earning se zada tension hai forex me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    earning se zada tension hai forex me
    my dear friends some people say earning se zada tension hai forex me kiya ye sahi hai plz share your opinion :confused::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay agar tumhain hay to choor knu nahe deetay hoo...
    • #3 Collapse

      tension to boht hoti hai forex bsueinss main magr hamen is main itna pareshan hona nahi chahye ku k is main jab hamen thora sa loss hota hai to ham is main bare pareshan ho jate hain is lye hamen is main tension nahi leni chahye nahi to hamen is main se r b loss ho skta hai........
      • #4 Collapse

        G pehly to app mery bhia sawal thek say smjhaye wesay jahan tak earning ka khayal tou earning k hawaly say mei apko smjha ta chalun k dekhy ye aik business hai and business main koi fix ratio of income nahi bata skta per kafi logo say mene ye suna hai k wo 70% profit earn krty hain.
        • #5 Collapse

          nh ap jitna earn karna cahty hai utna hi ap earn kar sakty hai q ky ye ap py depand karta hai ky ap kitna profit earn karty hai or acha kam kar ky q bky hamein ziyada posting kar ky hi acha bonus milta hai jis ky lyi hamein kafi mehnat karni parti hai
          • #6 Collapse

            G janab forex mai trading aik axhi sense ky sath ki jaiy tu better hota hy or earning ky sath trading mai bht si mushkaly hoti hy so earning ky bad tens hoti hy ky agli trad emai loss na ho jaiy.
            • #7 Collapse

              Ye Thek hy k Forex ek risky business hy lekin agr ap experience rakhty hy aur waqt zeyada spend krty hy to ap ek bht achy trader bun skaty ho aur bht kuch kma sakty ho lekin agr ap baghair experience k kam karo gy to phr ye ap k bus ka kam nh hy.
              • #8 Collapse

                g haan g forex aik online world wide business hai oor iss business mein profit bhe hai oor loss bhe hai humein iss mein mehnat sey kaam karna chaheye oor agar humare pass experience ziada hai to hum ziada sey ziada time spend karty hain oor hum iss mein achy trade ban sakty hain humein iss business mein experience ooe knowledge ka hona bohat zaroori hai ..
                • #9 Collapse

                  waisay ya bat to sach ka forex wahid aisa business hay jo insani mind ko kafi tension daita hay ,,or loss karna or profit karna to business ka ak hissa hay lekin jo log tension laite hay un ko chahye ka loss ko apna ak sabak hi samj kar ainda ka liye khyal rakay .
                  • #10 Collapse

                    earning se zyada tension kha ja sekta hai lakin iss k do face hain yani k ager hum log trading main akk theek trade lgate hain to phir hume itni tension nai hoti lakin ager trade he theek na ho to phir tension to ho ge na so iss k leya hume he ache se analyse kerna chhaiya market ko :)
                    • #11 Collapse

                      ji bhai ji si main waqai main agr ap i smain kam krty hain to is main waqai amin ap ko i smain profit mil skta hai is main kam krny se ap ko is min profit kamny mIN bhi asani ho skti hi is main kam krny se ap k ois amin profit mil skta hai ye aik acha kamahi jis main
                      • #12 Collapse
                        raufhassan سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                        agar ap k pass forex trading ka acha knowledge hai tu ap ko kaam karne mein koi tension nahi ho gi agar hum is kaam mein tension le k kaam krein gay tu hum loss he karein gay,is liye trading k waqt humein apne emotions ka khiyal rakhana chahiye
                      • #13 Collapse

                        bhai forex trading aik business hay and yeah aik buhat systematic business hay is me ap achi earning ker skty hayn but iskay liye zaruri hay kay agar ap tension free earning kerna chahty hyn tou pehlay isko properly seekhien and practice kerien
                        • #14 Collapse

                          dear Forex aik riski bussens hy or is me profit k sath sath loss b hy or han Forex me tori bahot tenshen hy leken hame apni tenshen ko apne uper sawar nahi kerna chayia ye tenshan tab tak hoti hy jab tak ham Forex ko proper tor per nahi sek lety.Jo log Forex ko tenshen kehty hane un ko Forex bussens nahi kerna chayia q k who Forex me kabi b kamyab nahi ho sakty hane
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #15 Collapse

                            Nahi agar ap ko pakistan forex forum trading my achy balky bhot achy earning ho rahy hy to ap is my achy trading

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X