Kia Forex trading main time ki koi ahmiat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han time ke koye limt nhe hain hum ko gb time mila hum ko tarding kar deny cheny hum ko kund time ban kar tarding karn cheny ka kesy waqt hum tarding ko zayd time dany sakty hain is waqt karny
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      if market go our order side then the time is good.but if we take order buy and market go up side and after some time the market go down sid and more and more then we loss and hand shaking to loss
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MeAsadRaza پيغام ديکھيے
        misaal k tor pr market upper ja rahi hai aur aap ne bar waqt buy kia aur within 2 min market aik dam se boht upper chali jay. agr aap time pr buy na krte to haath malte reh jatay.
        aap kia kehte ho?
        g han dear fprex trading mai time hi wo best tool hai jis ki importace hai , ager ham trading ko us k time par karen gay to ham apni earning ko achi andaz mai bara payen gay ,
        • #19 Collapse

          dost forex trading main right timing ki buhaat ahmihaat ha trader ko hamasha trading kay liya achay time ka wait karna chaiya aur jahan trade banti ho wahan hi trade lagani chaiya aur iss tara kay chances app ko miltay rahtay hain next ka wait karain
          • #20 Collapse

            yes u r right ....in the business of forax trading time is very important ....sometime market goes to down word that's the is the time of buying and when we feel that the market goes to upward its tells us that its a time for selling so we should be keep in mind the selling and buying points in this way we can be successful in business
            • #21 Collapse

              G forex ma time ki bht he ahmiat ha business koi be ho ap us ma us waq ha sucessful ho skyta ha jb ap us par time theak tarh sy da agar ap time he nai do ga apny business par to vo sucessful be nai ho ga is lia best to ya he ha k ap forex trading ma time theak tarh sy da phr he ja kar ap forex trading kar k kuch acha profit hasil kar skyta ha.
              • #22 Collapse

                han jee bikul time ki buhat ahmiat hai time buhat ahmiat rakhta hai forex main yahan aap nay agar time pa trade nahi lagai tu aap ko loss ho sakta hai aksar asa bhi hota hai aap nay trad lagai aur 5 to 10 mins main market aap k avour main aakay wapas chle jati hai
                • #23 Collapse

                  dear bhia forex mian time ki koi bhi limat nhai hoti app jab chachye forex ko time dey sakty ho or acha profit hasil kar sakty ho or forex mian kise bhi kisam ki time ya age ya to amer gareb ki koi bhi baat nahi hoti bas is main knowledge ka hona bohat zarori ha
                  • #24 Collapse

                    bilkul is mein time ki buhat ahmieyat hai.
                    but i think apko stop loss aur take profit jesi sahulat zaroor istemal karni chahiye
                    ta k ap buhat ziayada loss se bach sakein
                    • #25 Collapse

                      han ji ap sai bol rahe hain ke market up ho rahi hai aur ap ne buy laga di aur mazeed up ho gi tu ap ko bht zayda profit mil jata hai but is main aik baat aur bhi share karta hon jab aisa ho tu ap ko market sell ki trade ka moqa bhi mil jata hai kyoun ke market kafi up ho gi aur ab market down bhi aye gi tu ap sell se bhi profit le sakte ho
                      • #26 Collapse

                        Brother I think forex trading mein time ki mere hisab se tou koi hamiyat nai hai , is business mein hamiyat hai tou aik good trend ki hai , jab tak aap koi good trend na mile tab tak aap is market mein work na kare , kiw k yeh business jitna profitable hai utna risky b hai.
                        :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                        :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                        • #27 Collapse

                          dear wesy to forex may trade karni ki koi limit nahi hy ham jab chahy trade kar sakty hain lakin jab ham trade start karny lagy to hamy chahiye kay ham pahly news ko read kar lain ta kay hamy forex market kay bary may pta chal jae kay ab market up ho gi ya down is say ham achi trade kar saky gay.
                          • #28 Collapse

                            Dear time aik buhat he keemati cheez hay agr is ke respect nahe karo gay to life may pechay rah jaio gay wakt say keemati kuch nahe forex trade may bhee time ke buhat ahmiyat hay agr app durast time par invest nahe karo gay to aap ko profit je bjay loss ho ga aur jab aap market k sath sath chalo gay to phar he profit milay ga
                            • #29 Collapse

                              Asal cheez oor kamyabi humy achy time deny se melti hay. Yane agar hum apny trade ko achi time deky full focus dey toh humy satisfaction result in both learning and earning melti hy..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Thats correct kyunke forex trading mein apko apna mind poori tarha aware rakhna parta hai takey ap sahi decision sahi waqt per le sako or agar ap absent minded rehte ho or active nahin ho to ap kafi l;oss face kar sakte ho.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                avatar Qasi
                                Working...
                                X