Kia Forex trading main time ki koi ahmiat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1396 Collapse

    profitable forex trading will always be accompanied by the provision of rules and patient will produce something extraordinary if collected step by step..any nominal profits do not matter ,, which is important to regularly
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1397 Collapse

      dear brother.........mere khayaal sey aesy humy trading bilkul b nai kerni chahiye k market up move kery up entry laga dey ya sell .....so humy analyzing ker k trading kerni chahiye.
      • #1398 Collapse

        g han bilkul day k time me forex ki market bahot slow hoti hay or night k time market movement fast ho jati hay jes me profit earn karna easy ho jata hay
        • #1399 Collapse

          Yes forex trading me time ki bahut ehemiyat he.Forex me hame ek perfect time ki wait karna chahie.Or agar ham oh time miss kardiye to hame oh profit hasil nehni hoga.
           
          • #1400 Collapse

            G meray khayal sa to time ki ahmiyat nai ha kun ya kam ham jab bhi farigh hon kar saktay hain or jab bhi is kam ko karna shuru kartay hain to time ka to bilkul pata he nai chalta ya bahot he acha kam hai is ko ham kisi bhi waqt kar saktay hain jab bhi farigh hon
            • #1401 Collapse

              ap forex k oper jitna ziyada time rahain gy aur is se learn karain gy utna hi apko isy samjny main asani ho gi aur us se ap achi strategy b bna sakain gy jis pe amal kr k approfit earn kar sakty han ...
              • #1402 Collapse

                G han my dear friends forex trading market main time ki bohat ahmiyat ha. forex main agar app sahi time par sahi direction main koi trade enter karte hain to app forex main acha profit le sakte hain.
                • #1403 Collapse

                  g han bhi forex trading time hi say hoti hai time ka koi pata nai ka kab loss hoja a aur kab profit is liya isay time dana chiya best of luck i love forex
                  :) practice makes a man perfect so be with demo trading :)
                  • #1404 Collapse

                    forex main jo cheez sab se ahmeyat ki hamal hai wo hat "waqat", "time". or forex main ap ne apne time ko apne haq main khud krna hota hai wo tab hi hota hai jb ap market ko study krna jante hon. es main time k lehaz se aik cheez or hai wo hai news, ap ko news pe bhi nazar rkhni chahiye
                    • #1405 Collapse

                      bilkul sahi kaha apne aksar aisa hota hai mere sath b huwa hai 1 trf trade lgaee hoti hai dosri tarf market aise up jati haik 10 se 60 tak pips up chali jati hai or hum trade nai lgate or phir pichtate hain k ye kiya huwa hamare sath
                      • #1406 Collapse

                        kjoi b business ho use time dena parta hai, to trade lagane or stop loss or take profit limit lagane k bad b aap ko bar bar market dekhte rehna chahye k uper ja rahi k neeche, or usi hisab se phir stop loss or take profit ko b set karna chahye. or koshish karein k jab trde lagi ho to intant execution select kar k dekhte rahein jese hi suitable lage execute ho jaein.
                        • #1407 Collapse

                          forex mein time ki bht ehmeyat hoti hai.time mengment k bger hm kuch ne kr sakty .jitna zayda waqt ham forex ko den dy utna hezayda profit ho ga hamyen .aur hm zayda sy zayda taraqee kr saken gy
                          • #1408 Collapse

                            Forex trading main time ki bahut ehmeat hoati hay iss trading main time kay hissab say asian aur european trading hoati hay agar aap oss time pay trading nhe karrain gay to aap iss trading main profit kay kam chances hoatay hain iss leay aap time kay motabik trading kea karrain
                            • #1409 Collapse

                              forex trading start karne ka koi time limit nahi hai,ap jab chahein is kaam ko start kar skte hein,day time ho ya raat ko kisi bhi waqt ap trading kar skte hein,ye bohat acha business hai sab ko ye business karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1410 Collapse

                                No dear is business me time ki koi ahmiyat nahi ha hm is business ko jb chahe tb kar skaty hain kyun k ye aik asab usiness ha jis se hm jitna chahe utna earn kar sakty hain or is business me hm achi earningh kar k career b asani se bana skaty haain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X