Friends! Forex main baz log ye sochty hain keh ham successful traders bhi ban jayain gay, strong investors bhi ban jayain gay aur har dafa market ko predict kar kay trade karny waly bhi ba ln jayain gay. Laikin mera khial hay keh aisa kabhi mumkin nai hota. Q keh forex main all wins are wins nai ho sakti. Hamain kuch na kuch compromise karna hota hay. Jaisy keh ager USD ki value down ho jaye to iska matlab ye nai keh ham all UAD say related pairs main buy ya sell ki trade kar kay profit earn kar sakty hain. Similarly, ham forex kay tamam currency, security ya commodity pairs main bhi trade kay expert nai ban sakty. Kai dafa week ki all trades profitable hony kay bawajood last trade main hamara half profit zaia ho jata hay. Isi tarah ham forex main kabhi mukamal tor per expert nai ho sakty balkeh kahi na kahi kuch khala baqi reh jata hay.
Yahan expert and seniors say ye he sawal hay keh kia forex main tamam fields main kamyabi aur jeet mumkin hay, ager han to kia struggle karna zaroori hay, aur ager nai to iski kia wajuhat ho sakti hain?

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим