"Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey"par mabni Sawal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey"par mabni Sawal
    Assalam O Alaikum mere Aziz dosto
    Umeed hai ap sab kheriat se hoonge
    Dear fellows forex trafing aek online business hai aor is me kamiaab wohi hota hai jo mehnat ke saath saath experience sabsr trading strategies aor planning ke zariey chalta hai big profit bhi to tabhi gain hoo sakta hai is liey hame chahiey keh dosto mehnat to kare q keh jitna ziada ham forex ko time den ge aek to hamara kaam karne ka expereince barhey gaa aor is ke ilawa dosto hamara bonus bhi acha aye gaa tab ham behtar trading kar ke aek acha munafa kamaa sakte hai friends forex bht kmaal ka business hai is me big profit wohi trader kmaa sakta hsi jo mehnat karta hoo jo apne time ko forex me invest kare na keh fazool me time waste kare dear friends forex aek aesa business hai keh ap agar is me mehnat ke saath quality ka work karte hai to ap unlimited earning kar sakte hai
    Lekin lalach dosto lalach bht burri bala hai aor yeah har insaan ki fitrat me shamil hai lekin phir bhi Allah ne hame mind setup dia hai jo keh hame big loss se bacha sakta hai agar ham iska istamal kare is liey dosto hame chahiey keh lalach se perhez kare balkeh mehnat par yaqeen hona chahiey.
    Success Mehnat se mumkin hai Lalach se nahi :



    Dosto ap agar mehnat kartkarte hai aor nakaam hoo jatey hai to iska yeah matlab nahi keh ap kabhi bhi kamiaab nahi hoo sakte balkeh friends ap ne dobara lazmi try karni hai aor is baar ap zurroor kamiaab hoonge bas me yehi kahoo ga keh hame zindagi me kabhi bhi aesa nahi sochna chahiey keh me kamiaab nahi hoo sakta balkeh do it bas karna hai tabhi kamiaabi se hamkinaar hoonge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

    Yes dear lot size ki selection bahut hi important Hoti Hai Jab aap lalach karte hain aur lot size ki selection Jyada kar lete hain to ismein no doubt aapko profit Jyada hone ke chance hote hain lekin uske sath aapko is Baat per bhi focus karna chahie ki agar market aapko favour Nahin Karegi to aap ko nuksan bhi bahut jyada ho sakta hai isliye Jab aap lot size ki selection kar rahe hote hain to usmein aap ko bahut jyada carefully lot size ki selection Karni chahie aur Hamesha minimum lot size ke sath hi apni trade open Karni chahie Jab market aapke favour Mein a Jaaye to Uske bad aap lot size ki increment kar sakte hain aur Market ka trend confirm hone ke bad iski sizing ko increase kar sakte hain aur apne profit ko Jyada kar sakte hain.

    Lekin Jab Bhi aap Forex trading Mein Koi trade open Karte Hain To Hamesha money management ke rules and regulations ke mutabik ki aapane lot size ki selection Karni hoti hai agar aap money management rules and regulations ko ignore kar denge to aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aapke account ko bahut jyada nuksan ho sakta hai jismein aap ko nuksan recover karna ho sakta hai aur uske sath sath aapka account bilkul khatm bhi ho sakta hai.

    Lot size ki selection aap Hamesha minimum Rakha Karen aur 0.01 Se Hi apni lot size ki selection start Kiya Karen specially Jab aap crocodile aur aur Gold per trading kar rahe hote hain to aap ko kabhi bhi 0.01 se a lot size Jyada select Nahin Karni chahie aur iske sath sath aapka account balance bhi minimum 100 US dollar Se Jyada Hona chahie Agar aapka balance 100 US dollar Se Jyada Hai To Uske bad aap lot size ki selection acchi kar sakte hain aur ismein aap ko Jyada profit hone ke chance ho sakte hain lekin Agar aapka account balance kam hai to usmein aap Kabhi Bhi Jyada lot size ki selection nahin kar sakte jo ki aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

      Ismein Koi shak Nahin Koi Agar Ham is market ke andar Ek Badi lot size ka istemal Karte Hain tu ismein Hamen Ek Bade nuksan ka Samna karna pad sakta hai Kyunki Forex trading ki market Ek Aisi market hai Jisko Ham hundred percent jaj nahin kar sakte ke kis side mein Move karegi Ham many times Bada profit Hasil karne ke liye lalach Mein Aakar Badi Lot Laga Dete Hain Magar bad Lak ki vajah se market Jab Hamare against chali Jaati Hai To vah Hamara account wash Deti Hai Ya FIR Hamen ismein Ek bahut hi Bade loss ka Samna karna padta padta hai agar Ham Aisi condition se puchna Chahte Hain To Hamen chahie ki ham is market ke andar proper lot size ka istemal Karen

      Hamen chahie ke market Mein sabse pahle iska trend Balance ko Jaan lena chahie Agar Hamen Iske traind ke bare mein acchi Tarah Se knowledge ho jaega tab hi Hamen chahie ki Ham is mein lot size ki Trend lagaen is Ne Hamen bahut Bade lot size ki traind Nahin Lagani chahie Agar Ham bahut Bade size ki trent lagaenge To Ham is Mein loss Ka Shikar Ho jaenge agar aap padhe lot size ki train Lagate Hain To is main aapko lost Pai bahut hi Bada Ho Jata Hai Jisko recover karna aaj ke liye bahut hi Mushkil ho jata hai isliye aapko Apna Kam bahut hi Soch Samajh Kar karna chahie agar aap apna kam mehnat aur tawajo ke sath Karenge to aap isko acchi Tarah Se samajh Payenge aur is Mein Kamyab Ho Payenge Agar aapka account balance kam hai to aapko is Mein Kabhi Bhi trend Nahin Lagani chahie Kyunki isase aapko bahut bada nuksan ho sakta hai Agar Agar Ham Forex mein Kamyab hona Chahte hai To Hamen is Forex Ke Rules ke mutabik kam karna hoga aur money management ko follow karte hue ismein varg karna hoga Agar Hamesha Mela Lage Aur imotions Ke Sath kam Karte Hain To Ham is Mein Kabhi Bhi successful Nahin Ho Payenge
      • #4 Collapse

        Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

        G han dear member lalach ko agar deemak sy compare karain tou galat nahi hoga kyo ky jaisy deemak lakri ko useless bana deti hy usi tarah lalach trader ko trading ky kabil nahi chorti or iska asar real life mein negative he parta. Sab se pehly is baat ko zehan mein rakhne ke zarurat hy ky trader ko hamesha success ky peechy jana hoga naky money ko follow kare. Experts ky experiment ky mutabik 90% traders fail hoty or un sab mein aik baat common hoti ky wo money lovers hoty or bajaay mehnat ky wo shortcut use karte lalach ka factor use karke jiska result opposite aata or jo major concept unky mind mein banta wo revenge leny ka hota jo totally impossible hy.
        Aik baat hamesha trader ko yaad rakhni chahiye ky market lead karti or trader ko forex mein kamyab hony ky liye market ko achi tarah sy follow karne ke zarurat hy kyo ky trader follower hy or jab trader flow mein hoga tou he acha earn karne mein kamyab hoga. Trader ko hamesha trading ky doran apne mind ko fresh or apne confidence ko stable rakhne ke zarurat hy or hamesha small lot py focus karke acha earn kare. Aisy bohat traders hain forex jaisy grandest business mein jahan start tou small sy karte lakin sabar nahi kar paty or jazbat mein hoky lalach ky base py big lot lagaty or main reason ky overconfidence hoty trade karte or loss ko khud apna muqadar banate.
        Trader ko forex mein enter hony sy pehle sabar karna sikhna hoga taky achi knowledge or experience gain kar saky or jab ye major factors aik trader mein hongy tou confidence bhi stable rahyga or apni mistakes sy sikhne ko bhi milega taky loss ko convert kare profit mein or forex ko proper operate karke apni life change kare.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #5 Collapse

          Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

          Dear friend As-Salaam-Alaikum ji han bilkul Aisa bilkul Nahin Hona chahie Kyon Ke Jab Bhi aap profit kar rahe ho to profit Mein Jab aap ke andar lalach Paida Hoti Hai Tabhi aap nuksan karte hain ISI Tarah Forex trading Main Bhi lalach ki vajah se aapko nuksan hota hai aap Agar Jyada lalach Karenge to Aap Ko nuksan Hoga Kyunki lalach ki vajah Se Jyada nuksan is vajah se hota hai ki aap Hamesha market Mein tabhi nuksan Karte Hain Jab aap badi badi lot size open karte hain Kyunki money management ke sath risk management ke sath kam karna bahut jaruri hai Jab aap aap risk management ke sath Kam Nahin Karte to aap Hamesha nakam Hote Hain to ismein jaruri hai ki aap forex market Mein Behtar Tarika se investment Karen aur risk management ke bagair office mein kam Karen tabhi aap acchi earning Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

            dear friend, trading ma lot size ki selection aik bht aham decision aur step hota ha, hmain aonay account aur capital ko mind ma rakh kar munasib log size use karna chaiay q k is par hmaray account ki safety ka daromadar hota ha, hmesha small lot k sath trading ko preference dain aur big lot ko avoid karain, agr market koi unexpected move karay aur hmari trade k inverse chal paray to small lot k sath hmari trade ziada dair tk last kar sakay gi warna big lot sa hmain big loss ho sakta ha aur hmara account b wash ho sakta hay, is liay money management kar k trade karain aur minimum lot size use karain, hmain easily jitna profit milay usay accept karain aur ziada earning ki lalach ma overtrading sa bachain, market k trend ko follow karain aur is ko confirm karnay k baad lot size select karain, different pairs par lot size ki thek selection k liay hmain rules aur conditions ko follow karna chaiay aur risk management kar k trade karain, hmain puri tawajo aur focus k sath trading karni chaiay ta k thek situations ko avail kar sakain aur achay decisions la k mufeed trading kar sakian, small lot size aik safe option ha is liay big capital k bawajood hmain big lot sa avoid karna chaiay q k ye hmaray capital k liay dangerous ho sakta ha aur wo waste ho jay ga jis sa hmari sari mehnat waste ho jay gi aur hmain nakami ka samna karna paray ga
            • #7 Collapse

              Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

              Ji han dost aapane bilkul theek kaha hai Forex Mein Hamen lalach Nahin Karni chahie Jab Bhi aap Koi trade open karen to koshish karen kay bahut jyada profit ki lalach na Karen Agar aapko thoda profit Mil Jata Hai to trade co close kar le agar aap trade lalach Mein Aakar open Karenge aur Jyada ki koshish Karenge to Aapka Hua profit bhi khatm ho jaega ho sakta hai aapko Kafi Bada nuksan Ho Jaaye isliye kabhi bhi le nach na Kiya Karen trading mein brother II aapane theek baat ki hai ke trade lagaen lalach Kiya Gaya lekin aapko batata chalo ki aapko market ka abhi experience on knowledge Hona chahie yah To Nahin ki aap ISI Tarah trade Laga De Bina soche samjhe aur aapko bad Mein Lash ka Samna karna Pade isliye Ye pahle kam ko seeken fatrade lagaen ismein Lal Jwala Singh bad Mein Aata Hai trading main hmen apny lalach per control krna chahiye q k lalach insan k sochny samjhny ki slahiyat ko khtm kr dyta hai or admi bohat sy ghlt decisions ly lyta hai is liye hmen sabr k saath kaam krna chahiye apni poori mehnat krny k baad return ka intzar krna chahiye mere khyal or experience k mutabiq kam profit zyada nuqsan sy behter hai or jb traders zyada profit k lalach main bghair sochy samjy trade open kr dyty hain to phir unhen nuqsan b bra uthana prta hai
              • #8 Collapse

                Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                Je han. Forex ma jetny account lalach ma wash hoty hain or kisi waja sy wash ni hoty. Pehle bat to ye k traders wrong mind set k sath trade ma aty hain. Wo pehle din he apni ankho ma bhot sy khawab saja letyn hain k wo ik he din ma forex ma rich ho jayn gy. But jb wo yaha kuch time spend karty hain to unko pata chalta hai k forex sy profit hasil karna to bhot mushkil ha. Forex ki learning bhot zayada hai or esko hasil karny ma bhot time lagta hai. So wo yaha acha time spend karny ki bajae short cut k chakar ma par jaty hain. Asy trader forex ma big lot set kar k apna account risk ma dal dety hain. Asy big lot sy wo apna account to wash kara lety hain but unk hath kuch ni ata. Forex trading kamyabi k lae positive mind ka hona bhot zaruri hai. Pehle maximum learning ko prefer karna chahe or es k lae long process ko adopt karna zaruri hota hai. Es k bad trade ki training karna hoti hai. Training ma b sincerity or honesty honi chahe tb he na serf trading tools sekhy ja sakty hain balky market analysis b learn kaye ja sakty hain. Ye sb kuch learn karny k bad b big lot ko use ni karna chahe kiu k ap jetna b knowledge hasil kar leyn market ko accurately predict ni kar sakty. So sb kuch learn karny k bad b lalach sy bachna bhot zaruri hota hai. Small profit par sabar o shukar karna he ik trader ko kamyab banata hai. Agr wo small profit par sabar ni kary ga to usko maximum loss recover karna pary ga jo bhot tuff task hota hai or bhot sy cases ma to loss ko recover karna account wash karwany sy b mushkil lagta hai. Small profit par sabar karny wala big loss ko recover karny sy bach jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                  lot size ka istemal har ek member ko kafi soch kar karna hota hai aur is tarah se jab members apna Kaam kar rahe hote Hain to phir un ko apne kaam mein Koi bhi problem nahin hoti aur har ek member ke liye sab se zyada important baat yeh hai ki members ko apna Kaam achi tarah se karne ke liye apne kam mein zyada experience bhi istemal kar lena chahie aur yeh experience kis tarah se members ko mil jata hai keh jab voh maximum online reh kar aur apne kaam ko bahut zyada achi tarah se continue kar rahe hote hain aur is tarah ke members ke jin ko trading se related koi bhi experience nahin hai un ko experience hasil kar lene ki maximum koshish kar leni chahie kyun keh yeh koshish kar lene ki vajah se koi bhi member apni trading ko bahut jyada acchi tarah se continue kar lega aur us ko koi bhi trade open kar lene ke bad yeh idea hoga ki kaun se wala lot size istemal karna hai achi soch or smajh ker Kiya howa kaam kabhi bhi nakam nahin honay deta hay is k liye khud say efforts kerna hoti hain or apny kaam ko or bhi achi trha say improve kerna hota hay Jo keh zrori hay lot size ka use important hay is ko kabhi bhi ignore nahin kerna chahiye or is ko mind may rakh ker trading kerna chahiye
                  Last edited by ; 29-08-2020, 08:36 PM.
                  • #10 Collapse

                    Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz555 پيغام ديکھيے
                    Assalam O Alaikum mere Aziz dosto
                    Umeed hai ap sab kheriat se hoonge
                    Dear fellows forex trafing aek online business hai aor is me kamiaab wohi hota hai jo mehnat ke saath saath experience sabsr trading strategies aor planning ke zariey chalta hai big profit bhi to tabhi gain hoo sakta hai is liey hame chahiey keh dosto mehnat to kare q keh jitna ziada ham forex ko time den ge aek to hamara kaam karne ka expereince barhey gaa aor is ke ilawa dosto hamara bonus bhi acha aye gaa tab ham behtar trading kar ke aek acha munafa kamaa sakte hai friends forex bht kmaal ka business hai is me big profit wohi trader kmaa sakta hsi jo mehnat karta hoo jo apne time ko forex me invest kare na keh fazool me time waste kare dear friends forex aek aesa business hai keh ap agar is me mehnat ke saath quality ka work karte hai to ap unlimited earning kar sakte hai
                    Lekin lalach dosto lalach bht burri bala hai aor yeah har insaan ki fitrat me shamil hai lekin phir bhi Allah ne hame mind setup dia hai jo keh hame big loss se bacha sakta hai agar ham iska istamal kare is liey dosto hame chahiey keh lalach se perhez kare balkeh mehnat par yaqeen hona chahiey.
                    Success Mehnat se mumkin hai Lalach se nahi :



                    Dosto ap agar mehnat kartkarte hai aor nakaam hoo jatey hai to iska yeah matlab nahi keh ap kabhi bhi kamiaab nahi hoo sakte balkeh friends ap ne dobara lazmi try karni hai aor is baar ap zurroor kamiaab hoonge bas me yehi kahoo ga keh hame zindagi me kabhi bhi aesa nahi sochna chahiey keh me kamiaab nahi hoo sakta balkeh do it bas karna hai tabhi kamiaabi se hamkinaar hoonge.
                    G han dear ap ki bat theak hai kay es mai har trader aisye he kam karta hai matlab kay es mai kam karta hai tu trade open kar daita hai jub es mai lose honye lagta hai tu apna lot size ko barha daita hai jis ki waja say aik time mai kafi lose ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kam kartye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain per ap es mai lalach kam liya karain aur ap es mai lot size kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi lot size zayda na rakha karain ager ap aisa kartye hain tu ap ka lose recover nhi hota hai balkay ap ka lose barhta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kan karain aur ap es mai kam lot size pay jam jarain aur ager ap ka es mai lose ho he jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi parshan na howa karain aur ap jaldi kay chakar mai na parain kay abhi lose ho gaya hai tu us ko recover karna bhi zayda zarooei ho gaya hai aur jaldi karna hai es mai ap ka kafi niqsan ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain aur ap es mai apna kam jaldi kay chakar mai khrab na kiya karain aisye kam ap kartye hain tu ap account ya tu wash ho jata hai ya es mai atna lose ho jata hai kay ap esye recover he nhi jar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha aur mahnet kay sath kam karain aur ap ko es mai jub bhi lose ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi oarshan na howa karain balky ap ka kam hai kay ap es mai relex ho kay apna lpse recover kiya karain ta kay bad mai ap ko es mai masla na banye aur ainda ap ka kam es mai acha ho jaye
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                      Yes,forex main trading kay liye low leverage kay bawajood small.lot use karni chahiye. Kuch traders ka khial hota hay keh low leverage say ham big lot use kar kay ziada profit lay sakty hain. Jis waja sah woh apny account ki safety ko pass-e-pusht dal daity hain aur big lot say trade main enter ho jaty hain. Jis say unko loss to hota he hay, sath main aur bhi nuqsanat hoty hain. Jaisay keh ager trade ko reverse price action ki surat main loss main close karty hain to is loss ko recover karna bahut mushkil ho jata hay. Q keh aik to inkay pas balance kam ho jata hay, second ye keh market ki itni bari movement nai hoti keh ye kam balance say small lot use kar kay is bary loss ko recover kar sakain. Iskay ilawah account wash hony ki bari waja big lot he hoti hay, jis waja say account ki safety kam ho jati hay. Halan keh small lot use kar kay ager aik trade main loss nai ho to ye hamary liye ghaneemat hay, kam profit mil jana bari bat hay. Q keh jab tak ham bar bar small lot use kar kay trade karty rahain gay, loss say bhi bach payain gay aur roitune main earning bhi karty rahain gay. In case hamain kisi trade main loss hi bhi jata hay to ham is loss ko next trade main analyis ki basw per eecover kar sakty hain.
                      Mandarja bala behs say ham ye he natija akhaz kar sakty hain keh small lot hamari trade ko maximum time profitable banati hay. Iskay ilawah hamara account safe rehta hay. Jis say ham is account balance ko multi times trade karny kay liye use kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                        Assalam walekum doston ummid karta hun ke aap khairiyat se Honge ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston lot size ka istemal Har EK member ko Kafi Soch Samajh Kar karna Hota Hai aur jab members Is Tarah se kam kar rahe Hote Hain To unhen Apne kam Mein Koi Bhi problem Nahin Hoti Jab Koi member Chahta Hai Ki vah Kamyab trader Ban sake aur is market Mein Apna Naam banaa sake to use chahie Ke lalach Na Karen Sabar ke sath kam Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen aur experience or knowledge gain karne ki koshish karen ISI Tarah vo Kamyab ho sakta hai aur Achcha Kriya banaa sakta hai Jaisa ki Ham Sab Jante Hain ke pass forex market 24 ghante open rahti hai Ham Jab Chahe Din Ko ya raat ko is par posting kar sakte hain aur Apna Achcha career bana sakte hain koi bhi senior trader is per Ek Hi Din Mein Kamyab Nahin hua hai isiliye Hamen chahie ke lalach Mein Aakar Badi loot na Karen balke jo bhi load Karen usmein Achcha knowledge or experience Hona chahie jisse dusre members ko bhi fayda Hasil ho sake aur Hamari post ko bhi like Kiya Ja sake Jab Hamari post ko thanks Diya Jaega To Hamen Achcha profit Milega Ham Agar is market Mein Kamyab Hona Chahte Hain to hamare pass Achcha knowledge or experience Hona mast hai Iske alava is market ke Ruls ko Phoolon karna bhi zroori h bina lalch kiye hi hum yahan per kamyab ho skty hein or sabr ka muzahira ker k hi acha trader bana ja skta h
                        • #13 Collapse

