Trading mai Loss kay changes ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai Loss kay changes ki waja
    Dear Forex Members

    Trading mai loss kay chances ki waja yeh hai kay ap apny weak points ko ignore kar kay aghy chal jaty hain woh ap again repeat kar kay loss karty hain tu es ka faida nahi. ap apny weak points kay sath apni strategy ko be time to time update karain. market har time ik jaisi nahi rehti hai. ap kay quick decision ap ko baray loss se bachasaskty hian yeh ap pay depend karta hai kay ap kaisy apni trades ko manage karty hainor apna loss kaisy recover karty hian.

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai Loss kay changes ki waja

    Loss kay chances iss liye paida hotay hain kay traders apni mistakes ko ignore ker daitay hain. Learning aur knowledge kay doraan her trader yeh seekhta hai kay jaldi nahi kerni aur na he laalach kerna hai laikin jab real trading aati hai tou uss waqt sub kuch bhool jatey hain aur yehi basic wajah hoti hai jiss say losses hotay hain. Jo traders real trading kay doraan apni learnings aur lessons ko yaad rakhtay hain aur unhain real trading mai apply bhi kertay rehtay hain wohi traders kaamyab bhi rehtay hain aur unn kay he loss kay chances Kamm say Kamm rehtay hain jiss ka Matlab ziada say ziada faida hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai Loss kay changes ki waja

      786 Assalam U Alaikum Friends real Trading really Traders ki jaldbazi or lalach men kaam karna unn ko loss deta ha or mistakes ko ignor kar ke kaam karna dobara behtreen Trader or Expert tarder bannane se rokta ha lehaza sab se apni mistakes ko kabhi bhi ignore nah karren balkeh sabar or sakoon ke saath Trading karren jab 100 % yaqeen ho keh tamam asool Trading ke mukammal kar liay han tu uss ke baad hee trade open karren
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai Loss kay changes ki waja

        dear jub ham kisi aik method k sath is markeet main kaam nai kartay hain jub hamain apnay ooper he koi bharosa nai rehta hay to tab he ham aisa kartay hain k baar baar ham is markeet main apnay kaam karnay k tour tareekay ko change kartay rehtay hain jisk baad ham markeet main jitn abhi lose kartay hain hamain uska koi bhi khaas pata nai rehta hay jisk liye agar ham makreet main acha knowledge bhi use kartay hai to hamaray liye wo bahut ziada khatra ban sakta hay aur ham is markeet main lose pay lose kartay jatay hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai Loss kay changes ki waja

          اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
          Dear Forex Members

          Trading mai loss kay chances ki waja yeh hai kay ap apny weak points ko ignore kar kay aghy chal jaty hain woh ap again repeat kar kay loss karty hain tu es ka faida nahi. ap apny weak points kay sath apni strategy ko be time to time update karain. market har time ik jaisi nahi rehti hai. ap kay quick decision ap ko baray loss se bachasaskty hian yeh ap pay depend karta hai kay ap kaisy apni trades ko manage karty hainor apna loss kaisy recover karty hian.

          Shukriya.
          Low hone ki bahut sari design ka hota hai and specially Jab Ham apni Chhoti Chhoti mistakes ko ignore karne Lagte Hain To fir Hamare liye loss ke chances increase Ho Jaate Hain isliye always koshish karen ke yahan Apne weak points ko notice rakhte Hue aur in per Bura focus rakhte Hue kam Karen Kyunki Jab Ham Yahan loss hone ki reasons ko find kar lete hain to Fir kamyabi ke sath trading karna Hamare liye Aasan ho jata hai lekin trading karna Hamare liye use Surat Mein Mushkil Ho Jata Hai Jab Ham Yahan apni Chhoti Chhoti mistake koi bhi bol kar dete hain aur careless hokar kam karte hain aur jo members Hamesha Apne mistakes remove karte hue aur apne performance ko improve karte hue kam Karte Hain To Aise Hi members Hote Hain Jo kamyabi ke chances increase kar lete hain aur Yahan loss ke chances kam karte hue kam Karte Hain

          اب آن لائن

          Working...
          X