Relation of Margin and Leverage.
Margin or Leverage ka apas ma gehra relation hain. Margin or leverage ko ik coin ki both sides kaha jata hai. Leverage asal ma market sy trade ma refund hony wali ratio ko kehty hain. Leverage profit ma trader ki friend hoti hai or loss ma trader ki dushman ban jati hai kiu k leverage ki amount jetni zayada ho gi us hesab sy loss or profit ho ga. Ye zayada select karyn gy to loss ya profit b zayada ho ga. Leverage ki selection k bad margin ki value hamary account k capital par munhasir hoti hai. Ik trade open karny k lae kam sy kam amount ki jetni zarurat hoti hai usy margin kehty hain. Ye margin leverage ki base par define kiya jata hai. Jb leverage zayada select karyn gy to auto sy margin ki minimum value b barh jati hai. Jb leverage kam select ki jati hai to margin ki minimum value b kam ho jati hai.
How to avoid margin call.
Margin call sy bachny k lae pehle hamy margin call ka pata hona chahe. Margin call ko fully understand karny k lae hamy pehle leverage or margin concept ko samajna zaruri hai. Jb trader k pas free margin ni rehta to usy margin call kehty hain. Margin call tb ati hai jb trader apni equity ka maximum part trade ma use kar leta hai ya margin call tb ati hai jb maximum part equity ka running loss ma chala jata hai or trader k lass mazeed trades open karny k lae free margin ni bachta. Es margin call ko different tareeko sy avoid kiya ja sakta hai.
1. Agr ham overtrading sy perhez karyn or leverage ki value ko kam kar leyn to margin call sy bacha ja sakta hai.
2. Agr risk management ko use karty hoye apny losses ko kam karyn to b margin call sy bacha ja sakta hai.
3. Agr ham handsome capital jama karyn or khosis karyn k ik trade ma serf 1 percent capital use ho or sb trades ko mela ka 5 percent capital banta ho to b margin call sy bacha ja sakta hai.
4. Agr ham small lot k sath trade karyn or trade agr loss ma chali jae to hedge technique use karyn to b margin call sy avoid kiya ja sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим