Forex teacher need must...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    mery khayal mai forex trading k lia teacher ki koi zarorat ni hoti ham demo account par paractice kar k kafi data hasil kar sakty hain hamy teacher sy ziada paractice ki zarorat hoti hai hamari jitni ziada practice ho gi ham utny hi kamyab trader bany gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      koi na koi guide kerney wala hona chhaiey lekin jub tk hm khud is main hard working ni krain gain tun tj hm kamyab ni ho sktye us keh ilawa hm forum etc ke sites sey kafi kuch saikh sktey hain aur demo peh trading ker keh bhe hmain kafi kuch sekhney ko milta h jitna time hm dain gain inko utna he hm learn krain gain
      • #93 Collapse

        haan jee bilkul janab mera mana hai ke fore3x trade businiss markit mean agar ap ko best karna hai tu ap ko demo mean best huna bohat hi zaruri hai ku ke jub hum demo mean perctices karte hain tu hum yahn basani earn karskte hain .....
        • #94 Collapse

          yes my brother app ne bilkul sahi kaha forex bussiness ko sekhney kay liye must teacher ki zaroorat hoti aur agar app without teacher es ko krey gey to loss hoga appko agar appka koi teacher nai hai to sab se 1st learn karey demo traning ley analysis fandamental newa aur market ko follow karna sekhey
          • #95 Collapse

            kisi bhe field k liye seekhna to mast hota hai jis k liye teacher ki zarurat parti hai forex bvhe seekhne se he ata hai is main bhe koi na koi seekhane wala chahye kyun k is k baghair sirf nuqsaan ka he saamna karna pare ga is liye shuru main teacher ki zarurat hoti hai.
             
            • #96 Collapse

              Mein samajhta hoon ke forex ke liye full time classes leneay ki zarrorat itni nh hoti haan ap esa kr sakte hein ke kisi site se information haasil karein aur usey samjhne ke liye kisi professional se contact karein
               
              • #97 Collapse

                g haan ye bat to zaruri hoti hai k agr koe buisness start kiya jaye or apko uski zara b knwldge na ho to lazmi hai apko koe guide karne wala lazmi ho or forex mai enter hone k liye techer is the best way,,,
                 
                • #98 Collapse

                  ji sir bilkul yahan forex trading main bhi hamain teacher ki boht zarurat parhti hai, or kahain bhi ham koi bhi business shuru karain tu hain teacher ki tu zarurat parhti hi hai is liye jo teacher ki guidness se hamain kamyabi milti hai wo baghair teacher k utni nhi milti or ham thek se aik kamyab business man nhi ban saktey.
                  • #99 Collapse

                    forex main teacher k zarorat hoti hai ta kay ap kamyab trader ban saken aur ap teacher kay baghair akely forex main successful trader nai ban sakty
                     
                    • #100 Collapse

                      kisi kaam ko seekhne k liye teacher ki to zarurat hoti he hai kyun k teacher us kaam ko pehle se jaanta hota hai aur wo kar k aya hota hai is liye usey zayada tajurba hota hai aur wo bohot behter tareeqe se kaam k bare main bata sakta hai is liye teacher zarurri hai.
                       
                      • #101 Collapse

                        forex mein aik ache teacher ka hona bohat zaroori hai without teacher hum forex ko jaldi nahi seekh aur samajh sakte humko chahiye ke kisi ache trader se learning karen forex ke baare mein
                        • #102 Collapse

                          yes my dear you are saying absolutely right about Analysis and Behavior Market. we should keep study daily about market behavior which could be get from the internet and different sources like CD's and other people who already working in this filed and be a successful business man today.
                           
                          • #103 Collapse

                            Without teaching about forex we can't go on trade directly.Because it's need lot of knowledge and experience for better profit.We should to handle it technically.
                               
                            • #104 Collapse

                              Mery khayl se to sirf is bussiness k liye trader k pas achi knowledge or experience hona chahiye na k usy kisi teacher ki zarorat hai or ye forum teacher ki tarah apko har tarah se guide karta hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                I think we must have to learn Forex from someone who can teach us practically and he or she can help us when we need. We can easily learn from forum, blogs, pdf etc but learning from a real person is the best way i think.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X