Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????
    Assalamu Alaikum dear all forum member main aaj aap sab se ek question puchna Chahta Hun Kay Forex Mein nakam hone ki kya reason hai Kyunki Ham Agar learning aur hard-working Karke bhi kam Karte Hain To Iske bavajud Ham Achcha bonus Hasil nahin kar paate Achcha bonus Hasil karne kaise mumkin hain kya Forex mein Main Hamari luck matter karti hai Forex Mein Kamyab hone ke liye Hamen kya karna padta hai iske liye Mujhe Apne senior member se Kuchh guideline ki zarurat hai Forex ke basic kya hai Jisko follow karke Ham Forex Mein acchi earning kar sakte hain aur acchi earning Kaise possible hai yah baat bhi Sach Hai Ki Forex Ek online tough business Hai ismein Har Koi successful Nahin ho sakta Hamen Forex Mein kamyabi ke liye mehnat ke sath sath aur learning ke sath sath aisa kya karna chahie ki Hamen Forex trading Mein loss Na Ho aur ham acchi earning kar sake aur apni Lifestyle Behtar banaa sake iske liye Kuchh help out ki zarurat hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

    Dear Forex trading me success Hasil karne ki bahut sari reasons ho sakti hain jinmen se main aapke sath Kuchh important reason share karna chahta hun agar aap intelligence ko focus Karke a apni trading Mein Shamil kar lenge to aapko bahut jyada fayda ho sakta hai aur inme Se Kuch Aise important factors hote hain jinko avoid karke hi aap Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.

    Overtrading :

    Dear Forex trading me successful trader banne ke liye Humko kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Kyunki Jab Bhi Ham overtrading Karte Hain To Aise Humko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki Forex trading Mein Kabhi Bhi overtrading Na Karen 1 Din ka Apna target complete karne ki foreign Baat market mein se Humko nikal Jana chahie.

    Lot size selection :

    Forex trading me kamyabi Hasil karne ke liye Humko lot size ki selection minimum Karni chahie kabhi bhi Ham maximum lot size istemal na Karen Kyunki Jab Ham maximum lot size istemal Karte Hain To se Humko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur Hamare account ko safety ke sath maintain karne mein bahut jyada problem ho sakti hain.

    Ignorance of factors :

    Some time Ham Forex trading kar dijiye Kuchh important factors ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se Humko Forex trading mein bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamari Puri koshish honi chahie ke Forex trading Mein kam karte hue Ham kabhi bhi important factors ko ignore na Karen aur Jitna possible ho sake Forex trading se related important factors ko apni trading Mein Shamil Karen.

    Avoiding indicator

    Jab Ham market Mein kam karte ho ya indicators aur different candlesticks ko avoid kar dete Hain To Aise Bhi Humko bahut jyada nuksan hone ke chance hote hain isliye Ham apni trading Mein indicators Aur candlesticks Ko Jarur focus karke hi apni trading co complete karne ki koshish Kiya Karen aur iske sath sath different strategies aur planning ko apni e-trading Mein Shamil Kar Ke maximum profit Hasil karne ki koshish karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

      dear friend, forex ma nakami ki kafi reasons ho sakti hain jin ma learning aur experience ki kami k sath sath lalach aur jaldbazi wagera shamil hain, is liay hmain forex ma mehnat k sath aur interested ho k kam karna chaiay ta k hm thek focus kar sakain aur mistakes sa bacha ja sakay, apni learning aur experience ko acha karnay k liay demo par regular practice karain ta k market ki moments ko samajh sakain aur us k mutabik trades open aur adjust kar paen jis sa hmain kamyab results milain gay. hmain lalach aur jaldbazi sa b bachna chaiay aur hmesha tahamul k sath soch samajh kar trade karain, achay entry point par trade open karain ta k profitable trade mumkin ho sakay, forex k tools aur indicators ko smjhain aur un ka proper use seekhain, aik hi din ma ameer honay ki lalach na karain, apni trade sa profit hasil karnay k liay daily ka aik easily achieveable target set karain aur usay hasil kar k trade close kar dain, ziada earning ki lalach ma overtrading sa bachain, ye baat mind ma rakhain k thora profit b loss sa bht behtar ha, hmesha safe trading ki koshish karain aur risky trades sa avoid karain, mistakes sa seekhain aur unhain apni learning sa minimize karain. news par focus karain aur market k trend ko follow karain is k against trading na karain q k trend is our friend, forex aik profitable buisness ha lakin is ma achay results tb hi hasil kar saktay hain jb hm is ki basics ko aur rules ko follow karain gay
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

        Forex Mein nakam hone Ki Sabse Badi reason experience aur knowledge Ka Na Hona Agar hamare pass experience or knowledge Nahin Hota To isase Ham Forex Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Hamen chahie ki Jab Ham Forex Mein kam Karte Hain To full experience aur knowledge ke sath market ka analysis Karen Jab Ham market Ka analyses full experience aur knowledge ke sath karte hain ismein Hamen kamyabi Hasil karne mein bilkul bhi Mushkil Nahin Hoti aur jab Ham market Mein trade Lagate Hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ki quality ko Behtar se behtar banaen Kyunki Hamare kam ki quality jitni Jyada Behtar Hogi Hamen profit bhi utna hi Hasil hoga.

        Forex Mein vah log kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar paate Hain Jo market ke factors indicators aur usmein maujud rules ke bare mein information Hasil Nahin karte Forex Mein kam karte hue Hamen Sabar aur Himmat ke sath kam karna chahie Ham Jante Hain Ki Har Business mein profit aur laws donon maujud Hote Hain Agar Hamen Businessman loss Ho Jata Hai To Hamen Sabar se kam Lena chahie aur vah log kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin Karte jo mehnat ki vajah Se Jyada lalach karte hain isiliye Agar Ham Forex ko ya FIR Jis bhi business ko start Karte Hain To Hamen Puri mehnat aur tavajjo ke sath Apna Kam karna chahie aur lalach se avoid karna chahie koi bhi kam karte hue Hamen bilkul emotional Nahin Hona chahie Hamen Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie Jo log without experience or knowledge ke Forex Mein kam karte hain aur Market ko acchi Tarah Se Nahin samajhte vah Kabhi Bhi ismein Kamyab Nahin Ho paate ismein kamyabi Hasil karne ke liye hamare pass experience aur knowledge Ka Hona bahut jaruri hai without experience or knowledge ke sirf per ek hi nahin balki koi bhi business start nahin kiya Ja Sakta
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

          Je forex ma bhot big percentage hai traders ki jo loss khati hai or serf 10 percent trader he kamyab hoty hain. Forex ma nakami ki bhot sari reasons ho sakti hai. Jin ma sy kuch factors par ham discussion kar letyn hain:-

          1. Incomplete knowledge.

          Forex ma knowledge bhot matter karti hai. Jo trader achi knowledge hasil karty hain es k lae acha time invest karty hain wo he forex ma kamyab hoty hain. Forex ki learning bhot complex hoti hai es ko hasil karna easy ni hota. Es k lae forex ma long term mehnat karna hoti hai. Agr trader start ma short cut k pechy parh jaty hain wo hamesa nakam hoty hain. Forex ki complex learning k lae bhot time invest karna hota hai. Knowledge k bena kamyabi hasil karny ka socha b ni ja sakta.

          2. Strong capital.

          Forex ma loss sy bachny k lae strong capital ka hona bhot zaruri hota hai. Agr small capital sy trade karny jayn gy to hamesa apny account ko risk ma dal deyn gy. Small capital ma loss es lae zayada hota hai k es ma mistakes ki kio gunjaish ni hoti. But mistake sb trader sy hoti hai or marker ko 100 percent samajna bhot mushkil hota hai. Acha capital ho to hamari mistakes es ma chup jati hain or hamry pass ik sy zayads chances hoty hain profit gain karny or loss ko recover karny k lae.

          3. Ignoring mistakes.

          Forex ma mistakes ko ignore karyn gy to b loss zayada ho ga. Kamyab trader wo he hota jo apni mistakes sy learn karta hai or unko control karny ki khosis karta hai. Mistakes sy sabaq sekh kar or enko repeat na kar k he ham profit tak ponch sakty hain or loss sy bach sakty hain.

