Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye
    Maximum traders ki ye ghalat fehmi hoti hay key Forex market other har business se bahot zeyada risky hay magar traders ko ye be sochna chaye key ye market hamary ley kinu aur kesy risky banti hay aur es se bachny ka tareeqa hamy ki apnana chaye, ye sochy baghir hamy kabi be Forex market ko risky nahi samjna chaye,

    1. Agar over trading ki jaye to zaror Forex market risky banti hay
    2. Market analysis key baghir Forex trading key ley risky ho sakti hay
    3. Poor planing aur weak strategies ki waja se be Forex hamary ley dangerous ban sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

    Forex Trading me agar hum tareeqay se kaam karen to is me risk factor kam ya khatam ho jata hai aur is waja se hamen Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye. Forex Trading bohut bari market hai aur rozana k hisab se trillions me buisiness hota hai, Forex Trading me unlimited earning ho sakti hai agar mehnat kia jaye to. Forex Trading aik unique business hai aur ye pori dunya me phela howa karobar hai. Aur is me har jagah se log kaam kar rahen hen. Forex trading me kesi umar ya kesi khas degree ki bhi zarorat nahi hoti albata kamyab hone k leye forex trading k bare me knowledge aur experience ki zarorat parti hai. Forex trading k leye koi khas jagah bhi mukhtas nahi hai aur roz ba roz is k karobar ma izafa ho raha hai. Forex trading me na khatam hone wala sarmaya laga howa hai. Rozana k hisab se trillions me transactions hoti hai. Pori dunya me maojood koi bhi market is ka muqabela nahi kar sakte. Forex trading me hum brokers k zarye se shamil hote hn jin k pori dunya ma branches hote hn. Is me peso ki deposit aur withdrawal on line digital payment k zarye se hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

      Duniya ka koi bhi kam ho agar aap usmein Achcha experience rakhte Hain To aapko kamyabi Jarur milati hai isliye Forex stock market Bhi Ek Aisa business hai agar aap ismein acchi information ke sath kam start Karenge to aapko hundred percent profit bhi Hasil hoga
      • #4 Collapse

        Re: Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

        dear friend forex trading sik risky business ha is mn ridk lena prhta ha keun k risk liay baghsir forex trading sa achhi earning mumkin naen lekin apko chayay k risk apnay account ballance k hisab sa len keun k account ballance k bardasht sa ziada risk lenay sa account bhi wash ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

          G hy bilkul thk kha hy hm kbhi bh risk market ko Nhi semjhna chya ugr aysa kra ga to hm kbhi bh kamyb Nhi Ho saky ga forex bht hi achy business hy jitni mhynt sa konwldg or experience ky sath qulit wark kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

            As salam alokom forex trade aik boht achi chez hy bhai isky sath sath ye thori risky hoti h dekha jaye to.har kam main risk.lazmi hota hy
            Iskay hummy chaiye forex ki zayada say zayada malomat rakhy taky risk kay chances boht hujaye or hum.asani.say trade karsaky
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

              Dear apne bhut achi bat ke hay forex market ek bhut bara risk business hay jis ma hume risky lenaa parhta hay hum risk ka baiger earnings haul nai kar sakty hay risk hu gaa phir hum earnings haisl kar sakty hay islye hume risk ka mutbik lenaa chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ko risky bilkul be nahi samjna chaye

                market ko samajhne ki koshish Karna chahie koshish ki Nahin samajhna chahie bal kiske andar kuchh kare uski Jo important hai aur dusri activity raha hun ko Jane ki koshish karenge

                اب آن لائن

                Working...
                X