse

                          forex buisness ak boht acha buisness hay is business main loss aur profit hota hay aur humain jab loss ho jay to humain hemat nahi karni chaiy ta k hum next time loss say bach kar acha profit hasil kar saky aur loss say bach saky yeh buisness online buisness hay aur boht acha buisness hay..
                          • #748 Collapse

                            Lose and profit to business ka hisa hain forex main bi lose ho sekta hy ager lose ho bi jay to insan ko himat ni harni chahie belke himat se kam lana chahie.
                            • #749 Collapse

                              bhai apne baat to theak he kahe hai per mai samjta hu humay chaiye k humay ache say he pehle demo acount per practice kar lene chaiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Then evaluate their mistakes and can not find it when they are losing business trading business to exchange their future professions could a little more profit by which to plan new strategies to help business.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X