Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..
    Zayda tra log ye karte hai jab koi trade loss Mai chalti hai ya SL hit hoti hai tu wo log ghusaa ho jate hai aur panic kar jate hai esa bilkul nai karna chahiye es se humra loss double ho sakta hai..Hume relax mind se trading karni chahie aur sabar se kam Lena chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

    billkull baja farmaya janab ap na ham kaya karty han jab loss hota ha to ham log gussy main trading ko he lagy rehty han loss ho gaya koi bat na again loss hobgaya to brak laga den ruk jaen sakoon karwn waqfa len pher market ko analysis karen 1 achi entey le ka ap profit kar sagty han lajin agar ap lagy rahen ga or ap overtrading karen ga to market ap ko loss de gi jo ap sa bardasht nai ho ga islye sabar sa kam len
    • #3 Collapse

      Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

      jio Forex trading Main Agar 1 trade Mein Hamen Las ho jaaye a Tumi thodi der relax pad Jana chahie Kyunki Agar Ham Jazbaat Mein Aakar nextrade Laga Denge To Hamen pahle trade Se Bhi Jyada dusri side mein nuksan ho sakta hai isliye koshish karen ki Jab Ek Dafa aapko 1 trade mein nuksan ho jaaye to Fir ek time per relax Ho Jaaye aur relax hone ke bad FIR dusre trade ko sahi tarah analyse Karke FIR Lagani chahie Kyunki bagair analysing ke Ham Hosh Mein Aankhen trade lagayenge Tumhen nuksan ho sakta hai aur Hamara account Divas hone ka Khatra ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

        Baat To bahut Rote Hai Agar Hamen log Ho Jata Hai To Hamen apne aap ko release karna chahie upvas Ke Main Rahana chahie aur apne Mahendra aur Himmat per Dekhen Rakhna chahie tha ki Ham Agar dusra trade Lagaya To Hamen uska time Lena chahie aur Hamen Denge Chahe ki kya kahan Ham naraj Dekhi aur apne mistake ko Dur Karke dubara target Lagaya lekin use mistake ko Dur Karke Humne trade lagana hai again aur ISI Tarah Ham vah Achcha kar sakte ho apne aap ko Kamyab bana sakte hain, To Hamen chahie ki Ham Is Tarah kam Karen aur apne aap ko kam yah Banaye Agar Ham jaldbazi Karenge aur lyrics Karenge to ki namaz mein Kam Nahin ho sakti aur na Kuchh Nahin kar sakte hain To Hamen relax Hona chahie mind ko fresh karna chahie aur Palti Marne Rahana chahie aur Hamen Himmat nahin karna chahie aur Nahin mayus Hona chahie tha ki Hamen Achcha kar sake Agar Ham Se Dur Rahe
        • #5 Collapse

          Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

          Loss na ya Fir Na Aana yah Ek business ka aisa hota hai isliye agar aap Ko Kisi Business mein loss Mein Jaaye to aapko chahie ki aap ko chaya Ke Badle Apne aapko mayus na Karen balke aap thoda relax Ho Jaaye aur jab aap fresh Ho Jaaye Uske bad FIR entry Karva De Chuke agar aap loss aane ke bad fauran entry Karenge aur FIR Man Se Jaega To Yad rakh le aapko bahut jyada mayusi aur gussa Agar ho sakta hai aap apna account bhi Khatam kar de lekin aapko chahie kya Agar aapane profit Hasil karna hi pahle market ka analysis Kiya Karen Jaise aap ko pata chalega ke Ham kab profit aaega aur kab loss ho jaega Main ummid Karta Hun Aap Meri Awaz se bahut jyada fayda Utha ayenge
          • #6 Collapse

            Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

            Good aur profitable trading ka asool hi yahi hay key agar loss ho jaye to koch time wait karna chaye aur kesi be tarha se other entries place karny me jaldi nahi karni chaye, loss hony par kabi be baghir planing aur baghir hi apny rules key trading karny ka nahi sochna chaye, koch time wait be karna chaye aur ye be dekna chaye key loss ka reason kia ta ta key next agar koi trade open be kia jaye to same yahi mistake per se na ho jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

              Ji jab aap ko ksi trade mein loss ho rha ho to aap ko chahye ky us trade ko loss mein close karny ky bad usi waqt us lo recover krny k liye dusri trade nah lagen kyn k aap us waqt emotions ko control mrin nahi kr skty aur achank se dsri trade lga dety hn is se apa ka nuqsan double ho jayta hai ap ko chahye k sabr se kam len aur dobra trade tb karyn jab aap relax hon agly din kar len ya thora time le len aur rest karyn oehly.​
              • #8 Collapse

                Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

                dear aap agar is market mein loss karne ke bad forex market mein Koi new trade lagate Hain to market mein motional hokar decision Le Rahi hote hain jiski vajah se aap is market mein apna nuksan kar sakte hain aapko chahie kya forex market mein apni planning Karen aur jab bhi aap se nuksan ho jaaye to aap is market mein trading stop Karen aur bahut ko relax Karen jab aap is market mein new trade lagane ke liye aaye to mind fresh hona chahie is tarah aap is market mein nuksan se Ban sakte hain Jo traders market mein nuksan karte hain unko kabhi bhi kamyabi nahin milati is market main aapko achcha kam karne per fayda ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

                  Agar Forex per kam karte hue aapko loss Kho Jaye to usse aapko Kuchh Nahin Hona chahie baraka Apne kam ko perform karne ke liye hard work Karte Rahana chahie Agar aapko loss hota hai to aapki mistake ki vajah se hota hai isliye apni mistake ko kam se kam Kiya Karen aur apne loss ko cover karne ke liye struggle karte raho Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

                    Trading mai loss honay kay baad kabhi bhi fori tore pay new trade nahi open kerni chaiye. Forex trading kay liye traders ko bohat mehnat aur learning ki zarurat hoti hai phir he acha business kia jaa sakta hai. Aik trade mai loss ho jaey tou iss ka bohat ziada analysis kerna chaiye kiyu kay loss waali trade say bohat kuch seekhnay ko milta hai aur jo traders fori tore pay emotional ho kay new trades open ker laitay hain unhain mazeed loss kay chances he hotay hain. Iss liye kabhi bhi new trade directly nahi open kerni chaiye aur Kuch wait kernay kay baad he new trade open kerni chaiye takay mistake ka chance he khatam ho jaey
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

                      jie haan ager ap pak forex mie hard work krny ky baad acha bonus hasil krty hanie aur phir achi trade hasil krna aur achi trade kerny bawajood bhi success nhy to relaxho jnie aur again kaam krnie try try agian and you will succeed
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab loss ho jaye tu tori der ke liye relax bete .. direct dosri entry na le..

                        Ji aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Las Ho Jaaye to Uske form bhara Nahin Lagana chahie Apne mind ko thoda fresh Karen Uske bad Apne analyses ko check Karen FIR aap jakar trade lagaen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X