Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..
    Asslam alkum dear friends forex mai kam karna hai tu ap ka kam acha tabhi hota hai jub ap market mai acha kam kartye hain ap es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab ho jatye hain tu market mai sub say jo acha mana jata haj matlab kay jis cheez pay market chalti hai tu wo hai gold tu ap ka kam hai kay ap gold mai kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho sakta hai kiyu kay gold mai kam es waja say faids hai kay es ki moment kafi zayda hoti hai jis ki waja say ap es mai acha trader laga kay in time pay kafi acha profit laye saktye hain jub kay gold aik jagha pay move nhi karta hai ye kafi high aur lafi low mai jata hai tu ap nay gold ki peice ko daikha ho ga kis tarha say weekly gold high mai chala gaya aik dum say es ki peice mai kafi faraq para hai tu ap gold pay kam kar rgain tu aj mai ap say es kay anylsis kay barye mai discussion karna chata hun jaisye kay sub ko pta hai kay gold pay trading karna atna asan kam nhi hai jitna lagata hai tu es mai ap ka kam hai kay ap achye anylsis pay kam karain tu mai ap ko gold kay barye mai bta rhun kay es ka support level khan say start ho ga aur es ka resistance bhi tu sub kuch mainye picture mai add kar diya hai ap es mai ghor kar kay daikh saktye hain aur ap es mai acha faida laye saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kam kartye hain tu es hisab say acha kam kiya karain kay ap es mai sirf prClick image for larger version

Name:	IMG_20200901_180028.jpg
Views:	1
Size:	146.4 کلوبائٹ
ID:	12467234ofit lain bus
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

    Dear Gold ke Hawale se bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab Ham Gold per kam kar rahe hote hain to ismein sabse pahle Hamari koshish honi chahie ki Hamara account balance kabhi bhi minimum Na Ho Aur Hamesha Hamen acchi account balance ke sath hi gold trading Karni chahie Agar Hamara account balance Gold per trading karti Hui 200 US dollars Tak hoga to ismein hamare account ki safety maintain karna bahut hi Aasan ho jaega aur ham gold Mein Achcha profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain iske sath sath agar aap Gold per trading kar rahe hain to see related different analysis per bhi Jarur focus karna hoga Kyunki Jab expert trader market Mein Apne analysis share Karte Hain To usse bhi Humko bahut jyada help mil sakti hai aur ham apni earning Mein Limited kaise kar sakte hain.

    Gold per trading Karti Hogi aapko fundamental aur technical analysis per bhi bahut jyada focus karna chahie agar aap aap Gold per trading karti ho ya different analysis ko ignore kar dete Hain To isase aapko bahut jyada nuksan hone ka chance ho sakta hai aur aapka account bhi wash ho sakta hai Kyunki gold market Mein movement bahut jyada pass hoti hai aur aapko Thodi Si der mein bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain isliye Gold per trading karti hui Hamesha different analysis per focus karte huye trading Karni chahie.

    Dear jab Ham Gold per trading kar rahe Hote Hain To ismein Humko market ke sath closely attach hona chahie aur uske sath sath kabhi bhi Gold per trading karte hue stoploss ki limit ko avoid na Karen Hamesha stop last ki limit ko Jarur apni trading per apply Karen Agar ismein aapka stop loss ki limit Hit Ho Jaati Hai To usmein aap ko minimum nuksan hota hai Jisko recover karna aap ke liye Aasan hoga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

      dear friend, gold aik difficult pair ha jis par trading karnay k liay bht ziada experience ki zarurat hoti ha, iski fast moment ko tackle karnay k liay hmain mentaly active ho kar kam karna parta ha, hmari market ko proper judge kar k aur achi strategy k sath is par trade karni chaiay q k is ma aik thori si mistake account wash kar daiti ha, new members ko is par trading sa avoid karna chaiay q k experience ki kami unhain nuksan pohncha sakti ha, gold par trading k liay hmain pehlay demo par iski practice karni chaiay aur us k baad real ki taraf ana chaiay, hmain usd sa b gold ki moment ka andaza ho sakta ha q k normaly ye aik dusray k inversely move kartay hain, gold jahan risky pair ha wahan ye profitable b sabit hota ha agr proper samajh boojh k sath is par trading ki jay to ye hmain achi earning provide karta ha, gold par trading sa hmain market sa intouch aur updated rehna chaiay aur is sa related news par proper focus karna chaiay ta k hmain market ki latest position pata chal sakay aur hm us k mutabik achi aur mufeed trade kar paen, indicators aur tools ko seekh kar inhain thek tarah use karain ta k market ki koi unpredicted moment hmain loss na pohnchay, is liay hmesha careful ho k trading karain aur apnay account ki safety ko priority dain aur hmesha safe trading karain lalach aur jaldbazi ma koi faisla na karain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

        Forex main trading pair main say Gold aik major pair hay jis per daily almost sab say ziada trade ki jati hay. Ager gold per trading kay analysis successful hon to is pair main bahut jald aur acha profit mil jata hay. Laikin ager is main baghair analysis kay trading ka risk lia jaye to account wash hona bhi am si bat hoti hay.

        Gold pair main trading kay liye fundamental aur technical analyais bahut zaroori hain. Q keh Gold ka trend change hony ko samjhny kay liye istemal hony waly analysis main am tor per fundamental analysis he involve hoty hain. Isi waja say jab gold ka trend change hota hay to ye bahut ziada up and down move karta hay. Gold kay sath analysis karty huye hamain US Dollar ki value ko bhi analyse karna bahut zaroori hota hay. Generally Gold and USD apas main inverse relationship rakhty hain. Donon pairs kay up and down ki movemnt aik dusry kay against hoti hay. Is liye jab bhi gold kay analysis karain to more time gold pair kay analysis main consume karna he aik trusted aur profitable trade daita hay.

        Gold main trade karny waly trader expert and analyst hoty hain. Woh is pair main safe trade kay liye bahut mehnat kay bad experience hasil karty hain. Demo per different indicators and timeframes use kar kay is pair main ziada practice zaroor hay. Ta keh jab bhi gold pair main is kay trend per trade karain to trend change hony say pehly is main trade kay liye analysis complete kar kay successful trading kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

          AOA friends, forex aik behtareen informative aur karobar k hawaly sy aik bahut acha forum hea aur aaj hm gold k hawaly sy bt karian gy ,gold kay daily chart ko dekhain to aap clearly inverted U-Pattern daikh saktay hain gold basically downtrend main tha jis main iss nay aik U-Pattern banaaya jo kay complete ho chukka hay to meray khayaal say gold ab apnay major trend ko follow kertay howay down jaaye ga or yeh aik achi khaasi movement ho gi Aurgold ki downward movement fundamentally bhi supported hay aap daikh saktay hain kay dollar index din ba din strong ho raha hay or saath saath EURO Index gir raha hay jo kay gold ki down movement ko support kerta hay.trend agr dahka jaya tu down ka hai laken ya bi dahkain ka dollar kafi up ja chuka hai laken gold apni position nahi chor raha mean 1200 ki line mai up and down ho raha hai or agr dollar girta hai yahan s tu ap gold na bohot up jana hai agr ap daily ki candal dahkain ti 1236 is ka resistance hai is ko agr ya cross krta hai tu ya 1264 tk ja sakta hai lake ya pechla week mai support or resistance ka bech move kr raha hai support is ki 1208 hai or daily ki jo movement show ho rai hai 1208 s 1240 tk hai is lia abi ap kuch nahi kah sakta hai ya bohot down jaya ga is soch samaj kr entry lain 1212 tk pechla week aya tah laken phr gold 1220 ko cross kr gya hai ya tu mari thinking hai har ak ka apna mind hota hai jo apna tareka s sochta hai is gold pr trading soch samaj kr lagainforex kay lye bahut achay analysis kye hain aur mein aap sae mutafiq hoon aap nay chart ki madad sae bahut achi briefing di hai aur aise hi posts forum per honi chahyeain ab kyun kay dollar kafi high move ker raha hai tou aisa lagta hai kay next week mein dollar down.aye ga tou gold strong ho ga aur iss lye iss ki buy banti hai.gold aik strong currency hain is mai kam karny ky liye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy gols analysis ko hamy weekend py learn karna chahey jab
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

