This market is not for losers
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    Losers ke liye to forex ke market bilkul nahi hai agar ap short cut le kar forex mai paisa kamana chahte hai to ap forex ke business mai galat aye hai yeh aik proper business hai aur har business ko pahle seekhna zarori hota hai agar ap long time earning karna chahte hai to.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      Dear forex memebr ap nay bohat achi bat ke hy lakin jo new memebr forex news ko follow nai karty to unhauin loss ho jata hy aur bad main wo forex ko achi taran learn karty hain aur forex main kamyab ho jaty hain
      • #708 Collapse

        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, no doubt kay forex trading kay through hum kafi achi earning kar saktay hain lekin uss kay leay humein iss ki proper knowledge aur learning zaroori hai, ager hum kisi shortcut kay through iss mein successful honay ka soch rahay ho tou ye humari sub say bari mistake hogi...
        • #709 Collapse

          mere bhai jaan mein tou yeh samjhat hoon k iss per her koi kaam ker sakta hi iss per humein proper planing k saath tarde ko kerna chahiye tah k hum acha earn kr sakein. mein iss ko like kerta hoon.
          • #710 Collapse

            ager koi yahan bar bar loss may ja raha hy to os ko asa nae karna chaya kay o is market ko chol da os shoro sa yahan kam pir shoro kar da or dakly kay kahan kahan pa os sa ghalti ho rahe hy is tara sa os ka kam sahe ho ga
            • #711 Collapse

              The Market is open 24/5 for all types of the traders. There are earners and looser as well, and it gives chances for them all to correct there mistakes again and again. The quick and better you understand, it provides you with comfort.
              • #712 Collapse

                Brother shuru shuru ma sab ko loss zaror hota hay is ka ye matlab nahn hay kay tamam traders losers hotay han jab ap trading karty rehtay han aur ap ko market ka experience hota jata hay to phir ap loser nahn rehtay phir jab ap profit hasil karna shuru kar dain to ap successful trader ban jatay han.
                • #713 Collapse

                  g han bhai jan ap ne bilkul theek kaha hai kiun k is market mn wo e shakhas zada dair tak survive kr skta hai jo k haarna nhi janta hai
                  • #714 Collapse

                    koi bhi kam jab tk dil sa na kia jay to wo us waqt tk successful nahi hota jab tak aap us ko dil sa na krain q k jab chahin gy hi nahi to aap taraqi kasay krain gy
                    • #715 Collapse

                      dear many trader will learn from their mistake my friend on the other hand many user will not learn from it my friend and i think that is main reason for trading that you will not earn huge income you will practice my friend
                      • #716 Collapse

                        je haan forex trading mein loser ku koi khaas faeda nahi es mein successful honay k liye ap ku es mein mind ke buhat he ziyada zurrat darkar ho ge tab he ap es mein easily successful hon sakay gae thankfu for question
                         
                        • #717 Collapse

                          hello dear in my opinion market is for every one now it is depend on us that we can do work there or not my dear if we will do hard work so you must get positive result of our trade my dear or if you will not learn so then you can not get good result ..
                          • #718 Collapse

                            no, ye market dono k liye hai losers bhi yahan per he hain aur profit kamane wale bhi, han losers ager haar maan jaen pher ye waqae un k liye nhi hai ye market, to behter hai kam dhyan se kren
                            • #719 Collapse

                              yes you are rught this makret is not for not the losers you must not afraid of loss you must learn from them in order to learn it well
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                agar app ko markeet main loss ho bhi raha ho too hemat nahi harni chahye balk mazeed mehnat karni chahye jahn app profit ko zehn main rakhte hain waha ap ko loss ko bhi zehn main rakhna chahye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X