New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!
    Hello Member's, Kesay hein ap Sub..
    Mein Ap ko batana Cahata hon k Jab New's Time hota hy to humarey all Indicator's or Strategies Fail Ho jate hein, Q k Fundamental or Technical Analysis mein Bhoat Farq hota hy hum at a time Dono follow kar k kabi b profit Hasil nhi kar sakein Gein isi liye Humein Planning k sath Trading karni caheye Takey Humray Account's safe rahein.
    Instaforex is the Best broker
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

    Bilkul News time small Account k liye trade bhoat risky hotein hein, kyunki news time hamen Nahin Pata hota ki market ki taraf jayegi aur aapane Sahi Kaha technical aur fundamental analysis mein bahut fark hai
    • #3 Collapse

      Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

      Jo be important economic news release ho to hamari technical analyzing fail ho jati hay es situation me na indicators be proper work nahi karty aur ha ne jo technical base par strategies banai hoti hey ye be fail ho jati hey es ley esi news ko hi es time follow karny ki koshish karni chaye aur technical analysis ko avoid kar dena chaye, important news release hony par agar technical analyzing hamy koi help na de saky to esi analyzing ka koi faida hi nahi hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

        forex trading mein jo trader trade karte hain unko is bare mein maloomat hain ki jab koi bhi news aati hai to tamam tar strategies aur tamam indicators fail ho jaate Hain kyunki hamari market news pesh hai aur news per bahut jyada impact hone ki vajah se market mein volatility bahut jyada hoti hai aur is waqt volatility ko control nahin kiya ja sakta palke agar aapki trade uske opposite hai to aap account watch ki tarah chal sakte hain aur agar aapki trade usi impact ki site per hai to aap bahut jyada profit game kar sakte hain aise hi news ke waqt trader apni close trade kar dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

          News jab ati ha to market ko hila ka rakh deti ha jasy us din fed na market ko hila ka rakh diya main preshan tha ka market achanak itna move kasy kar sagti ha or jab news ka time ho na tab sary indicator fail ho jaty analysis fail ho jaty han ye ha news ki power lehaza new par bhe ap log nazar rakha karen
          • #6 Collapse

            Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

            Jaruri nahin hai ki news ke time to Maaf currency jo hai vah Don Ho Jaenge just aur just an currency is ke upar Fark padta hai Jin currency related Koi news aani Ho.
            For example Agar dollar ke related news a rahi hai $2 unhi chijon ke upar shraddha's Hoga Jinke Sath incomlend in Hai dollar ka Sar commodities ke upar bahut kam padta hai Vidya ki dusri currency ke sath iska bahut naasamajh Achcha raha hai
            ​Forex is the Best Business of the world!
            • #7 Collapse

              Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

              what is newstime? koe mjy bata sakta hy kia hy ye
              Ali hassan
              • #8 Collapse

                Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Aligul786 پيغام ديکھيے
                Hello Member's, Kesay hein ap Sub..
                Mein Ap ko batana Cahata hon k Jab New's Time hota hy to humarey all Indicator's or Strategies Fail Ho jate hein, Q k Fundamental or Technical Analysis mein Bhoat Farq hota hy hum at a time Dono follow kar k kabi b profit Hasil nhi kar sakein Gein isi liye Humein Planning k sath Trading karni caheye Takey Humray Account's safe rahein.




                Salam g bilkul apny theek kaha, news ky time yani fundamental analysis ky time market ky technicall analysis b fail ho jaty hain ,q ky jab news ati tu sub trade fail ho jaty hain news ka koi confirm
                nhi hota ky kya bany ga her month ky pehly juma mai news ati hain jis mai Economy py bat ki jati hai wahan py sub btaya jaaata hai haaal ehwal US dollar ,canadian dollars or dosry currency ka ,
                gold or silver ka bhi essy hi rate up down news ky time hota hai, lihaza ehtiyaat kren ,Forex factory py jaa ky news ko bhi suna kren , thanks.
                • #9 Collapse

                  Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

                  Ji bilkul aapki baat sahi hai news time Hamare Tamam analysis ko fail kar deta hai Jab Koi news Tani Ho us Waqt Hamare analyses Jo hote hain vah fail ho Jaate Hain Kyunki news kamakat per bahut Gehra Asar padta hai Jiski vajah se a mare analysis fail ho Jaate Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: New's Time All Indicator's or Strategies Fail ho jati hein!

                    Bilkul information time small Account okay liye alternate bhoat unstable hotein hein, kyunki news time hamen Nahin Pata hota ki marketplace ki taraf jayegi aur aapane Sahi Kaha technical aur fundamental analysis mein bahut fark hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X