Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?
    AOA FRIENDS g nahi humain bilkul bhi emotional Yani jazbati trading nahi kurni chay bulkih humain saber aur tahamul KY sath trading kurni chay aur jub humari strategy KY mutabiq humain aik acha setup Mily tu tub hi trade enter kurni chay nahi tu setup KY bghair humain trading nahi kurni chahy apko aik Saal bhi lug jay aur trade na Mily ha lankih aisa hota nahi hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

    forum main hamain learning karn ho gi ab hi hum sucess hon gay uar forum main kisi biw aqt tradr ban sakty hain but hamain chhaye is k bary main ghr main beth k hi hum ach aearn kar skaty hain so hamain chahye is frum main greed ko avoid kar k hi hum achy say trader ban sakty han ab hi hum perform karny main biasani ho saky gi tb hi hum run karien gy a
    • #3 Collapse

      Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

      Kiya hum ko jazbati trading karni chaiy bohat acha swal hai forex main aap ko jazbati ho Kar trading nahi karni chaiy agar aap jazbati ho Kar trading kray gay tu aap ko nakaami ho gi iss Lia aap ko hosla ka sath trading kray taka aap ko kamyabi ho
      • #4 Collapse

        Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

        Ji Nahin Hamen jaldbaji Mein trading Nahin Karni chahie Hamen relax hokar market ko acchi Tarah Se Samajhna chahie Jab Ham market ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain trade Lagate Hue Hamen bilkul bhi emotional Nahin Hona chahie Hamen Sabar aur Himmat ke sath kam karna chahie Agar hamare pass experience or knowledge Nahin Hai To Main kabhi bhi trade Nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham without experience or knowledge trade Lagate Hain To is se Hamen loss ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

          Assalam Walekum ji Nahin Hamen jaldbazi Mein trading bilkul Nahin Karni chahie Hamen Sabar aur aaram se apne is kam ko karna chahie Agar Ham jaldbaji se kam Karenge To Ham Kamyab Nahin Ho Sakenge Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Ke aur sab aaram se apne is kam ko Karen Taki Ham Ek acchi kamyabi Hasil kar Saken Agar Ham jaldbaji se aur emotional Hoke Apne is kam ko Karenge To Ham Ek acche treader Nahin Ban Payenge isliye Hamen chahie ki Ham Sabr se apne is work ko Karen aur accha profit Hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

            hamesha mein jitna apna kam sabar ke sath karenge dekhna acche se karenge to hamen utna jyada hi fiada hasil ho sakta hai aur ham acche se kam kar sakte hain lekin hamen ismein yah sochana chahie ham apna kam use waqt achcha karte hain jab tak hamen apne aap ko ek achcha insan samajhna hoga aur is mein hamen na kami nahin ho sake gi agar ham is mein nakam nahin sar karte hain to hamari apni galti ho sakti hai aur yah kam ek aisa hai ismein jo log jitna sabar karenge to unko utna jyada fayda milega aur unko ismein achcha kam mil sakta hai lekin hamen agar apne aap ko kamyabi hasil karna chahie to hamesha ke liye ismein jyada hi mehnat karte rahana hoga aur ismein har insan ki mehnat acchi ho sakti hai aur har koi kam achcha kar sakta hai lekin hamen agar apna kam achcha karte rahana chahie to hamesha ke liye apni mehnat ke sath kam karte rahana hoga aur issi mein hi hamara jyada fayda ho sakta hai aur agar ham achcha kam karte rahenge to hamen jyada kam mil sakta hai aur jyada kam kar sakte hain to hamen apna kam achcha karne ke liye hamesha na kami nahin ho sakti apne aap ko jo log ek achcha insan banate hain jyada mera karte hain to unko hi apni mahina tak ka mil jata hai lekin hamen is mein jyada kam karne se hi fayda ho sakta hai aur ham na kam nahin ho sakte to isliye apne aap ko ek achcha insan banane ke liye kitni mehnat karni chahie to ham kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

              Ni hum ko kbhi jildi ma ay ker trading ni ker ni chiy hum ko chiy hum us ma monhat kery ar soch sumj ker trading kery ya hi ik good bat ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                dear friend forex trading mn kbi bhi jazbati ho kr trading naen krni chayay keun k jo log jazbati ho kr trading krtay hn aur jazbat mn aa kr baghair sochay smjhay trade lgstay hn aur big lot size use krtay hn to jb trade loss mn jati ha to account bhi wash ho jata h
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                  Assalamu Alaikum dear guys Forex trading business ho ya koi bhi field usne Hamen kabhi bhi jazbaati hokar Kam Nahin Karna chahie aur na hi kamyabi Hasil karne ke bare mein sochana chahie Kyunki Jo member jazbati hokar jaldbaji Sar emotional hokar kamyabi Hasil karne ki koshish karte hain vah kabhi bhi aur kisi bhi field Mein Kamyab Businessman aur trader Nahin Ban Sakte to trading ke Hawale se Hamen Sabar se market ko analysis karte hue open karna chahie aur uske sath sath Apne senior se bhi guidance leni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                    assalam o alaikum! Dear Friends
                    hamay jazbati trading bilkol bhe nahi krny cheay trading sabar or soch k sath k karny cheay jab tak hum itmenan or sakoon se trading nahi kry gy tb tk hum ak achy trader nahi bn sakty successful traders se bhe hamy seakhna cheay k wo trading kysea krty hea wo trading jazbati ho k krty h ya etmanan or soch samag k kam krty h
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                      humain jazbat maain a kay trade nhi kurni chahiye agar hum jazbat maain a kay trade kuraay gay to hum achaay say apna kam nhi kur pay gay humain agar achaay say apna kam kurna hai to hmain es kay liye sabar kay sath apna kam kurna ho gaa humain apnay jazbat ko kaboo main rukhna ho gaa humain es main achay say apnaa kam kurnaa ho gaa jis kay bad hum es main acha kam kuray gay orsabar kay sath kam kur ky hmain ach sa profit bhi gain ho jay gaaa
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                        hamein jazbati trading kabhi bhi nahi karni chahiye kyo ky jazbat sy lagaei howi trade kabhi bhi profit nahi deti ha sirf loss deti ha trading jazbat sy nahi hamesha mind sy ki jati ha our soch samajh kar ki jati ha hamei kabhi bhi jazbat mein trading nahi karni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                          Assalam.o.alaikum good morning dear forex members Pakistan forex me kamyabi hasil krni hy to apko ziada se ziada mhnt krni chahiye or dl lga kr kam krna chahiye or bhpoor mhnt krni chahiye or sbr se kam krna chahiye jldbazi blkul nhi krni chahiye or agr emotional ho kr trade lgain gy to ap kbi b kamyab nhi hongy es lye apko sbr se kam krna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                            jee nahi trade lgany mein bilkul jaldbazi nahi karni chaye apko demo acount ka mashwra do ga kah phla ap demo ka 2 month work kro and bonus bnao us sa live trading kro jab apko lga ap acha trader bn gay to ap apne jab sa pasa invest kr lo pak forum or desire forum use krte bonus hasal kr sekte hain or free mein trading kr sekte hian ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya Humain Juzbati Trading Kurni Chay?

                              Forex trading Mein hamen jazbati hokar trading nahin karna chahie soch samajhkar trade karna chahie money management ke sath kam karna chahie jitna jyada planning ke sath aur apni emotion ko control karke trade karenge itna achcha benefit hasal kar sakte hain aur acchi success hassil kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X