This market is not for losers
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    forex is the business its have loss or profit when you open trade you need to know the information about this pair . if open trade without any kind of information that pair have more chance to loss ........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ap na acha sawal kia ka hama loss to hota ha magar hama sikhan chahia or phr loss sa sikh kar aga barna chahia to hum acha success hasil kar saktay ham magar greed mind ma na rakha or shortcut kisi bi business ma bilkul nahi chalti or hama har technique ani chahia tab hi hum is ma kamayab ho saktay ha
      • #198 Collapse

        agr kis ko is business me loss hota he to wo is business me kam nhi kary ga ku ke wo is business me profit hasil karny ata he per us ko loss ke sewa kuch nhi milta he yha se.
        • #199 Collapse

          yes dear i agree with you that if we do not get full knowledge and learning of forex trading market and gain knowledge of market trend and only rely on short cuts techniques then we can not become successful trader in forex trading market so we should learn all techniques and strategies of forex market then we become a successful trader in forex market
          • #200 Collapse

            je han ager app es main loser ho tu app es kam ko chor do aur app ko es main boht ache point mil skte hian so forex trading amin ager ap ne kamayab hona hai tu app ko es main market ko samjna hoga aur pher app es main kamayab aur ache trader ban skte ho
             
            • #201 Collapse

              Pehli baat yeh ke agr kisi ko market men loss ho bhi jaay to usy himat nahi haarni chahiy aur usy mazeed achy tareeqy se kaam karna chahiy aur agr kisi trader ko baar baar loss hota hai to usy business chhor dena chahiy kion ke risk lety lety woh apna sab kuch na haar bethy. To loosers ko chahiy ke market men trade na karen.
               
              • #202 Collapse

                bhai jan teak he kaha he ap ne kahty he k insan galti se he seekta he agar insan ko jaab 1 baar loss ho jata he tu wo apni galti yaad rakta he or phir wo apni galti kabi nai karta he jis ki waja se osko loss howa tha agar wo apni galti ko ignoor kar dy ga tu wo kaabi b kaamyaab nai ho sakta he
                • #203 Collapse

                  ap pak fourm posts kar ka 200musd bna sakty han jo ap ka account main transfer ho jaty han aur aus sa trade kar ka profit ap apny experience ka mutabiq profit earn kar sakty han .
                  • #204 Collapse

                    Nahi is kam main jo bhi samaj kar kare ga is main kamyab ho ga aur app ko is main app ka knowledge aur app ko pata ho ke app ke pass investment aur app ko kitni lot size se app ka account safe rehe hay aur app ko is main loss karne se hi experience hasil ho ga phir hi app kamyab hoon ge .
                     
                    • #205 Collapse

                      bhi jaan ap nay theek kaha hay aur may ap ki baat say agree kerta hu kay yi market loser kay leyi nahe hay q kay is may loser nahe reh saktay to hardwork karo aur earning karo
                      • #206 Collapse

                        je han ager ap ne es main loser hona hai tu app ko es se door honaga aur app ko es main kamayabi hasil karne hoge so forex main ye boht he important kam hai app ko karna hgoa tu app es main successful hoskte ho aur app ko es main kamayabi haisl hoskte hai
                         
                        • #207 Collapse

                          Brother ye bilkul esa nhi hai. agar hame loss ho bhi jata hai to himmat nhi harni chahiye. Agar balance na ho to is me preshan hone ki need nhi Forex ne forums ki sites banai hoi hain jin par ham question k mutabik post kr bonus hasil kr sakte hain or trade kr dakte or posting se hamara experience bathe ga ham or ziada asani se Fotex me successfull ho jayen ge
                          • #208 Collapse

                            bhai meri nazar mey loser sirf woh hey jo is market ki worth ko pehchan nay mey nakam ho jaye or is mey apna future bright na ker sakey, harai apni he ghalti ki waja sey esa ho skta hay werna ager hum mehnat kerty rhen tou kabhi bhe loser nahee banen gey.
                            اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                            Well, it's true from every aspects, that this market is not for losers, if youa re thinking of making profits with the help of any so-called tricks or techniques, then you are by sure 100% wrong. This market is not for losers, not for those who just wish to get along with their dirty short-cuts. Always remember, if you are doing so, you will lose your path.

                            So, be careful and think about it that you don't have to be loser at any cost at any time in trading.

                            From the original desk of miles ...
                            • #209 Collapse

                              Yehi Waja Hai Ke boht se Trader Ghalat Fehmi Ka Shikar Rehte hein. Woh Samjhte hein Ke EA Robots Aur Deegar Tricks Use Ker ke Woh Achi Kamai Ker Sakte hein to Woh Ghalat Sochte hein. Aesa Kuch Be nahin hota real Life mein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                pehly to logon ka itna trend nhi tha forex ki tarf.but ab to kafi log aa gye hain is forum pay.or han ab ziada persentage youth ki hi kaam kar rhi hai is forum pay.main khud young hon bhai ji.20 years old
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X