            bilkul aapki baat sahi hai trading main aapka Achcha analysis hi aapki kamyabi hoti hai isliye aapko chahie ke daily basis per work out karte hue Apne market analysis per soukous Karen aur Achcha experience Hasil Karen Taki aap apne trade Mein Achcha profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken aapke pass Jitna Achcha experience aur analysis Hoga utna Jyada aapko loss ke chances kam se kam Honge aur aap kamyabi ke sath apni trading kar Sakenge isliye aapko chahie Jyada time aur mehnat ke sath apni earning Karen takat Kamyab hokar aap acchi earning karne ke Kajal Ban sake Jo log trading mein jyada Se Jyada Apna time spend karte hain Vahi acchi earning Bhi Karte Hain aur Achcha experience Hasil Karke apni trading ko kam job banate hain

            Apne market analysis ko Kamyab banane ke liye aapko Apne Har trade mein Main Soch Samajh Ke aur pre-planning karte hue trading Karni chahie aapko aapke trade ke Entry Aur exit point Ka Pata Hona chahie lot size money management Aur Is Tarah Ke Tamam other trading tools ko use karte hue aapko trading Karni chahie aur apni Chhoti Si Chhoti mistake ko bhi search out karte hue trading Karni chahie jisse aapko Achcha experience Milta hai aur aap apni trading Mein kamyabi ke sath acchi earning karne Ke Kabil Ban sakte hain aapko chahie ki Jyada mehnat Karen aur Jyada Se Jyada time trading ko Din Aur jitni Jyada aapki acchi time ki investment Hogi utna Jyada aapko Achcha experience Milega aur aap kamyabi ke sath acchi earning karne Ke Kabil Ban Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

              Yes. Ap ny gold k bary ma achi information share ki hai. Gold forex trading ki sb sy complex commodity hai. Es k sath sath ye famous b bhot hai. Esk famous hony ki bari waja ye hai k es ma trader ko bhot acha profit melta hai. But at the same time gold risky b bhot hai ye bhot sary account b wash karta hai. Gold ko samajny k lae achy analysis chahe hoty hain. Achy analysis k lae hamy experience or achy capital ko base banana hota hai. Agr hamary pass gold par trade k lae acha experience ya acha capital ni hai to hamy gold par trade k lae ni jana chahe. Kiu k gold es sorat ma bhot jaldi account wash kar deta hai.

              Gold par trade karny ki ik tip ye b hai k ye hamesa apny trend ko follow karta hai. So hamy gold k against kbi trade ni karni chahe. Aksar gold ki movement etni zayada hoti hai k ye market ma bhot bara gap bana deti hai. Gold ma trend k against trade open karyn gy to chahe small lot sy b trade karyn account wash hony ma dair ni lagy gi. Gold ka trend find karny k lae ap ko eski previous movement ko dekhna hota hai. Ye jis taraf move kary apko bus us side par trade open karni chahe. Inshallah zarur acha profit ho ga. Gold par ik achi trade apko asman par poncha sakti hai or ik galat trade apko zameen par b patakh sakti hai. So gold ma profit k lae maximum experience or capital hona must hai.



