What is PARABOLIC SAR indicator..!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is PARABOLIC SAR indicator..!
    Salam friends aik dafa phir apky pas kuch information or knowledge ly ky aya hun taky new members ko pata chaly ky parabolic alhir hai kya..!
    G dosto..! Yh aik Indicator hota hai jo hamen signal dyta hai market mai sahi time trade ky leay..!yeh aik essa signal hota hai jo hamen rujhaan khtm hony ky bary mai btaata hai..!
    SAR ka mtlb hai Stop and Reversal..! Yeh chart mai nuqtay laga kr qeemat ki wapsi ki nishandai krta hai.Jab dots candle ky neechy lagy hon tu wo kharedari ka signal hota hai or jab dots upper lagy hon yani candle ky upper dosts lagy hon tu hum ny Sell ka trade laga hota hai...!
    Thanks...!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is PARABOLIC SAR indicator..!

    dear forex market mein kam karne ke liye hamare pass bahut sare indicator available Hain jinko Ham use karke is market mein trades open kar sakte hain aise hi parabolic essay aur indicator hamare pass available hai jisko Ham use karke apne account per trade hukum kar sakte hain is indicator ki yah baat hai ki isko study karna bahut hi aasan hai aur is per trade karne ke liye ham har time frame use kar sakte hain kyunki yah indicator humko har time frame pariksha result deta hai bus indicator per jab bhi Ham kam karte Hain to Ham ko ismein trade karne ke liye kafi help mil jaati hai jisse Ham kafi jyada fayda utha sakte hain aisi indicator mein humko chote chote dot milte Hain agar vah candle se upar bante Hain to humko market ke downside jaane ki confirmation mil jaati hai.
    • #3 Collapse

      Re: What is PARABOLIC SAR indicator..!

      masha allah bahut he ahim topic ha or kafinlog is ka bary main nhe janty han to un ko bhe achi informatin mil jaye gi is main ye 1 indicator ha jo market ko analysis karny main hamari madad karta ha or ye hamen reversal ka bary main bata ha or ye bata ha ka ka ab seeler ye buyer ka rujhan kam ho gaya ha jis sa hamen 1 achi or strong entry mil jati ha
      • #4 Collapse

        Re: What is PARABOLIC SAR indicator..!

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bilawal842 پيغام ديکھيے
        Salam friends aik dafa phir apky pas kuch information or knowledge ly ky aya hun taky new members ko pata chaly ky parabolic alhir hai kya..!
        G dosto..! Yh aik Indicator hota hai jo hamen signal dyta hai market mai sahi time trade ky leay..!yeh aik essa signal hota hai jo hamen rujhaan khtm hony ky bary mai btaata hai..!
        SAR ka mtlb hai Stop and Reversal..! Yeh chart mai nuqtay laga kr qeemat ki wapsi ki nishandai krta hai.Jab dots candle ky neechy lagy hon tu wo kharedari ka signal hota hai or jab dots upper lagy hon yani candle ky upper dosts lagy hon tu hum ny Sell ka trade laga hota hai...!
        Thanks...!
        Bahut acchi information Asia Ki Hai and Aisi post juniors ke liye bahut helpful sabit Hoti Hai indicators ka use isiliye Kiya jata hai ki yah Hamen analyse karne mein help provide karte hain aur Iske vajah se ham problem karte hue market Mein trend ki confirmation kar sakte hain analyse karne ke liye market mein different indicators use kiye Jaate Hain aur Hamen in indicators ka use bhi Aana chahie Kyunki ine indicators ki vajah se is strong signal se find karna Hamare liye Aasan Ho Jata Hai Jab market Mein parabolic Sar indicator ka use Kiya Jata Hai To Aise mein Hamen market Mein confirmation Ho Jaati Hai Ki Yahan apne friend ko follow karna hai ya fir market down trend ko follow Karegi aur FIR Ham Usi direction Main Yahan buy and sell ka order place Karte Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is PARABOLIC SAR indicator..!

          Dear indicators ko sikhane ke liye Hamen bahut time lagta hai yah koi ek indicator Nahin Hai Aise bahut se indicator Hain Jo Hamen sikhane padenge tab jakar Hamen in indicator Ka Pata chalega

          اب آن لائن

          Working...
          X