Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..
    Assslam alkum dear freind forex mai har koi kam karta hai aur es mai har koi chata hai kay wo acha kam karye aur es say faida laye per aisa hota nhi hia tu hum may say kafi sarye aisye log bhi hain jo chatye hain kay un ko profit ho aur kaldi mai mil jaye mean kay un kay pass 1 din bhi waite karna mushkil ho jata hai tu mai samjhta hun kay un trader kaliye scalping best hai un ka kam hai kay wo es mai apna kam acha kartye hain tu es mai un ka kafi faida ho sakta hai kiyu kay scalping ka matlab he ye he hai kay ap nay trade open kar diya ap ka kam hai kay ap trade open kartye haun tu ap daikh kay soch kay aur achye anylsis kay hisab say kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai warna ap ko es mai kafi risk laina parts hai scalping mai kamyabi bhi hai aur risk bhi hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam kartye hain matlab kay ap kam kartye hain scalping mai tu ap ka kam hai kay ap es mai sub say zayda study kar kay kam karain matlab kay ap nay trade open karna hai tu ap ka kam hai kay ap market kay barye mai daikh lain jan laye aur es kay trend kay hisab say ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi fit ho jata hai aur ap es mai acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap nay jaldi mai profit laina hai tu ap acha kam scalping pay kar saktye hain ager ap kay trade mai lose chal rha hota hai ya ap ka lose ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap apna lose recover kiye beghair tu trade band nhi kar saktye hain tu us kaliye best option hai kay ap long turn mai chalain jain matlab kay ap trade ko long turn chlain dain tu ye ap kaliye kafi acha hai per ager ap us time pay jaldi mai band kar dain gaye tu ap kaliye es mai majood lose recover karna na mumken ho jata hai aur ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karain ap scalping karain ya pher long turn trading honi ap kay faidye kaliye chaye
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

    Jaise ki AAP Sab Jante Hain Forex trading Ek Aisa business hai jismein kam karte hue Hamen loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai agar Hamen ismein loss Ho Jata Hai To Hamen bilkul bhi confused Nahin Hona chahie Bal ke pahle se jyada mehnat Karni chahie tha ki Ham next time loss se bachake per Achcha profit Hasil kar Saken Forex trading Ek Aisa business Hai Jo Kabhi Bhi khatm Nahin ho sakta aur Hamen chahie ki ham is business ko join Karke isase Jyada Se Jyada profit Hasil Karen Agar Ham Jyada profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen Jyada mehnat Karne ki jarurat hai aur Hamen chahie kya Ham Apne full experience aur knowledge ke sath is business Mein kam Karen.

    Agar hamare pass experience or knowledge hoga to ham market ke andar scalping Karke Ek accha profit Le sakte hain Agar Ham scalping expert Banna Chahte Hain To uske liye Hamen chahie ki Ham sab se pahle demo account per practis Karen Agar Hamen apni trade Mein loss Ho Jata Hai To Ham Apne loss ko recover kiye bagair trade Nahin Chhod Sakte Agar Ham demo account per practis Karke aur scalping expert Ban Ke market Mein trade Lagate Hain To Ham Ek Chhoti Si trade Laga Ke bahut bada profit Hasil kar sakte hain iske sath sath Agar Ham market ke rules ko follow karte hue kam Karte Hain To Ham Jarur kamyabi Hasil kar lete hain ismein kam karte hue mein kisi Kishan ki koi jaldbazi nahin Karni chahie balki is ko acchi Tarah Se Samajh Ke hi Kam karna chahie Ham usko jitne acchi Tarah Se a samjhenge itni acchi trade Laga Sakenge ismein kam karte hue Hamen money management ko bhi follow karna chahie.

