Targets say kia faida hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Targets say kia faida hota hai
    Forum kay senior members kehtay hain kay jab bhi kaam Karey tou koi na koi target bana kay kaam kerna chaiye aur targeted work say achay results mill jatey hain. Forex forum pay members kay targets mai posts, threads aur thanks count hotay hain kay daily ya weekly kitni posts kerni hain aur kitnay thanks milnay zaruri hain tou iss tarah traders ko pata hota hai kay unhain Kitna bonus mill sakta hai. Forum members kay posting work kay sath saath forum bonus say trading kernay waley traders ko bhi iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay target banaey aur uss kay mutabiq he trading kia Karey. Targets bana kay kaam kernay say apnay kaam ka pata hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Targets say kia faida hota hai

    Assalamu Alaikum dear friend ji aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading Main Jab tak Ham Apna Koi takat Nahin banaa lete tab tak Ham Forex Mein acchi Tarah Kam Nahin kar lete isliye Hamesha Jab Bhi Koi trade lagaen to aap ek Apna target banale Jisko achieve karna lazmi aapke liye ho jata hai isliye koshish Karenge Jab Bhi Forex trading Mein Koi kam karne lage To Apne takat Banane aur usko Hamesha achieve Karke Rahe jab tak aap apna target achieved karte rahenge tab tak aap Forex trading Mein kam Jab Hote rahenge Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Targets say kia faida hota hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
      Forum kay senior members kehtay hain kay jab bhi kaam Karey tou koi na koi target bana kay kaam kerna chaiye aur targeted work say achay results mill jatey hain. Forex forum pay members kay targets mai posts, threads aur thanks count hotay hain kay daily ya weekly kitni posts kerni hain aur kitnay thanks milnay zaruri hain tou iss tarah traders ko pata hota hai kay unhain Kitna bonus mill sakta hai. Forum members kay posting work kay sath saath forum bonus say trading kernay waley traders ko bhi iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay target banaey aur uss kay mutabiq he trading kia Karey. Targets bana kay kaam kernay say apnay kaam ka pata hota hai
      Dear forex member ap ny bilkul sahi kaha hai k agr hum forex ky oper quality work kren apny post or thread ko informative bnaey gy apny daily ky targets ko achy sy complete kren gy to hum forex farum me ak acha bonus ly sakty han apny post or thread ko informative bnaey ky liye zarori ha k hm apny learning skills ko improve Karen knowledge gain kren senior ky post or thread ko carefully read kren taky hmary pas un ka knowledge aye or hm us knowledge ko apni post or thread me apply kr ky quality work kr saky or acha bonus hasil kr saky Jitna zayda hm ess farum py struggle kren gy mahnat kren gy forex farum ko time dyy gy otni achi kamyabi hasil kr saky gy
      • #4 Collapse

        Re: Targets say kia faida hota hai

        jub ham markeet main enter hotay hain to hamaray pass aik target hota hay jis main ham apna tp rakhtay hain aur jis main ham apna sl rakhtay hain ham aik range banatay hain k hamko is had man reh kar kaam karna hay agar to markeet main ham is had ko cross kartay hain to hmara orders apnay aap he poora bhi ho jana chaye aur hamin is makreet sai exit bhi ho jana chaye jisk liye zaruri hay k ham makret main aik had main reh kar agar kaam kartay hain to hamain usay poora bhi karna chaye warna ham markeet main na idahar k reh saktay hain aur na he ham udar k reh saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Targets say kia faida hota hai

          Assalamu Alaikum dear friend Forex forum Mein Hamen mehnat ke sath kam karna chahie aur Hamen is main iska daily ka target pura karna chahie Jab Ham mehnat se acchi post quality Karenge To Ham isase behtarin bonacal kar Payenge form Hamare liye behtarin opportunity hai aur Hamen ismein mehnat ke sath kam karna chahie form ki vajah Se Hi Ham behtarin Marne Ke Kabil bante Hain Ham isase Itna Achcha bonus banate hain Hamen Forex trading Mein Usi hisab se profit Milta Hai isliye koshish karen form Mein Apna daily ka target zarur pura Karen
          • #6 Collapse

            Re: Targets say kia faida hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
            Forum kay senior members kehtay hain kay jab bhi kaam Karey tou koi na koi target bana kay kaam kerna chaiye aur targeted work say achay results mill jatey hain. Forex forum pay members kay targets mai posts, threads aur thanks count hotay hain kay daily ya weekly kitni posts kerni hain aur kitnay thanks milnay zaruri hain tou iss tarah traders ko pata hota hai kay unhain Kitna bonus mill sakta hai. Forum members kay posting work kay sath saath forum bonus say trading kernay waley traders ko bhi iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay target banaey aur uss kay mutabiq he trading kia Karey. Targets bana kay kaam kernay say apnay kaam ka pata hota hai
            Walekum assalam dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham target set Karte Hain To se Hamen kya fayda Aanchal Hoga main aapke sath Ishwar Apna knowledge share Karta Hun Ki target set karne se yah hota hai ki aapka Apna paath clear hota hai aur aapke goal set ho to aapko kam karne ki direction Ka Pata hota hai aur aap uske liye Jyada struggle Karke aur mehnat Karke use Gol Koi chij karne ki koshish karte hain yah Jarur hai ki target kabhi bhi Aana achievable raha hun Aise Na Ho Jis ko chief karna Mushkil Ho Namumkin na ho isliye Hamen chahie ki Hamen Forex ke upar planning ke mutabik target set karne chahie aur real target set karne chahie jinko Asani se hamen bhi kar sake To Hamen Ek acchi direction mil jaati Jiske andar Mein cheating kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Targets say kia faida hota hai

