Re: Ye Post "Trading Main Investment" k Knowledge pr mabni hy
Kesi be online financial markets me agar investment karny ki planing ki jaye to sab se pehly ye mind me raka karen key koi be financial market esi nahi hay jes me zeyada loss na ho sakta ho, Forex business be esa hi 1 risky aur zeyada profit/loss deny wala business hay jes me kesi be tarha ham khud ko siraf investment key base par kamyab aur rich nahi bana sakty hey, sab se pehly to ye yaad rakna chaye key investment karna etna zarori nahi hay aur na hi koi bardi bat hay sab se zeyada zarori hay traders ka experience hasil karna aur knowledge key ley koshish karna, aur jab be new traders ye samjy key wo investment karny ki position me a chuky hey aur un ka knowledge aur experience build ho chuka hay to esy traders ko per be investment planing aur step by step hi karni chaye, junior traders ko sab se pehly 100$ ki investment se start lena chaye agar es investment me traders ezafa karty hey aur long time tak ye investment loss nahi hoti to mery khayal me traders ko next month es se be zeyada investment karny ka risk lena chaye, traders ko ye bat yaad rakni chaye key agar un ki first investment us ki ghalat trading ki waja se loss ho jaye to mazeed investment karny se behtar hay key per se learning ki hi koshish ki jaye, first investment loss hony ka matlab yahi hay key mazeed be learning karny ki traders ko ashad zarorat hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим