This market is not for losers

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    yes bro ye ak international market hai world ki onnline agar hum is par mehnat kry gay to kamiyab bhi ho jaye gay agar lalach kry gay loss kry gay and ye ak risky business hai is par hamay apne mind se tread krni chaye...........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Really this market is not for losers, this market is for all enthusiastic people that want to learn and earn if you have profit in your mind then you have not forget loss , its a part of this business if you have only think that you have to gain only then its not a good thing
      • #303 Collapse

        bhai g esa koi kaam nahi he jis main loss nahi hota ap kp is main thora saoch sajh ke kaam karna parta he our ager ap ko loss ho bhi jaye to next time apni us mistake sebachey our ap loss se bach jao gey...
        • #304 Collapse

          agar loser be sekh k kara tu wo be kamyab ho saktay hai loser wo nahe hoti jo kuch nahe kar saktay hai wo kehta hai na k failure in not a crime tu un ko be encourage karo yar
          • #305 Collapse

            loser us admi ko boltay hain jo kisi bhee kaam mein na kaam hogaya ho.or hum logo ko aisay logo ko de motivate nahee karna chahyay hai.balkay or aisay logon ko himmat dainee chahyay haibus fores trading mein ap log koi short cuts lenay ki koshish nahee karain or devotion kay sath kaam karain.
            • #306 Collapse

              g bhai jan ya bat to apny thik kahi ha k forex amrket lossers k lai anhi ha lakn koi b jan boj kar thori na loss karta ah or mera nhi khayal k koi b aisa tarder ah jis sy loss nhi ho sakta ha
              • #307 Collapse

                hmm Dear ap ne boht achii baat kahi hy ye market Osii ko earning aur respect detii ho jo apne ap ko sincerity aur dedication k SATH es market ko join karta hy aur seekhta hy tab tak jab tak wo earning nhn kar leta aur kam nhn karta...
                • #308 Collapse

                  i think orex lefts behind the losers and always keeps going on. In my opinion, actually those who look for a short cut for their success and do not care about any rule and regulation...
                  • #309 Collapse

                    yes dear g aap ne bilkul thek kaha hai aur main b aap ki bat say agree karti hun aur kahna chahti hun k ye market losers k liye bilkul b nai hai aur kahna chahun gi k is buisness main kamyabi hasil karne k liye mehnat bohat zyada zarori hai aur insan phir kamyab ho skta hai
                    • #310 Collapse

                      dear yaha har koi trading profit earn karne ke liye karta hai na ke loss earn karne ke liye profit or loss to trading ka hissa hota hai kabi profit hota hai to kabi loss is liye hum ye nai keh sakte hai ke ye market for not losser profit or loss to trading karne ke baad hota hai
                      • #311 Collapse

                        Exactly this is my point of view. as we know that a looser not who looses the resources but the looser means one who looses to take risks, looses his confidence, looses to invest again once have some loss. We can say that loosing hope is the indication of loosers.
                        • #312 Collapse

                          forex trading aik online bussines shaijis mai app ne trading se earn karn ahota hi us ke liye apko hardworking ki zriart hoti hai forex trading losers ki market nahi hai balke yahan zinda dil log kam karte hian
                          • #313 Collapse

                            Market mein loss ho jata hai ye koi itna barha issu nahi but agr aap ka bohat zayada loss ho raha hai to aap loser hai forex mein kaam karne k liye is k baare knowledge hona bohar zarori hai forex ko sumjne k liye aap urduforexguide.com bhi visit kar sakte hai jis per forex k baare mein sub kuch urdu mein likha hai jo aap k liye bohat helpfull sabit ho sakta hai.
                            • #314 Collapse

                              hello dear nahi ye bat galt hai its open 4 all of us kisi ko loss ho ya profit nd Pehli baat yeh ke agr kisi ko market men loss ho bhi jaay to usy himat nahi haarni chahiy aur usy mazeed achy tareeqy se kaam karna chahiy aur agr kisi trader ko baar baar loss hota hai to usy business chhor dena chahiy kion ke risk lety lety woh apna sab kuch na haar bethy is liye soch samjh k ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                assalam u alikum dekhain dost maira mannai yai k hamain forex main himmat nhi harni chaye is main loss hota hai per agar himmat se kam lain mahanat karain to profit bhi bht hota hai is main bura wqat hat business mai ata hai per usai hmmat se face karain..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X