    Is market ke andar Agar Ham long term trade Karte Hain To vah hamare liye Jyada faydemand Hoti Hai scalping Ki nasbt Kyunki ismein Hamen loss ke chances bahut kam Hote Hain Agar Hamare Paas thoda knowledge and experience Hai To Ham ismein work kar sakte hain aur long term trade se ek accha profit Le sakte hain is market ke andar Agar Ham scalping Karen aur long term trade To Hamen money management ke sath aur Forex ke rule ko follow karte hue kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

      Scalping
      Agar Ham Forex trading ka knowledge or experience rakhte Hain To Ham is market ke andar scalping kar sakte hain scalping Ham Chhote timeframe ke andar karte hain aur is market ke andar scalping Ham use Waqt kar sakte hain Jab Ham is market ko acche tarike se jante ho aur Humko market ki bahut jyada samajh Ho Agar Ham market ko bahut jyada Nahin samajhte to is market ke andar Hamen scalping Nahin Karni chahie Kyunki scalping Hamare liye bahut hi dangerous ho sakti hai agar Ham ismein without knowledge kam Karte Hain . Scalping ke andar Hamen kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Hamen is main proper tarike se money management ko follow karte hue work karna chahie bahut jyada trader Jab is market ke andar scalping Karte Hain To wo big profit ke lalach mein money management ka istemal Nahin karte Jiski vajah Se Jab market thoda sa unke against Jaati Hai To Unka account wash Kar deti hai

      Long term trade
      Forex trading ke andar long-term trade karne ke liye Hamen Bade timeframe ki jarurat Hoti Hai Ham ais market Mein analysis Karte Hain To Hamen chahie ki Ham h1 h4 Mein long-term trade ka analysis Karen Kyunki yeh Hamare liye bahut hi jyada faydemand hota hai aur Hamen Agar long-term trade karni hai aur osse profit Hasil karna hai to is market ke andar Hamen technical analysis karna Aana chahie Agar ham is market Mein technical analysis Ko Nahin Jante To Ham ismein kabhi bhi long time nahin kar sakte hain Kyunki long-term Trade ke liye Hamen support or resistance ko follow karte hue ismein work karna hota hai aur Market ke trend ko identify karne ke bad hi Hamen ismein money management ke sath trade Lagani hoti hai agar Ham ine chijon Ko follow Nahin Karte to ham market Mein Kabhi Bhi long term trading nhi Laga sagtey .
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

        Je ham trade different tareeko sy kar sakty hain but hamy wo method adopt karna chahe jis ma risk kam sy kam hu or hamy kuch had tak acha profit b hasil ho jae. Different type of trading methods ye hai short term trading, long term trading and scapling:-

        1. Scalping method of trade.

        Scalping technique ma ham big lot use kar k bus kuch seconds ya kuch minutes k lae market ma in hoty hain. Ye tecnique bhot dangerious hoti hai kiu k es ma agr ham market ko accurately predict na kar sakyn to etna loss ho sakta hai k account he wash ho sakta hai. Scalping account ko big risk ma dal deti hai. Es ma big risk 2 tarha sy hota hai ik to agr ham market ko accurately predict na kar sakyn or secondly jb big lot size use ki jati hai. Scalping ma kamyabi k lae market ka sahe direction ma move karna zaruri hai. But ik trader ko jetni b achi knowledge hasil ho jae wo kbi 100 percent accurately ni keh sakta k next 5 min ma market ki movement kis side par ho gi. So scalping ay bachna chahe. Bhot sy trader es ko loss recover karny ma use karty hain but es sy apna loss double kara letyn hain.

        2. Long term method of trade.

        Long term method of trade scalping sy bilkul differenr hota hai. Es method ma ham small lot ko maximum time k lae use karty hain. Ye method bhot sary trader use kartyn hain. Forex trading ma long term method less risky hai es waja sy k agr ham market ko accurately predict na b kar sakyn to hamy loss bhot kam hota hai kiu k ham ny lot size kam use kiya hota hai. Long term trading ma account sade rehta hai or trader ko small profit b mel jata hai. Es small profit ka faida ye hai k esko kam sy kam big loss to recover ni karna parta. Loss ko recover karna asan ni hota kahe bar to asi situation peda ho jati hain k loss recover karny sy behtar to account wash karwana lagta hai. So hamy long term method of trade he use karna chahe kiu k es sy ham big loss ko recover karny sy bach jaty hain. Loss ko recover karny k lae big caliber chahe hota hai or sabar sy loss recover karna parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

          Dear friend aap nay sahee kaha k forex may jothnay be members kaam kar rahay hay sab k sab yahe chahthay hay k osay is may apnay kaam say ziada say ziada faida hasil karay scalping k baaray may aap nay bathaya hay tho maximum members ko maray khyal may scalping k baaray may tho patha he nahee hay k ye kia cheez hotha hay lekin maray khyal may hamay long term trading may ziada faida os waqth mil saktha hay jab hamaray pass ek acha khasa bonus mojoodh ho kionka os mah aap ko buhut intizaar kqrna hotha hay agar aap dhakay tho asay buhut say pairs hay jasay k gold k os k baaray may aksar buhut expert members wnalysis karthay hay our wo aap ko asah point ka batha dathay hay k ye waha thak jaaega k aap heraan ho jathay hay our current secuation os pair k os k opposite hothe hay lekin aap ko chahiay k osay aap follow karay our aap sirf ose soorath may os ko follow kwr sakthay hay jab aap k pass acha khasa bonus mojoodh ho kionka kam konus say wo aap ka account wash karwa kar be wapas ho saktha hay ya per ose k direction k change honay ka intizaar karay kionka kam kamus k saath agar aap asay preductions ko follow karangay tho aap k account k wash honay ka ziada chance ho saktha hay is liay hamay sab say pehlay apnay account k total ko mazbooth karna chahiay kionka ziada bonus hoga tho he aap k ziada profit k chances ho sakthay hay is k baraks agar aap kam bonus k saath trading kqrthay hay tho wo buhut ziada risky hotha hay khas kar agar aap long term trading k strategy k hisaab say agar trading karthay hay tho.o
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

            dear friend, scalping aur long term trading two different techniques hain jin ma kafi difference hota ha, scalping ko hm micro trading b keh saktay hain is technique k sath trade karnay k liay market aur pair ki moments k related acha knowledge aur exeprience required hota ha q k is ma short interval of time k liay market ma entry karni parti ha aur thoray pips par profit hasil kar k out hona hota ha, ye aik short term of trading ha aur expert traders is ko use kar k kafi benifits hasil kartay hain, new aur low experience walay traders k liay ye aik tuff aur rusky task ha aur ye un k account k liay dangerous ho sakta ha.

            longterm trading ma hm ziada time k liay market ma rehtay hain aur small lot k sath long interval k liay trade kartay hain, is ma hm agr hm market ki moment ko observe kar k aur strong anaylisis ki base apr trend ko follow kar k apni trades ko open karain to kuch time baad hmain acha profit mil jay ga, long term trading scalping sa kafi safe technique ha, is liay hmain isko importance daini chaiay, scalping k sath jaldbazi sa trading na karain bl k long term trading ko use karain aur apnay account ko riskfree rakhain ta k agr market ma koi unpredicted moment ho ya koi unstability show karay to hm trades ko readjust b kar sakain, lihaza apni learning aur exeprience ko vast karain ta k situation k mutabik trading ki ja sakay
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

              Assalamu alaikum all members Jaisa ke AAP Sab Jante Hain Forex trading Ek Aisa online business Hai Jo Kabhi Bhi Khatam nahi ho sakta Forex trading Mein kam karne ke liye sabse Jyada Jaruri hota hai market ko acchi Tarah Se samajhna Jab aap market ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To aap ke liye

              Market Mein trade Lagana bilkul bhi Mushkil Nahin hota agar aap market ko acchi Tarah Se samajhne ke sath sath Uske rules ko bhi samajh lete hain aur uske rules ko follow karte hue market Mein trade Lagate Hain To aap kabhi bhi na Kam Nahin ho sakte.

              Agar Ham Forex trading Mein kam karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ki Ham scalping Ko acchi Tarah Se Samjhe Jab Ham scalping Ko acchi Tarah se samajh Lete Hain To usse Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain market Mein Ek acchi trade Lagane ke liye scalping ko samajhna bahut jaruri hai Agar Hamen scalping ki acchi Tarah Se samajh nahin aati to uske liye Hamen chahie ki Ham demo account ko samjhaie Jab Ham Dam account ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To Hamen scalping ko samajhne mein bhi aasani hoti hai.

              Agar Ham long term trade Karte Hain To usse Hamen bahut jyada fayda Hota Hai Agar Ham Jyada profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ki Ham long-term trade Karen Forex trading Mein kam karne ke liye Uske rules ko follow karna bahut jaruri hai Jab Ham Uske rules ke according kam Karte Hain To usmein Ham Jarur kamyabi Hasil kar lete hain Agar Ham Iske rules ke against work Karenge To isase Hamen loss ho jata hai Jisko Ham recover nahin kar sakte Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil karne ke liye usko karne ke sath sath Uske rules ko follow karna bhi bahut Jaruri Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

                Ji, forex main hamary pas trading kay liye do options hain. Donon options main analysis and experience ki involvement zaroori hay, tukky bqzi say nuqsan hota hay. Ya to ham big lot use kar kay small amount of pips gain karain aur apna target profit hasil kar kay safely trade main say exit ho jayain, isko scalping kehty hain. Second option hay keh ham small lot use kar kay wait karain, jab tak hamara target profit nai milta trade chalti rahy chahy running loss main bhi hon laikin ham nay wait karna hay, ye long term trading strategy kehlati hay, jisky forex main maximum traders hami hain.
                Scalping strategy lazmi nai keh nuqsan deh sabit ho. Balkeh kai traders apni requirement and nature kay mutabiq isko use karty hain. Aisy traders jo trading kay ilawah bhi kisi shubay say munsalik hain ya phir woh bahut expert hain to unka yehi khial hota hay keh wo apny capital ka best use kar kay short time period main scalping say trade karain. Scalping kay liye kuch market conditions lazmi hoti hain jin ka khial rakhty huye acha profit mil sakta ahy. Aik to aisa pair use karain jiska spread kam ho, yani keh bid and offer price main kam say kam difference ho. Second iska volume ziada ho. Third iski movement slow ho. Fourth hamain iski trade main best analysis kay bad enter hona chahiye. Fifth hamara capital strong ho. Aur last one hamain stop loss aur tak profit ko use karna chahiye.
                Long term trading ki sab say ziada maqbooliyat hay. Is main bhi analysis kay bad good entry point per small lot use kar kay trade karni chahiye. Ta keh hamari trade running loss say bach saky aur ham isko maximum hold bhi kar sakain. Is strategy main bhi hamary pas sufficient capital hona zaroori hay. Yahan hamain ziada sabar karna parta hay aur running loss main na to trade close karni chaiye aur na he multi trades open karni chahiye. Hedging say khas tor per ijtinab karna chahiye. Warna hamari trade bahut buri tarah phans jati hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Scalping vs Long turm trading best option..

                  Long term trade Aisi Hoti Hai jismein Hamara target Bada hota hai ya 100 se hajar PIP ka Hamara target hota hai aur yah trade Hamari Kuchh Din ya fir Kuchh month ya Kuchh year ke liye Ham Apne Forex trading ke account ke andar Lagate Hain isase Hamen big profit Hasil hota hai aur long term ke andar loss ke chance bahut hi kam hote hain bahut jyada trader Joe expert aur professional Hai vah long-term trend karte hain jisse vah bahut hi jyada Paisa Kama Rahe Hain Ham is market ke andar short-term trade Karen ya long-term trend Karen Hamen ismein money management kolaj Mein falo karna hai aur Forex ke rules ke mutabik is market ke andar Hamen trade Lagani hai Scalping main just thori si earning ka chance dekh ker avail kia jata hai ky agar market side way trend main chal rehi ho tou woh jis support aur resistance ky darmian move ker rehi hoti hai bar bar usi tak tp laga ker thora profit main trade close hony per dobara trade open ker li jati hai ya pending orders use kia jata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X