              Forex ma gold par bena kisi tyari k jayn gy to ye apko or kisi trade k kabil ni chory ga or apko etna loss dey ga k apk hosh urh jayn gy
              Last edited by ; 01-09-2020, 09:16 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

                Ham Sab Jante Hain ke gold bahut hi expensive hota hai agar Ham market Mein gold ki trade Lagana Chahte Hain To Hamen chahie ki ham acche experience aur knowledge ke sath gold ki train lagaen Agar hamare pass Gold ke about experience or knowledge Nahin Hai To Main kabhi bhi market Mein gold ki trade Nahin Lagani chahie Agar Ham without experience aur knowledge ke trade Laga Dete Hain To Hamen gold ki trade Mein loss ho jata hai gold ki trade Lagane se pahle Hamen sabse pahle uska analyses acchi Tarah Se kar lena chahie Jab ham gold ka analyses Karke uski trade Lagate Hain To isase Hamen aasani hoti hai isiliye gold ki trade Lagane se pahle uska analyses karna bahut jaruri hai Agar ham market Mein gold ki trade Lagate Hain To Hamen chahie ki Ham acchi planning ke sath market mein main gold ki trade lagaen.

                Gold ki trade Lagate Hue Hamen Dil Mein Kisi Kishan ka koi lalach nahin Rakhna chahie Jab ham lalach ke sath Apna Kam Karte Hain To isase Hamen sirf aur sirf loss ho jata hai Hamen gold ki trade Lagan Mein Kisi Kishan ki koi jaldbazi nahin Karni chahie gold ki trade Lagane se pahle Hamen Soch Lena chahie aur Puri tavajjo ke sath iska analyses karne ke bad hi trade Lagani chahie agar aap gold ki achi trade Laga Lete Hain To isase aap bahut jyada profit Hasil kar lete hain lekin Jab aapse gold ki trade galat Lag Jaaye to Aap Ko Itna loss ho jata hai Jisko aap bad Mein recover bhi nahin kar paate isiliye gold ki trade Lagane se pahle Hamen main uska analysis kar lena chahie Taki bad Mein Hamen nuksan na uthana padhe gold ko samajhne ke liye Hamen acche analysis ki jarurat hoti hai agar Ham gold ka analyser acchi Tarah nahin kar paate To Hamen kabhi bhi market Mein gold ki trade Nahin Lagani chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

                  Sone ki importance Apni Jagah Magar sone ke bagair Maeshat ka pahiya rawan dawan Rah sakta hai lekin Tel ke bagair Namumkin Hai Aaj Ki Duniya Mein gold bahut jyada kahan mil Hota Hai Jab Gai uski price bahut jyada expensive hai gold ki kimat aaj ki Duniya Mein Aasman Ko Chhu rahi hai Jisko kharidne bahut jyada Mushkil ho gaya hai Sona apni khalis dhati Chamak damak all dusri Khushiyan ki Bina per sadiyo se a insane taaja ka mahvar raha hai dollar kab expensive Currency ki vajah se aur Mul ki Digar Halat ki vajah se utaar chadhav Ka Shikar rahata hai Jab dollar kamjor ho jata hai to log Sona khareed Lete Hain aur usko save kar ke rakh Dete Hain aur jab dollar bahut jyada strong hota hai to vah is Sone ko bhej Dete Hain aur vah isko page bheach kar is se bahut jyada profit Hasil kar lete hain.

                  Gold ki price Har din change hoti rahti hai kabhi Iske price bahut jyada Upar Tak Chali jaati hai aur cal bhi yah bahut hi niche Tak Chali Jaati Hai bahut se log Jab yah Sasta ho jata hai tab ise khareed Lete Hain aur Is Tarah Se is se bahut jyada profit Hasil karne ke liye apne pass save kar ke rakh Dete Hain Jab Ham gold Patra Dam kar rahe Hote Hain To Humne market mein jyada Se Jyada time spent karna chahie Aur Is per apni Najar rakhni chahie Jab aap Gold per trade kar rahe hote hain to use Waqt aapko stop-loss ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie bulke is ko Madhya Nazar rakhte Hue Apna karmchari Rakhna chahie Agar is main aapke stoploss ki limit youth Ho Jaati Hai To aapko ismein thoda sa loss ho sakta hai is loss hone Ki Surat main aapko tension Nahin leni chahie yah log bahut hi jaldi recover Kiya Ja sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

                    Forex trading main gold ko samjeny ki zarorat ha or is ko jab tak samj k trading ni karen gy to ap log kamyab ni ho sakty han is key humy chae ha ziada sy ziada behtar trading karny k ley humy gold ko samjena ho ga or forex trading main humy gold k bary main acha knowledge or information hasil karni chae ha is k alawa humy gold ki movement ko samjeny k ley USD pe nazar rakheni chae ha q k gold USD k inverse chalta ha is ley humy USD k related jtni bi news hon in ko dakh k trading karni chae han q k jab news ka time ho to humy both ahtiyat sy trading karni chae ha ta k hum log gold main behtar planning or strategy sy trading kar saken gold main trading k ley humy USD ko dakhena lazmi ha q k jab bi USD strong ho ga to gold weak ho ga or jase USD weak ho ga to gold strong ho ga is ley humy USD ko dakhena go ga ta k hum log behtar trading kar k ache earning karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken or behtar sy behtar trading strategy bana k kam karny ta k hum log kamyab ho saken humy loss na ho or hum log ahsani sy ache earning kar saken
                    Forex trading main gold both fast movement karta ha is ley humy har trade k sath stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k hum log behtar trading kar saken gold main trading karny k ley humy small risk sy trading karni chae ha ta k hum log behtar planning or strategy sy ache earning kar saken jtna kam risk ho ga to humy loss k chances bi kam hon gy jab k bagar sochy samjy trading karny gy yo humy ziada loss ho sakta ha is ley humy both he ziada ahtiyat ki zarorat ha forex trading main jab tak proper analysis ni karny gy to hum log behtar trading ni kar saken gy USD ka gold k sath inverse relation ha is ley hum logun ko gold main trading karny k ley USD ko dakh k trading karni ho ge ta k hum behtar trading kar saken gy gold main har trade k sath stop loss lazmi istamal karny ta k humy ziada loss na ho or take profit sy hum log maximum profit hasil kar saken gy jab tak humy USD ya gold ki movement ki samj na aa rehe ho to humy wait karna chae ha jab movement kisi aik side ho ya confirm ho jay k next movement kya honi ha to phr hum logun ko trading start karni chae ha ta k hum log behtar trading kar k kamyab ho saken
                    Gold main trading karny k ley ache planning or strategy banani ho ge or loss sy bachena k ley is ko humy pehly demo account main istamal karna ho ga jab hum gold main ache practice kar lan gy or ache trading sy ache earning kar saken gy par is k ley humy USD ki har news kç dakh k is k result k mutabiq trading karni ho ge ta k humy loss na ho news main USD strong hua to gold down jay ga or news main USD weak hua to phr gold ny up movement karni ha is ley humy both ahtiyat sy karna ho ga ta k hum log ache trading kar k ache earning kar saken or behtar result hasil kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

                      gold pair mai kam karna hota hain to hamy gold ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga then hum earn kar saky gy forex aik best business hain hum is mai part time be kam kar sakty han hum is mai full time be kam kar sakt han hamy is mai analysis ko learn kar ky kam karna ho hum is mai kamkar ky pasia kama sakty hain is kosamjna aik din ka kam nahi hain is mai kam kar sakty hainhamy markert mai gold mai kam karny ky liye km sy km 100 dollar invest karna ho ga tab hamy kam kary ka koi fiada ho ga forex aik asa business hanjo ky kab be katem nahi ho ga hum gar mai bth kar is mai kam kar sakty hain yai aik world wide business hain hum iy apna life time career be bana sakty hain hum is mai posting kar sakty hain hum market mai trading kar sakty hain hamy soch samj kar pasia invest kar ky market mai kam karna hoga then hum kamaybe ge kamaybe gain kar sakty hain ya aik world wide business hain hamy is mai market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher humpasia kama saky gy yai aikbohat bara business hain hum is mai agar yane agar hm gold mai kam karty howe ak be galti kar dety han to hamara nuqsan ho jy ga is ko samjna asan nahi hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain humis mai jis marze time table k mitabik kam kar sakty hain is ko samjna asan nahi han hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain agar humapny ander ky lalach ko katem kar ky kam karty hain to hamy nuqsan hojata hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