          4. Jald bazi / Lalach.

          Forex ma jald bazi or lalach sy b bhot sary account wash hoty hain. Forex ma trader ye chahtyn hain k unko har roz profit ho but bhot sary cases ma asa ni hota. Jb wo acha profit hasil karny k lae lalach ma parh jaty hain to account wash hony ma dair ni lagti. Forex ma small lot sy trade karni chahe or khosis karni chahe k tb he trade karni chahe jb apk pass acha entery point hu agr apk pass acha entry point ni hai to apko trade karni he ni chahe.

          Es k sath loss ki reasons ma less experience, overtrading, big lot wager b shamil hoti hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

            Forex Mein nakam hone Ki Sabse Badi reason experience aur knowledge Ka Na Hona Agar hamare pass experience or knowledge Nahin Hota To isase Ham Forex Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Hamen chahie ki Jab Ham Forex Mein kam Karte Hain To full experience aur knowledge ke sath market ka analysis Karen Jab Ham market Ka analyses full experience aur knowledge ke sath karte hain ismein Hamen kamyabi Hasil karne mein bilkul bhi Mushkil Nahin Hoti aur jab Ham market Mein trade Lagate Hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ki quality ko Behtar se behtar banaen Kyunki Hamare kam ki quality jitni Jyada Behtar Hogi Hamen profit bhi utna hi Hasil hoga.

            Dear Forex trading me successful trader banne ke liye Humko kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Kyunki Jab Bhi Ham overtrading Karte Hain To Aise Humko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki Forex trading Mein Kabhi Bhi overtrading Na Karen 1 Din ka Apna target complete karne ki foreign Baat market mein se Humko nikal Jana chahie.

            Lot size selection :

            Forex trading me kamyabi Hasil karne ke liye Humko lot size ki selection minimum Karni chahie kabhi bhi Ham maximum lot size istemal na Karen Kyunki Jab Ham maximum lot size istemal Karte Hain To se Humko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur Hamare account ko safety ke sath maintain karne mein bahut jyada problem ho sakti hain.

            Ignorance of factors :

            Some time Ham Forex trading kar dijiye Kuchh important factors ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se Humko Forex trading mein bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamari Puri koshish honi chahie ke Forex trading Mein kam karte hue Ham kabhi bhi important factors ko ignore na Karen aur Jitna possible ho sake Forex trading se related important factors ko apni trading Mein Shamil Karen.

            Avoiding indicator

            Jab Ham market Mein kam karte ho ya indicators aur different candlesticks ko avoid kar dete Hain To Aise Bhi Humko bahut jyada nuksan hone ke chance hote hain isliye Ham apni trading Mein indicators Aur candlesticks Ko Jarur focus karke hi apni trading co complete karne ki koshish Kiya Karen aur iske sath sath different strategies aur planning ko apni e-trading Mein Shamil Kar Ke maximum profit Hasil karne ki koshish karen
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

              koi bhi member ye nahin chahta hai ke wo nakam ho jaaye aur koi bhi member agar Nakam ho raha hota hai to voh apni mistakes ki vajah se nakam ho raha hota hai aur members yahan per apni mistakes ko avoid nahin karte aur bar bar un ko repeat kar rahe hote hain aur yehi vajah hai ke voh mistakes members ko zyada loss de rahi hoti hain har ek member ko apni mistakes per control karna ho ga koi bhi member jab apni mistakes per acha control hasil kar leta hai tu is tarah se phir us ko bar bar loss nahin hota hai aur aise members ke liye yah bahut zyada important hai ki vah trading se related apni practice ko bahut zyada achi tarah se continue kar le aur agar trading mein un ko koi bhi problem a Rahi Ho to voh apne senior members ke sath connected ho kar aur un se help lay is tarah Se woh members bar bar apni mistakes nahin karen ge aur is tarah se voh achi Learning hasil kar lene ke bad aur phir apne kaam ko bahut zyada achi tarah se continue kar lenge sab members ke liye bahut zyada important hai ki un ko apni trading bahut zyada careful ho kar karna hoti hai aur agar careful ho kar trading na ki jaaye to yahi vajah hai ki phir members ko bar bar nuksan Ho Raha hota hai aur trading karna itna aasan Kaam nahin hai is ke liye members ko management karna hoti hai aur yeh management bahut zyada strong honi chahie aur yeh sab kar lene ke bad hi kisi bhi member ko achi earning hasil hoti hai strong learning hasil kar lene ke bad koi bhi member maximum apni trading mein nakam nahin hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