              Agr hum daily ka target daily complete kerty hy to hum ko faida hota hy agr ap ar ma sab chaty hy k hum success ho na ka chaty hy to hum ko markets se work ker na jo log daily ka target daily complete kerty hy wo kud ko success ker sakty hy
              • #8 Collapse

                Re: Targets say kia faida hota hai

                Main ap ko batana chati hon kay hamin target say kya faida hota hay agar ham koi bhi kam shuru karnay say pehalay us ka target bana lyn gay to hamain kabhi bhi parashani nhi ho gi target bananay say hamain pta chalta hay kay aj ham nay kitna kam karna hay agar ham itna kam krean gay to ham kab pna kam kahatam kar sakte hain to agar hamain pak forex main acchi kamaybi hasil karni hay to hamain chaiye kay jab ham is pak forex forum main kam start krean to hamain pehalay apny kam ka target bana lena chaiye tab hi hamain kamaybi hasil ho sakti hay kay aj ham nay kitna kam karna hay aur hamain apna target bana kar us ko achieve bhi karna chaiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Targets say kia faida hota hai

                  Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex form ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ke bhut zadya zourt hoti hay pak forex form dailye ke baise apna target ko pura karna chlye pak forex form ma daily ke baise 50 posting complete kanra chlye aur daily ka work dialy kanra chlye diakue ke baise per posting bhut zadya quality ka sath kanra chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha bouns haisl kar sakty hay aur acha porfit haisl kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Targets say kia faida hota hai

                    targets se hmain motivation hoti hai ke ham kaise kaam karte hain agar ham motivated nahi hain to hmain is mein loss ho ga aur ham apna target bhi poora nahi kar saken ge hmain is mein mehant se kaam karna hai to hi ham kameyab ho sakte hain hmain mehnat se kaam karna hai tab ham practice se kaam karian ge aur ham earn kar saken ge hman is mein knowledge aur experience se kaam karna hai tab ham earn kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Targets say kia faida hota hai

                      target ka faida yi hotabh k ap ko iss me aik acha targe ap ko lalch se bcahata h iss se i ho ga agr hm ny target set kya ho ga to lalch se bch jaen gy hm apna kam achy tria se kr sken gy Allah tala hmen iss me trki ata frmay
                      • #12 Collapse

                        Re: Targets say kia faida hota hai

                        Target se yeh faida hota Hy keh insane iss ko hasil karne ki kosish krta hy hum Pakistan Forex forum pr mehnat and more experience and struggle k shath Kam Karen ge to we will be able to get more bonus and more successful hard working is the key to success in the Pakistan Forex forum it is good parameters for the success in the Pakistan Forex forum
                        • #13 Collapse

                          Re: Targets say kia faida hota hai

                          Dear forex membar forex farum mn kamyabi hasel karny k lia ap ko apna daily ka trget achive karna pary gaa Hamesha Jab Bhi Koi trade lagaen to aap ek Apna target banale Jisko achieve karna lazmi aapke liye ho jata hai isliye koshish Karenge Jab Bhi Forex trading Mein Koi kam karne lage To Apne takat Banane aur usko Hamesha achieve Karke Rahe jab tak aap apna target achieved karte rahenge tab tak aap Forex trading Mein kam Jab Hote rahenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Targets say kia faida hota hai

                            Assalam o alaikum dear members,
                            target ka kirdar jis trah posting me important hai usi trah forex market me bhe hai, targets set krny ka sab se best reason tow yeh hai k hum aik seedhy track pr plannings k sath chlty Hain or apny dmagh me set kiye huy target point tk pohnchny k liye apni kabliyat ka maximum estimaal krty hain or kamyabi se achieve bhe kr paaty hain, agr misaal di Jaye tow yeh kahna munasib hoga k Bina target set kiye hum aik ryt k teelon waly medan me dirty huy apni manzil ki traf jarhy Hain, or planning or targets k sath lgayi gyi trades aysi Hain jestmy hum kisi seedhy rasty or Bina edr udr bhtky aik munazim treeky se apni manzil ki trf gamzan Hain, targets he hamyn focused rkhty hain or hamyn mehnat krny or time forex market pr spend krny pr amada krty Hain esliye forex business me enki be pnaah ehmiyat hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Targets say kia faida hota hai

                              Walaikum Salam bahut hi Achcha topic hai ki target se Hamen kya fayda hota hai lekin target ko set karna bahut jyada Jaruri Hota Hai Ab aapane Yahan per bahut dafa Suna Hoga Ki trading agar aap karte hain to ismein Laal Ishq Na Kiya Karen isase bahut jyada nuksan hota hai to ab yahi vajah hai aur target ISI vajah se set Kiya jata hai ki aap is market Mein kam karte hue lalach na karen to ke Lali bahut jyada aati hai aur yah aap account ko wash kara kar hi Dam Leti Hai To agar aap Aise friend na Chahte Hain acchi trading karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki aap aap apna target set Karke kam Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X