                        gold ab critical situation main hae q ke ab sab kuch depend hae NFP pe ke NFP ka kiya impact parta hae overall dekha jae to USD bahut he zayada weak hae jis ke waja se gold up gya howa hae lakin NFP aik ee news hae jo ke market ka pora trend he change kar ke rakh dete hae to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat kiya karen sahe tarah se kam kara karen agar hum is main kamyab ho jate hain or aik ache or sucxcessful trader ban jate hain to hum is main zaroor kuch na kuch hasil kar sakte hain lakin gold aj kal bahut he riksy ban chuka hae small account wale traders to is par bilkul bhe trade na kiya karen agar koi is par trade karta bhe hae to usko cahiye ke wo proper money managment ko follow karte howe stop loss ka use karte howe he us main trade open karne cahiye is tarah se he to wo is main kamayb ho sakte hain is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is main kamayb ho saken or is tarah se hamen bhe cahiye ke hum is main aik ache trader ban jane ke lioye kabhe bhe is main himmat na hara karen take hum is main success bhe le saken or is main hum kuch na kuch hasil bhe kar he jaya karen to is waja se hamen is main dil se kam karte rehna cahiye kabhe bhe hamen is main himmat na harne cahiye take hum is main kamayb bhe ho he saken or is main hum kuch na kuch hasil bhe kar saken or is main hum kamayb ho bhe saken is tarah se he to hum is main success bhe hasil kar sakte hain or hum is main gold se pora pora faida bhe hasil kar sakjte hain or is tarah se hamen acha experience bhe ho jae ga is main
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

                          Dear member aap ko yah baat maloom hona chahie kisi bhi big pair per trading karne ke liye members ko bahut zyada experience bhi chahie hota hai gold bhi big bear hai aur is per agar kisi bhi member ko apni trading ko continue karna hai to usko bahut zyada experience hasil kar lena hoga maximum experience hasil kar lene ke bad kisi member ko yahan per problem nahin hoti aur vah apni trading ko acchi tarah Se continue kar leta hai trading ko acchi tarah Se continue kar lene ke bad members apni trading mein acchi earning bhi hasil kar rahe hote hain aur sabse zyada Main baat yah hai ki members ko apni trading se related apne kam per acchi tarah Se focus karna hota hai aur jab members acchi tarah Se focus kar rahe hote hain to tab hi unko kam karne se related aur bhi achcha experience Mel Raha hota hai aur vah experience members ko bahut help deta hai members ko apna Kam Karne mein maximum risk nahin Lena chahie kyun ke jab members maximum risk lete Hain to is tarah Se members ko apne kam mein nuksan ho jata hai aur koi bhi member apne kam mein nuksan ko lena nahin chahta hai iske liye members ko acchi tarah Se hardworking karna hogi aur apne kam mein regular hona hoga vah isliye ke agar member apne kam mein regular nahin honge to is tarah Se unko kam karne mein koi bhi help nahin milegi aur unko experience bhi nahin milega aur yahi vajah hai ki ki vah acchi earning nahin kar payenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Gold anylsis merye khyal mai..

                            Assalam.o.alaikum dear forex members Pakistan forex me kam krna hy ti to apka kam acha hona chahiye orcapka kam tbhi acha hota hy jb ap market ki movements ko dekh kr kam krty hn market ko analysis kr k kam krty hn or dl lga kr mhnt se kam krna chahiye Hardworking krni chahiye daily ka target daily complete krna chahiye daily basis p kam krna chahiye apne knowledge ko increase krna chahiye apk pas good knowledge hoga to apko ziada se ziada bons mly ga or experience hasil hota hy quality posting krni chahiye quality wala kam krna chahiye quality posting se apno bht acha profit hasil hota hy demo account pr practice krni chahiye demo account pr ziada se ziada kam krna chahiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X