                forex mai hum agr kam karty howe aik be galti kar dety hain to hamara nuqsan ho jy ga hamy nuqsan h katem kar ky kamkarna ho ga pher he hum kamkar ky pasia kama saky gy hum is mi aagr greed ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga yai aik best business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge is ko samjna asna nah hain hum is mai apny boss kud ap he hty hain hm is mai zada jald baze ke waja sy nakami utaa han nakami ko katme karny ky liye hamy learning gan karne ho ge thne hm earn kar saky gy yai aik best businessh ain hu is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai dn mai be kam kar sakty han yai ak best business hain hum is mai agar greedy ban ky kamk arty hain to hamara account band ho jy ga is mai hum apny boss ku ap he hoty hain yai aik best business hain hamy is m mayre kam karna h ga or hamy apne mistaks ko avoid karna ho ga jab hum mistakes ko durst kar ky sahe kar ky kam karty hain to hamy kmayabe hasial ho jy ge or hum nuqsan ko be katme kar saky gy forex ma hamy soch samj kar kam karn ho g ahum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yai aik best business hain hay is mai har hal mai nakami ko ktem karna ho ga then hum agy bar saky gy asnae ky sat
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

                  Forex Mein nakam hone Ki Sabse Badi Wajah experience Ka Na hona ha Jin Logon ke pass experience Nahin Hota vah Apne Karm ko acche tarike se nahin kar sakte na ismein Kamyab ho sakte hain Agar Ham Jyada Se Jyada mehnat Karenge Apne kam ko Jyada acche tarike se Karenge to aap achha profit Hasil kar Sakenge aur apne business ko profitable Bana Sakenge Jin Logon ke pass experience nahin Hota UN Logon Ko Jyada mehnat karni padati hai Forex trading Mein kam karte hue Ham jaldbaji karte hain aur bahut se mistake ho Jaate Hain aur mistake ko cover Nahin Karte Jiski vajah se Hamen bahut lossuthana padta hai market Mein Na kam ek Badi vajah bhi hai Ham planning Nahin Karte bugbears soche samjhe market Ko Dekhe bagair treade Laga Dete Hain Jiski vajah se Los uthana pad jata hai aur Business mein nakam ho Jaate Hain Forex trading bahut hi Achcha business hai ki online business hai yah kabhi na khatm hone wala business hai yah berojgari ko Khatam karne ka bahut hi Achcha jariya hai lekin usko kam karne ke liye experience kaun sa Jaruri Hota Hai Varna Ham Apne Karm ko acche tarike se nahin kar Payenge aur Hamen na Kami ka Samna karna padta hai Ham market Ko Dekhe bar gairi analysis ka Jaate Hain aur Gair soche samjhe Lagate Hain Jiski vajah se maal ho jata hai agar Ham apne business Mein mehnat Nahin Karenge aur Soch Samajh Kar Nahin chalayenge To Ham usmein nakam Ho jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

                    Forex business me bahot se factors esy hey jes ko ham jab be avoid karny ki koshish karty hey to hamy nakami hoti hay es nakami se bachny ka 1 hi way hay wo ye key apny mistakes ham kabi be na karen jo hamary mistakes ki waja ban jaye aur esy factors ko samny rak kar hi trading karny ki koshish karen,

                    Lot size hamary ley esa tool hay agar es ka ham ghalat use karny lagty hey to es factor ki waja se ham nakam ho sakty hey kesi be trading tool ya lot size jesy factor ka ghalat use kia jaye to traders ko nakami hi ho gi, lot size ham se trades me etna zeyada lag jata hay key ham es loss ko face karny ki bardasht hi nahi rakty hey esi tarha agar ham leverage size ka be lot size ki tarha ghalat use karen gey to per be ham nakam hi samjy jaye gey, leverage size ka agar es ley use kia jaye key higher leverage size selection es ley ki jaye es key base par trading me risk leya jaye to ye ghalat bat hay, indicators ko be agar ham avoid kia karen gey to hamy loss hony par nakam ho sakty hey indicators hamy trading me help de sakty hey esi tarha agar ham technical indicators ka to use har trade key ley karty hey magar fundamental analyzing ko ignore karen gey to es cheez ka be Forex business me bahot nuqsan hamy ho sakta hay, nakami zaror traders ko mil sakti hay magar es nakami se traders ko learning karny ki be koshish zaror karni chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

                      Firex main kamyabi ki rah main kai mushkilat aur rakwatain hail hoti hain. Jin say bachny kay liye shoq, mehnat aur lagan ki zaroorat hoti hay. Forex main koi bhi kam jaldbazi say mumkin nai ho sakta. Is liye hamain is main learning aur knowlesge kay mamly main koi bhi compromise nai karna chahiye. Forex main kamyabi ki rah main mandarja zail rakawatain hail hoti hain.

