Kia Forex trading main time ki koi ahmiat hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    g han trading main time ki bohat zayda importance hoti hay kuinkay is market ka graph kisi bhe time change ho sakta hay aur ye movement kafi fast hoti hay is laye agr is main thora say bhe delay kia jaye to ap ka sara profit loss main sonvert ho sakta hay so timing ki pabandi zarori hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      ya tu mjhe nai malum lkn time ki ahmiyat tu hr jaga hoti hy shyd raat ka wqt trading ky leya zeyada acha hu kun ky us wqt european countries mai day hota hy
      • #1173 Collapse

        Jee bilkul forex trading main time ki bohat ziada value hay kyun keh market main bohat sari news bhi ati hay aur wo usi time par ati hay aur agar hum unko follow karty huway trading karen tab he profit earn kar sakty hay.
        • #1174 Collapse

          jee bhai jee forex mein timing ki he tu aahyimat hai jaab taak app time ko follow nahi karin ge app forex se kuch nahi kaama saktay
          • #1175 Collapse

            balkul g forex trading main time ki bohat ahmiat hai. q k market us waqat bohat zyda move karty hai jab koi economic event happen hota hai. or is ka andaza haimain economic calander se hota hai. or ya sara time p base karta hai.
            • #1176 Collapse

              ha forxe trading mai time he sab kuch hai keyo k ak he mint mai ap ka kaam kahe se khae tak pohach jata hai aur es ko undon nahe keya ja sakt ahai pher tu ap k pass kuch nahe hota hai swae los sk
              • #1177 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MeAsadRaza پيغام ديکھيے
                misaal k tor pr market upper ja rahi hai aur aap ne bar waqt buy kia aur within 2 min market aik dam se boht upper chali jay. agr aap time pr buy na krte to haath malte reh jatay.
                aap kia kehte ho?
                bro simple way to ye hy k ap stop profit or loss 30 pips ka dain jitni ammont ap k pass hy us hisab sy ok or market ko follow kia krn ta k ap ko koi prob na ho or ap save rahn jazbati na hon ok ok
                • #1178 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MeAsadRaza پيغام ديکھيے
                  misaal k tor pr market upper ja rahi hai aur aap ne bar waqt buy kia aur within 2 min market aik dam se boht upper chali jay. agr aap time pr buy na krte to haath malte reh jatay.
                  aap kia kehte ho?
                  Asad Bhai G Bilkul forex main time ke ahmiyat hoti hay jitna ziada tym app isko dogay badlay main utna e knowledge bhe dega apko yeh and profit bhe ap ko forex ke smjh bhe ayegi and market ka andaza bhe hoga main bht logon ko janta hon jo forex ko full time businees lay k chal rhay hain aur kamyab hain
                  • #1179 Collapse

                    G nahi is business me time ki koi ahmiyat nahi ha hm jb chahye tb is business ko kar sakty hain or jb chahye tb is business se earning kar sakty hain is me koi time limit nahi hoti ha isi liye ye business aik best business ha mere lihaz se..
                    • #1180 Collapse

                      ok jee to jaha tak mara khayal ha to ham is forex tradig ma jitna zayada time da ga ya hama utna zayada profit da ga wasato is forex trading ma time ke koi bat ni par agar ham is forex trading ma looss sa bachna chata ha to hama is ko zayada sa zayada time dana ho ga phr he ham ak acha profit earn kar sakta ha ni to hama loss be ho sakta ha wo be thora ni bohat zayada ho ga to is leya be carefull
                      • #1181 Collapse

                        kia forex trading main kaam ky hamat hoty han jee forex trading main time ky bohat hamat han kuk jab ap forex trading main zada time spend karty han apko experience aur knowledge bhi zada gain karta han , forex trading mian time se ap ko time k spend hony ka pata nahi chalta han
                        • #1182 Collapse

                          g han forex trading main time ki bhoot ahmiyat hoti hai isliye kyun k is say na sirf apko is ki ahmiyat ka pta chalta hai balky is say apko profit ki value ka bi pta chalta hai agar aap k pas time bhoot hai to apko profit bi kafi milta hai lakin agar aap nay ghalat time par ghalt post ki hai to apko lost bi hoo sakta hai.
                          • #1183 Collapse

                            jee haan forex trading mai time ki boht ahmiyat hoti hai jaisey har kaam karny kay liye ik time hota hai issi tarhan forex trading mai bhi time boht count hota hai agar app ne sahi time pe trading nai ke to ap ko loss se koi nai bacha pata iss liye forex mai time boht zarori hai.
                            • #1184 Collapse

                              beloved bilkul ap ko jitna zaida period dy gy ye ap ko utna zaida hi income dy gi can be mai period ki bhot zaida ihmiyat hai can be mai kam karny nited kingdom liya ap can be mai period dena bhot zaroori hai jo nited kingdom ham sab nited kingdom liya acha hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                market mein time ki bohat ehmiyat ha. jo example ap di ha k market ka rate change ho jaye or wqt py order na kr ske ho to zarur ap dekhty hi rehh jao hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X