Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

    Forex main trading karty waqt humy apni ghalti ko ignore nahi karna chaye balky humy apni mistakes ko step bna kar agy barna chaye or is bat ko hamesha dyan main rakein k jab tak hum apni mistakes ko learn nahi akrty hum ak achy trader nahi ban sakty.Traders hamesha apni mistakes ko avoid nahi karty hain.Balky apni mistakes ko learn kar k hi agy barty hain.Koi b trader kabi expert nahi hota sab kabi na kabi apna lose akrty hain or ise waja say hi hum future main good trader ban sakty hain.Ap ko demo per trade kar k mistakes ko note karna chaye or per real account per trading karni chaye.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

      jee haan galtiyoo ko ignore karny waly kabhi b kamiyab nahi hoty hum bohat problem me phans jate hain or mushkil bhi bohat ho sakti hai hum ko.achi tarah say samjahin phir proper planning or strategy say ham forex trading par kaam start karain demo account banaye us par earn karein aur jo earn karein us ko invest karien aur jab ap expirienced hojaye jb ap trading kre
      • #18 Collapse

        Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

        ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar aapane Forex trading mein aur Forex forum per kamyabi hasil karni hai to apni ghalti ko kabhi bhi ignore na Karen Bal ke apni ghalti se learn Karen aur usse sikhane ki koshish karen aur usko improve karne ki koshish karen tabhi aap Forex mein kamyabi hasil kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

          Assalamu Alaikum dear Forex member aapane theek Kaha Hamen Agar Forex trading mein kamyabi Hasil karni hai to apni Galti Ho Se Sabak karna hoga aur Forex trading form mein jyada Se Jyada mehnat aur Lagan ke sath kam karna hoga tabhi Ham Forex trading mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain forest trading key Business mein ham mistake se tab hi bache sakte hain Jab Forex trading ke about hamare pass acchi learning Hogi isliye Hamen Apne kaam par focus karna hoga aur proper tarike se Forex trading ke Business mein perform karna hoga tab hi Ham is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

            trading main apni mistakes se hony waly loss ko humain ignorenhi kerna chahiay humain jo bhi loss ho tu apni mistake ko find out kerna ho ga tub hum trdaing se achi earning ker sakty ahn aur hum aik successful trader ban sakty han.
            • #21 Collapse

              Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

              assalamu alaikum sir aapki baat bilkul theek hai kya Main apni galti Koi guru nahin karna chahie galtiyan hoti rahti Hain galtiyan se insan sakta hai to hamen galti ko ignore nahin karna chahie bol ke usko solve karna chahie kya humne Jo galti ki vah next next time na ho aur forex market bahut achcha business hai yahan bahut kam aur samay bahut acchi Anya kar sakte hain to kindly don't avoid the your mistake
              • #22 Collapse

                Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

                Galti insaan ko sabak sikhane ka ek jariya hai lekin apni galti se sabak admin civic sakta hai jab Apne pati ko taslim Karen agar 20 kuchh sim Nahin karega to use Sikh bhi Nahin Sakta
                • #23 Collapse

                  Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

                  hamen apni galti ko ignore ni karna Chahiye,.. apni glteyo ko improve krna chye..jb tq hm apni glteyo ko sahe ni kry gai hm kbi agy ni brh skty... R kamyabi tabhi Hm Hasil kar pay gai jab apni mistake se kuch sikhy gai... r glteyo ko md e nzr rkh k kam krna chye ta k apko forum Forex mein acha bonus mil sky...1 mistake Mein Koi Na Koi lesson zarur hota hai ..... glteya hote he apny kam ko bhtr bnany k leye hai .....agar aap focus r mehnat k 7 kam kry gai to kbhi naqam ni ho gai ......nuqsan ke 1 sb sai bre wja jld baze ka muzaihra haii.. jaldbazi Mein hamesha nuksan he hota hai.....hamesha complete focus ke sath kam karna chahie aur learning per pahle sabse zyada focus Dena chahie.... learning ko bhtr bnay.. q k learning He wo important thing Hai .js sai hm apni earning ko acha bna skty hai......experience r knowledge ka hona bht zyada zarori hai..
                  • #24 Collapse

                    Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

                    hm apni galtiyoo ko ignore na karrien zaroor sochni chahiye keh yeh aik risky business hey aur is business main hum always us waqt tak kamiyab nahin ho saktey hain jab tak keh hum is main achi trha se learning nahin kar lete hain.oan nahi lene chahie kun ke market ka kuch nahi pta hota hai ke kab ap ke against ho jae
                    • #25 Collapse

                      Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

                      Assalamu Alaikum friend forex business main Hamen apni Galti ko ignore nahin karna chahie balke mehnat Karke a usko thik karna chahie Agar Ham apni Galti Koi ignore kar dete Hain To is Hamara bonus kabhi bhi achcha Nahin Hota aur jab Ham Galti karte hain usko theek bhi kar dete Hain Ek Do Nahin karte Tu Is Se Hamen is business Mein acchi Karni Abhiyan milati hai Hamen Galti kam se kam Karni chahie mistake karne se Hamara bonus kam hota hai aur is business Mein acchi kamyabi Bhi Nahin milati thank you
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Hmm apni gelty ko ignore nhi krna chya

                        Agr Hum forex par kamyab hona Chtay hain to humain sub say phly Apni mistakes ko Thk krna chya Agr hum esay nae krtay or mistakes krtay chlay jatay hain to hum kbhi b Achay trader nae ban sktay. Kun kay mistakes Agay ja kar hmray liya big trouble ban sktay hain jis ki waja say Hmra business khrb ho skta hai or hum trade nae ban sktay. Kun kay Humain apni mistakes say seekhna chya na Kay un ko Sath lay kar chalain Jitna jaldy ho in ko Thk krna chya phir hi Hum is kam main expert ban sktay hain or aik bht baray loss say bach sktay hain. Kun agr Hum forex main apni mistakes ko Thk Kar lain gay to hum bht Acha trade kar Payain gay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X