                          Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                          G han zeyada profit ka lalach hi traders ki ghalti hoti hay aur es situation me traders lot size ko increase kar lety hey es condition me traders se over trading aur risky trading karny ki be ghalati ho jati hay agar zeyada profit earn karny ko aur greed karny ka mind me na socha jaye to ham se zeyada lot size key sath trading karny ki ghalati nahi ho saky gi aur ham har tarha key loss se be bach saken gey magar acha trader wo hota hay jo risk be le magar planing key sath aur zeyada risk leny par be lot size ki limit ko increase na kary to esy traders ko apni es strategy aur planing ki waja se kamyabi be mil sakti hay, agar baghir sochy samjy hi trading me siraf aur siraf lalach ki waja se lot size ko zeyada kar key trading ki jaye to es tarha ki risky trading traders key loss ki waja banti hay, trading me greed agar ki be jaye to traders ko market ki condition ka zaror khayal rakna chaye agar market risky ley key ley aur zeyada lot size key sath trading karny key ley suitable hay to zaror zeyada lot size key sath trading karny ki koshish karni chaye aur agar market ko samjny me ham confuse hoty hey to kabi be over trading aur high lot size ki trading nahi karni chaye, new trader ho ya professional trader greed sab hi karty hey magar fark siraf ye hota hay key professional traders market me greed be bahot soch samaj kar aur planing key sath karty hey.
                          • #14 Collapse

                            Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                            Jab Bhi Ham trading Karte Hain To Hamesha Hamen lot size Apne account balance ke mutabik rakhni chahie kabhi bhi Hamen bahut badi lot size Nahin Lagani chahie Hamesha Apne account ko sev rakhte Hue trading ko perform karna chahie kabhi bhi Hamen Main Apne account volume Se Badi trading Nahin Karni chahie aur no hi bahut bada risk Lena chahie trading karte hue Hamesha Apne account balance Ko Dekha Karen aur apne a volume ko manage karte hue apni trade ko open Kiya Karen koshish Kiya Karen ki Jab Bhi aap trading karen to lot size kam Rakha Karen aur ek time per Ek sy Jyada trade Ek Sath open na Kiya Karen jab tak aapko Ek trade se profit na mil jaaye dusri trade open mat kiya Karen Hamesha Apne kam ke bare mein ek planning Banaya Karen aur Usi ke mutabik apni trading ko carry on Kiya Karen

