Kia Forex trading main time ki koi ahmiat hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    forex trading main time ki bohat ziad value hoti ha forex trading main ap jitna ziad time spend krain gain utni he achi trading ap is main kar sakty hian or bohat jaldi is k bary main seekh sakty hian is liye koshish karain k jitna ziad ap yahan time initial main dy sakty hian utna time dain ye ap k liy behtar ha ap ki trading k liye bohat zarori bhi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      je haan es main day by day mind se trading karay aur es main kaam kartay howay greedy na karay aap k liye money earn karna easy ho ga aur es main cool mind rahay thankful for question
       
      • #1458 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MeAsadRaza پيغام ديکھيے
        misaal k tor pr market upper ja rahi hai aur aap ne bar waqt buy kia aur within 2 min market aik dam se boht upper chali jay. agr aap time pr buy na krte to haath malte reh jatay.
        aap kia kehte ho?
        dear time he time hy yahn ap ko time he invest karna hota hy tab he tu ap ko acha fiada hota hy es liye smjh k aur seekh k karo ta ka p ko acha faida hasil ho jaye aur ap apnii life ko b enjoy karo aur faida hasil karo,,,
        • #1459 Collapse

          yes dear friend market ka kuch maloom nahi hota k market kis trha move kare gi. aap dekhte ho k market bahut slow move karti hai sometime or within few minutes he market suddenly ya to up ho jati ha down. aisi situation main aapko ya to acha profit ho sakta hai ya loss uthana par sakta hai.
          • #1460 Collapse

            g han dear forex mein time ki bahut ahmiyat hai agr ap hr waqt market pr nazr rakhein gay to ap ko market ki moving ka ilam rahy ga k market ka kidhr rukh ho raha hai phir ap us hisab say trading krein gay aur ap kafi profit earn kr sakty hain aur loss say bach sakty hain warna ap ko failure mein jana pry ga time dein jitna ho saky.
            • #1461 Collapse

              nahi dear,time ki importance hai but yeh nahi k aik dam ap trade kar do.ap ko achi trhaa smj k trade krni chiye,mera khayal hai k monday ko market bht slow hoti hai,jis ki waja sy humein us time trade krni chiye,jis ki waja sy humein profit k chances ziada ho jaty hian,and profit k chances bht kam ho jaty hain.
              • #1462 Collapse

                bilkul hoti hai balke bht zada zada ehmiyat hai time ki sahi time per trader open karna aur sahi time per trade close karna ye hi aik ache trader ki pehchan hai agar hum thori si bhi deir kar dein tu bara loss kar bethte hain ya profit hath se nikal jata hai.
                :o love FOREX without any condition :o
                • #1463 Collapse

                  Dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m time both important ha is ko dakh k soch samj k trading Kearny news time ko apny zahan m rakhen or in k mutabiq trading karny
                  • #1464 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me time ki bht zyada ahmiyat ha hmen is business me hmeshah time ko set kar k hi is business me tarding karni chahe ye aik asa business ha jis se hm jb chahe jis waqt chahe earn kar skaty hain asani se
                    • #1465 Collapse

                      forex trading mai time ki bohat zayada ahmiat hoti hai. kyu k forex aik risky business hai aur is mai market aik dam sy up aur aik dam sy down chali jati hai. is liye ham ko forex mai bohat careful ho k trade ko buy ya sell karna chahiye.
                      • #1466 Collapse

                        Trading market 22 hours move karty rehty ha ye aap ko profit de or kab lose de es leye es main timing ko bary ehymat hasil ha
                        • #1467 Collapse

                          yes es liy tou kehtay hain kay jab koi kaam karo tou full concern say karo ta kay koi problem ho he nahi agar hum apna koi kaam full focus say kartay hain tou successful rehtay hain aor forex main tou her cheez ka bohot dhyan rakhna parta hai khas tor par time ka
                          • #1468 Collapse

                            No dear is business me time ki koi ahmiyat nahi ha hm jb chahe tb is business me kam kar skaty hain or jitna chahe utna is business se earn kar skaty hain isi liye ye best business ha or aik sb se acha business ha all world kaa
                            • #1469 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                              Yes bilkul theek hai forex aik aisa business hai jis me time bohat value rakhta hai. Aap apny rozana kay target ko apny time of trading kay hisab se place karty hain agar apka wo time guzar gaya hai tu phir H4 kay chart kay hisab se apko next H4 ki candle ka wait kar kay order us candle ko predict kar kay place karna hoga nahi tu aap next day trading kar lain agar aap ko position clear nahi hoti tu.
                              G han main ap ki baat say agree hon k jab tak hum forex trading amin apna proper time nai lagaye to hum ko kasye malom ho ga k hum profit main ha ya loss main ha q k har wo kam jo ap shuru karna chahte ho us ke liye time bara zariri ha is liye forex trading main time ki bar value ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                dear app jab bhi trade karey to app stop loss aur take profit 10 pips ka lazmi laga deya karey market ko follow kar kay es say app ko koi tenshion nai ho gai market jitni marzi buy ya sell ajey es say app loss se save rhen gey aur agar market app kay take profit ko hit kar dey gee to appko profit ajey ga aur agar na ki to app ki stop loss ko market hit kar gee to appko bohat micro sa loss hoga aur app big loss se 100% save rahen gey.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X