                      Learning kay baghair earning ka sochna: Forex ko seekhna bahut zaroori hay, forex main jo traders apni learning per focua karty hain wuhi kamyab trader banty hain. Q keh jab forex kay har field kay bary main proper knowlesgw hoga to forex main trading profitable hogi.

                      Inconsistancy in trading: Forex main aik laparwahi ye bhi nazar ai hay keh kai traders forex main trading kay liye analysis nai karty balke kha ma kha aur jaldbazi main kai dafa fori trade shuru kar daity hain. Jis waja say inko aksar oqat trade main loss hota hay. Trade main kamyabi kay liye cinsitancy bahut zaroori hay yani keh hamesha analysis kiye jayain.

                      Lack of experience: Forex main baghair tajarby kay ki gai trade sirf loss ki sirat main result paish karti hay. Ager forex main demo account ka acha faida uthaya jaye aur is main maximum trading practice ki jaye to is say hamforex main acha experiece aur success mil saky gi.

                      Isi tarah forex main kamyabi ki rah main aur bhi kai bari wajuhat hain. Jin say bachny aur inka samna karna sirf achy trading knowlesge aur experience ki waja say he mumkin hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein nakaam honay ki kiya kiya reasons hein....??????

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum dear all forum member main aaj aap sab se ek question puchna Chahta Hun Kay Forex Mein nakam hone ki kya reason hai Kyunki Ham Agar learning aur hard-working Karke bhi kam Karte Hain To Iske bavajud Ham Achcha bonus Hasil nahin kar paate Achcha bonus Hasil karne kaise mumkin hain kya Forex mein Main Hamari luck matter karti hai Forex Mein Kamyab hone ke liye Hamen kya karna padta hai iske liye Mujhe Apne senior member se Kuchh guideline ki zarurat hai Forex ke basic kya hai Jisko follow karke Ham Forex Mein acchi earning kar sakte hain aur acchi earning Kaise possible hai yah baat bhi Sach Hai Ki Forex Ek online tough business Hai ismein Har Koi successful Nahin ho sakta Hamen Forex Mein kamyabi ke liye mehnat ke sath sath aur learning ke sath sath aisa kya karna chahie ki Hamen Forex trading Mein loss Na Ho aur ham acchi earning kar sake aur apni Lifestyle Behtar banaa sake iske liye Kuchh help out ki zarurat hai.
                        Dosto forex me nakami ki sab se barri wajah yeah hai keh agar ham aek baar nakaam hoo jaate hai to ham forex ko chor dete hai friends hame chahiey keh forex ko time den aor ziada se ziada focus learning par den q keh jab tak hamarey pas basic knowledge nahi hogaa ham dosto kamiaab nahi hoo sakte mehnat karen post ko quality ke saath create kare taa keh hamara bonus ziada aye yeah bhi aek nakami ki barri wajah hai keh ham bonus chahey jitna hoo trading start kar dete hai lekin hame sochna chahiey dekhna chahiey agar to hamara bonus capital kam haibto hame trading se gurez karna chahiey is ke ilawa ap forex forum me kaam kare taa keh ap acha bonus hasil kar ke big profit generate kar sake


                        Basic Knowledge hasil kare :


                        Mere piaarey dosto hame chahiey keh forex ko join karne ke baad ham first of all forex me post ko read kar ke forex ka acha knowledge mil sakta hai is ke ilawa dosto Demo account se trading seekhey taa keh apka expereince barh sake is tarah se ap easily forex me kamiaab hoo sakte hai lekin dosto himmat na haren mayoos bilkull bhi nahibhona loss hota hai koi bhi business hoo us me profit ke saath saath loss bhi hai lekin hame apni taraf se soch samjhdasri se trade karna chahiey taa keh ham loss se bach kar big profit earn ka

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X