trade kab start karni chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trade kab start karni chahie

    Trade start krent se pehly lazmi h k apko weekly har chz ki info hni chye loss profit utar charhao sab chz ka pta hna chye agr ap bgair knowledge l koi kam start krengy to apko lazmi taur pr kahin na kahin loss ka samna krna prega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trade kab start karni chahie

      Assalamu alaikum kaise log with karta hun aap khairiyat honge ji han bhai jaan bahut hi acchi baat ki hai aapane hamen trading start karne se pahle mere Bhai aap ko acchi Tarah market panelize karna chahie Uske bad mere bhai aapke pass acchi planning aur achcha knowledge Hona chahie Uske bad mere bhai aapko market mein chitra analyse Karen apni trade lagaen ke sath dekh profit aur stop loss ka use Karen thank you so much
      • #18 Collapse

        Re: trade kab start karni chahie

        Ager aap trade start karni a chty hai tu aap ki market my paly analysis karny party aur phir aap ki Chey my jacket s pair aap trade karna chty hai in pair my trend ki.check Karen aap ki apni trade maie.money management ka bhi khyal rakhna paryga aur koish Kary my aap KY pas jitna balance.hai apny balance Kay matbik trade open Karen
        • #19 Collapse

          Re: trade kab start karni chahie

          Assalamu Alaikum dear Forex member kaise hain aap sab ummid Hai khairiyat se Honge trade kab start Karni chahie zyadatar trade evening time start Karni chahie Kyunki is time zyadatar Mmarket ki management zyada hoti hai to Sham ke time hi trade Karen experience ke sath trade Karen acchi Tarah Se trade Karen aur accha profit Hasil Karen aur Hamen trade use Waqt Karni chahie Jab Ham is per learning kar Chuke Hon
           
          • #20 Collapse

            Re: trade kab start karni chahie

            Assalamu Alaikum dear Forex member kaise hain aap Sab ummid Hai khairiyat sy Honge Hamen trading kis time start karna chahie aur kis time start Nahin Karni chahie Mere Khyal Mein Hamen zyadatar Sham ke time hi trading start karna chahie i Jab Ham learn kar Chuke Ho tab Hamen start karna chahie aur Hamen Bina Kisi knowledge ke start bilkul bhi nahin Karni chahie isase Hamen bahut sari galti ho sakti hain Hamen loss Ho Sakta Hai Hamara Kaun bhi wash ho sakta hai Hamen Kuchh Bhi Nahin Milega Hamara sirf time vest hoga isliye koshish karen ki Iske bare mein zyada Se zyada knowledge Hasil Karen phir hi trade start karen
             
            • #21 Collapse

              Re: trade kab start karni chahie

              Doston trading aapko use Waqt start karne chahie Jab aap ke pass trading ka accha knowledge aur accha experience ho aur aap market ko analyse kar Chuke hun aur Market ki movement ka aapko andaza Ho keh market Upar ja rahi hai ya fir market niche a rahi hai aur fir market ki movement ka andaza lagakar ek acche point se trading karne chahie Takeh aapko trading say Achcha profit Hasil Ho.
              • #22 Collapse

                Re: trade kab start karni chahie

                Assalam o alaikum market ki movement ko dekhkar trade open Karni chahiye sahi entry point milne per trade open Karni chahiye aur small lot size ka use karna chahie trading main jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye hamesha soch samajhkar mehnat k sath sabar ke sath kam karna chahie market ko zyda se zyda time dena chahiye market k rules k mutabik kam Karna chahiye fresh aur active mind hokar kam karna chahie agar Ham forex trading main mehnat k sath sabar ke sath kam nhi karenge aur jaldbazi main trade open karege to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hain aur acha profit hasil nhi kar saktay Hain agar Ham forex trading main kamyabi hasil karna chahte hain to hamen hamesha Dil laga kar mehnat k sath sabar ke sath achi planning k sath kam karna chahie aur market k rules ko follow karna chahiye aur market ki movement ko dekhkar trading Karni chahie
                • #23 Collapse

                  Re: trade kab start karni chahie

                  aap jo baat ki hai ye aap ki traf say hai hum jo bhi mind mai wo zaror kary gay.trading ko aap jab bhi kary humari apni marzi ho aur hum ko pata ho kay kab trade karni ho kab nahi hum jab chaye kar saktay ye aik acha waqt ho tab hi best ho ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: trade kab start karni chahie

                    Trading us waqat start karni chahie jb hum is per learn kar chukay honjesa k ap log jaanty hyn k forex me kaam krna koi asaan baat nahi hy q k is me kaam krny k liye hamen kaafi knowledge or experience ki zroorat hoti hy jab bhi ap trade krty hyn tou market k trend ko samajh k apny technical analysis se zroor kaam liya kren taa k trade me apko loss kam ho technical analysis or fundamental analysis se kaam lia kren lot size ka bohat ehm kirdaar hota hy q k lot size hi hamaary loss or profit ka baaies banti hy jitni lot size kam hogi utna apka account safe rahy ga daily ka target forum par poora kiya kren taa k apko haftaawaar bonus acha mily or ap achi trading kr saken apna knowledge or experience barrhaty raha kren news ko zroor follow kiya kren taa k apki trade apko profit de saky trading k liay hamara account balance bhi zayada hona chahie tu hi achi trade lagai j a sakti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: trade kab start karni chahie

                      Assalam walekum omeed karta hun tamam dost thik honge Main apne doston ko online trading ke bare mein batana chahta hun Forex trading is profitable business hai Jismein add-member daily base pay pst karty hain Main is post mein apne tamam members ko trade karne ke liye following tips deta hun State use baat karni chahie jab aapke pass market ka analyses ho Market ka acchi tarah analysis karke hamesha trade lagaen Trade hamesha soch samajhkar lagani chahie Aur trade use waqt lagani chahie jab hamare pass achcha balance hona chahie Trade lagane ke liye market ki samajh hona bhi jaruri hai Iske allahabad trade karne ke liye achcha knowledge or experience ka hona jaruri hai Post ke quality or quantity comment n karna bhi jaruri hai Ab jakar achha hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X