Trading kay liye pair select kernay kay faiday
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay liye pair select kernay kay faiday
    Forex trading mai expert traders ki advice hoti hai kay her trader ko apnay trading pairs pehlay say he select ker lainay chaiye. Iss ka bohat faida hota hai kiyu kay jab trader ko pata hota hai kay kiss pair mai trading kerni hai tou woh uss kay mutabiq plan aur strategy banata hai. Jo traders pehlay say trading pairs select nahi kertay unhain market ki movement kay doraan pairs select kernay mai problem hota hai aur phir trends aur analysis kernay mai bhi bohat problem hotay hain. Iss liye senior traders ki baat he darust rehti hai kiyu kay unn ka experience bohat ziada hota hai aur junior ko bhi uss experience say faida Uthana chaiye aur trading pairs pehlay say select ker lainay chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay liye pair select kernay kay faiday

    Yeh bht achee baat kahee aap ny..yqeenan is sy newcomers ko faida ho ga.Pairs select kr leny chahiain ta k bnda focussed rhy sirf unhen pairs pr or unhe pairs ke market movement check krta rhy..is sy analyze krna bhe aa jaiy ga or phir kbhee trader ko loss bhe nhen ho ga or woh bahut jld expert bhe bn jaiy ga forex trading men.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay liye pair select kernay kay faiday

      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men bahut ziyada pairs hen iss liay tamam pairs k baray men knowledge aur experience hasil karna mushkil hota hey iss liay kuch pairs select karen aur unn k baray men knowledge aur experience hasil karen aur phir unn men hi trading Karen lekin koshish karen k risky pairs men trading se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay liye pair select kernay kay faiday

        dear forex markeet main kaam karnay k liye hamko aik achay experience ki zarurat hoty hay jisk sath sath agar ham jin pairs main kaam akrna cahhtay hain unki ham aik selections bana kar kaam karaty hain to hamko is markeet main kaam akrna bhi asaan ho skata hay aur haamray liye yeh bhi asaan ho sakta hay k ham nay jin pairs pay kaam akran hay un he ko select karaty huway kaam kiya jaye jis k baad agar hamko lose bhi hota hay to hamko un say recovery bhi asaan ho sakty hay jisk liye zaruri hay k ham sirf select karda pairs min he kaam say earning ko mumkin bana kar kaam karain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay liye pair select kernay kay faiday

          Subh bhakair dosto forex me sab say zayada hummy pair banany waqt khayal krna chiaye
          Q kay ye sab say important factor hota trade ka so hummy boht khyal say isy delect krna ana.chaiye or forex me kam kay lye sab say zayada hummy experience lena hu tbhi hum
          Trade kar sakty hen
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay liye pair select kernay kay faiday

            Currency pairs per trading karne ke Apne Hi fayde hote hain isliye Hamesha vah Jo acche traders hai aur Jin ka kam investment account hota hai vah currency Pyar per hi trade karte hain Kyunki yah Jyada movement aap donon nahin karti balke pahle to coronavirus se pahle undertakes aap donon hoti Thi lekin ab Kuchh Jyada Chali Jaati Hai Lekin ismein account save rahata Hai ismein Koi Khatra Nahin Hota isliye log currency pairs ko hi follow Karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay liye pair select kernay kay faiday

              Forex main treading krna ky lia pair select krna bht hi ziyada zatori hota hy is sa hm faida hota hy hm nuksan nhi hota blky hm acha profit milta hy jitni mhynt sa konwldg or experience ky sath wark kra ga utns hi kamyb Ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay liye pair select kernay kay faiday

                Trading main phle to plan kren sabr ke sath kam kren aur Acha kam krne ki koshish krn Jb market ki movement samjh main ae analysis apply krne aur phr dekhe ke Aapke liye konsa pair best rahega usko tarde pe lagao small lot use kren

                اب آن لائن

                Working...
                X