                            Bina soche samjhe agar aap kam ko perform Karenge to aapko bahut bada loss Hoga aur aap apne account ko zaya kar denge Hamesha Apne account ko wash hone se bachane ke liye jaruri hai ki lot size ko manage karte hue Apne account balance ke mutabik Rakha Karen aur Jyada Se Jyada Koshish Kiya Karen ki jab tak aapko Ek trade se profit na mil jaaye to dusri trade ko open mat Kiya Karen Agar aapka account balance Jyada Hai To fir aap apni trading ki strategy Usi hisab se banaen aur apne lot size ko usi hisab se rakhen but Jab Bhi aap trading karte hain to aapko lot size kam se kam Rakhna chahie

                            Stop loss take profit Jarur use Kiya Karen aur apne account balance save bnaany ke liye Hamesha 1 time par Ek trade ko open Kiya Karen aur Jab Bhi aap trade Lagate Hain To market ki condition aur trend ko follow kiya karain Lot size 0.01 ki rakh kar trading karain agr apka Account volume 100$ sy km ha tu and kabhi bhi Gold aur Oil py trading krty hoe Lot size bardi mat rakhain wrna apka Account loss ki surat main Zero ho jae ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: &quot;Ziada Profit ke lalach me Lot ka size na barhaey&quot;par mabni Sawal

                              Jab Ham trading start Karte Hain To Hamen ismein bahut jyada kam ki jarurat Hoti Hai Kyunki trading karna bahut jyada Mushkil kam hai koi bhi nahin member trading nahin kar sakta Deva direct trading start kar lete hain kam Pune se bhi to unhen bahut jyada loss hota hai agar on practice Nahin Hai To Agar aapko acche practice hydrating Kyon time account ki to Fir aap apne Kisi bhi senior member se guide jarur le sakte hain Jab Ham Sab guide Lenge to aapko treating ki Jyada samajh Jaate Hain ki aur FIR aap ek acchi trade open kar sakte hain jisse aapko profit bhi Hasil Hoga To Hamen chahie kya Ham trading ko bahut jyada acchi tarike se understand kar le Kyunki Jab Ham trading co understand Karte Hain To Hamen ismein bahut jyada fayda bhi Hota Hai trading Mein Hamesha nuksan vah bhi Jahan Mein Rakhna chahie Kyunki yah business hi aisa hai ki agar Hamen Yahan profit Hua Hai To Hamen loss bhi ho sakta hai isliye Main Apne dost ko bhi man mein Rakhna chahie profit ko bhi man mein Rakhna chahie To Hamen chahie ki Ham sabse pahle apni trading ki usko bataaogi nale ki Sahas Humne market open karni hai market Mein candlestick ke motorway open or close point kaun sa hai aur sabse Jaruri yah hai ki Ham market ki up and down Kuchh Rooth Kar Liya Karen Jab Ham analysis Karte Hain To Hamen market ke up and down Ka Pata Chal jata hai ki Hamen kis time par kaun si chut ko open karna hai jo Hamen Jyada fayda Degi isliye market Mein Hamen Jarur analysis kar dena chahie Kyunki Hamari bahut jyada helpful Hai Jaise hi Ham market open karte hain Hamen Nahin Pata Chalta ke kaun si pet Hamen fayda Dekhi to Jab analysis kar dete hain to another jisse Hamen signal karta hai abhi pata chal jata hai ki kaun sa indicator profitable hai

                              Aur Yahan baat ki gai hai lot size ki to lot size select karne mein Hamen Aadesh Nahin Karni chahie Jitna Hamara bonus hota hai Ham Uske Bata vikee lot size ko increase kar sakte hain lekin lot size Hamesha kam hi Rakhna chahie Kyunki Jyada lot size Rakhenge To Hamara lost Bhi Jyada ho sakta hai isliye Hamen kam lot size per hi working Karni chahie Jab lot size kam Hoga To Hamen property Achcha mil sakta hai aur uske kam se kam Honge isliye Lal se kam na Karen Milke imandari se working Karen aur apne ko Dekhte Hue hi lot size lagaen Taake Jyada Lok se bachake aur profit Bhi Jyada Ho Jab Ham lot size Dekhkar Hi lagaenge To Hamen bahut Achcha profit Milega aur loss ke chances bhi nahin Rahenge to market ki Nali se karne ke bad hi lot size ko kam rakhiye trading Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X