Forex Trading me jaldbazi bulkul bhi nahi karni chaheye is se aksar bohut nuqsan uthana parta hai.Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye. Jo forex m mihnat krta hy wohi kamyaab hota hy. Market trend aur News Updates ko follow karain. Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим