Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap Forex trading ko enjoy kar rahe Honge aur Forex trading se ek Achcha Paisa Kama Rahe Honge main aapko Aaj Ek Aise indicator ki about batane wala hun Jiska about agar aap Nahin Jante to aapko iska Pata Hona chahie k fibonacci indicator market ke andar Kis Tarah Se work karta hai aur aap is indicator ko Kis Tarah Se use kar sakte hain aur Iske levels ko aap Kis Tarah Se set Karke Forex trading ki market se ek Achcha Paisa Kama sakte hain .
Ham Jante Hain Ki market ki price Sidhi Nahin Chalti balki ya support aur resistance ko follow karte hue Kabhi Upar Kabhi niche ki taraf Chalti Hai in stare ke level ko Ham fibonacci Kahate Hain .
(23.6 ) (38.2) (50.0 ) (61.8 ) (76.4 ) in levels Ko Hum is hisab se set karte hain aur expert aur professional trader Yahi level use karte hain Hamen in levels ko use karna hai FIR inhi ki ke upar analysis karna chahie ya Hamare liye Behtar sabit Hota Hai . Forex trading ke market agar uptrend ke andar move kar rahi hai to aapko trade Lagane ke liye Intezar Karna hota hai ki price kis Makan per Wapas modegi hai , price ke Wapas morney ko hum retracement Kahate Hain aur yah price ine levels Mein Se Kisi Ek level Tak Wapas aati hai aur yahan se Dobara Upar Ki Jaaneib movement ko start karti hai . Agar Ham is indicators ko serious lete hain samajh lete hain aur demo account ke upar Iske Upar Ham practis Karte Hain To Ham is indicator se bahut jyada fayda Utha sakte hain aur ham is market se aik achcha profit Le sakte hain Hamen is market ke andar 2 se teen indicator Mein expert Hona chahie hai agar Ham ismein expert hai to hum lifetime tak paisa kama skty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим