Dear friends aaj ham discuss kren gay price action theory lekin pehly ye basic price action trading strategy aik aisa tareika hai jissmain trader sirf aur sirf technical analysis karta hai aur us kay elaawa bahi ke duniya main jiss currency par wo trading kar raha hota hai us main kiya ho raha hai usko kuch parwaah nahi hoti hai. Wo sirf aur sirf price action par kaam karta hai aur dekhta hai kay past main price kitne up gai the aur kitne low gai the us base par sell aur buy ke trades open karta hai. Price action par kaam karne waaly trader mukhtalif technical analysis par kaam karte hain aur us par trading karte hain.
Support aur Resistance par trading:
Price action main aik strategy support aur resistance par trading karna hai. Support aur resistance par trade lagany ka tareeka kaar trader ye karte hain kay wo pehly say check kar lety hain kay market main kon kon c jagha par support ban rahi hai aur kon kon c jagha par resistance ban rahi hai aur phir us base par wo trading karte hain. Jab market support par aate hai to wo buy k order laga dety hai aur resistance par sell ka order laga dety hain. Esi hissab say wo apne tp aur stop loss bhe lagaty hain.
Trend main Trade:
Dosra tareeka price action par kaam karney waaly trader trend par trading karte hain sab say pehly wo ye pata lagaty hain kay trend kon sa chal raha hai aur phir us kay baad wo us trend ko dekh kar anadaaza lagaty hain kay kiss place say best entry ban sakti hai. Phir wo wahan apni entry lagaty hain aur apni trading trend kay sath sath jaari rakhty hain.
Esi tarha say all time high aur aall time low price ka mawazna bhe kiya jaata hai ayr price action strategy main wahan say bhe sell aur buy ke entries lagai jaati hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим