abi tau bohat mahnat krne hai hum ne
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    abi tau bohat mahnat krne hai hum ne
    jub tak hum ko kamyabi nahi milte us waqt tak hum mahnat karain ge karte rahain ge tub tak hum apne maqsad mein kamyab nahi hote mahnat
    he hai jis sy hum apne kam ko pora karsakty hain aur kamyabi hasil karsakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: abi tau bohat mahnat krne hai hum ne

    Ji han aapka Kyon Nahin dost hai kya mehnat kiya tha yaar kam ka bhi nahin milati aur Hamen is form per bahut jyada mehnat karne padegi jitni Jyada Ham mehnat Karenge aur Jyada success Hasil Karenge main uske sath sath Hamen experience ki bhi jarurat hai experience karne ke liye Humko nalage Jana bahut jaruri hai
    • #3 Collapse

      Re: abi tau bohat mahnat krne hai hum ne

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
      jub tak hum ko kamyabi nahi milte us waqt tak hum mahnat karain ge karte rahain ge tub tak hum apne maqsad mein kamyab nahi hote mahnat
      he hai jis sy hum apne kam ko pora karsakty hain aur kamyabi hasil karsakty hain.
      Assalamu Alaikum dear Forex Mumbai after bilkul sahi kaha hai ki Hamen Forex forum per kabhi bhi ya nahin samajhna chahie ki Hamari hardworking complete ho gai hai aur aage Hamen etbar karne ki jarurat Nahin Hai balki Abhi To Ham Apne market ke student se Ham Jitna Jyada Hath Bharta Karenge itna hi much a student can ke market ke andar acchi earning kar Sakenge lekin Agar Ham apne aap ko complete samjhenge aur apni 8 working Nahin Karenge To Ham Sabhi for aquarium per kamyabi Hasil nahin kar sakte.
      • #4 Collapse

        Re: abi tau bohat mahnat krne hai hum ne

        Dear member jis tarah learning ka process kabhi bhi khatam nahi hota usi tarah trader ko jab tak kamyabi nahi milti us waqt tak mehnat karne ke bohat zarurat hy. Learning or mehnat ka target similar hy isliye trader ko in dono ko sath lyky chalna hoga or un traders sy avoid karna hoga jo learning or mehnat sy bhagte hain or shortcut use karte kyo ky aise traders na sirf apne career ko kharab karte balky dosro ky career ko bhi negative asar dalte or yehi main reason hy jo fail traders ka ratio kamyab traders sy zyada hy.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: abi tau bohat mahnat krne hai hum ne

          Forex business mein kaamyaab hi tab ho saktay han jab forex mein mehnat aur hardwork karain gey mehnat aur hardwork kar kay forex ki learning knowledge aur experience hasil kar saktay han js se forex mein kaamyaab ho saktay han forex aik achi earning ka business hai is mein kaamyaab tab hi ho saktay han jab hum mehnat aur hardwork karain gey hum ko mehnat aur hardwork kartay rehna cahaiye

          اب آن لائن

          Working...
          X