Forex market Ek Aisa business hai hai jismein trend suddenly change ho sakta hai isliye kabhi bhi big risk lete Hue trading Nahin Karni chahie Agar Hamen Lage ki market Hamare favour mein Main Hai To Aise Surat mein bhi Hamen bahut Soch Samajh Kar always small risk lete Hue trade open karne chahie big Rishte Lene se avoid Karen because big risk Lene Ki vajah se Ham Apne account capital ko Khatre Mein Dal Dete Hain sometime aisa hota hai ki Ham strong signals find karne ke bad Jab trade open Karte Hain To Uske bawajood market suddenly Apna trend change kar Leti Hai and Agar aapane big risk lete Hue trade open Ki Hai To fir aapka account bahut jaldi voice ho jata hai ya FIR aapko big loss ho jata hai lekin Jab Ham small risk lete Hue trade open karte hain to market ka trend change hone per bhi Hamara account capital safe rahata hai isliye koshish karen ki Hamesha profit ke sath laws ko bhi Samne rakhen and proper money management ko follow karte hue trading Karen so that Ham Yahan long time ke liye Apne account capital ko safe rakh sakan
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим