Learning ky lye Internet ki help lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learning ky lye Internet ki help lain

    As salam alikom forex trade ki learning kay lye boht plateforms hen hammy sab ko.use kar ky learning karni chaiye or sab say zayada apko forex ki learning kay lye internet or social internet use karna chaiye is say hammy boh TV achi learning hujati hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learning ky lye Internet ki help lain

      Ji han yaar friend aapane bilkul sahi kaha hai Hamen learning ke liye internet ka istemal karna chahie Jiski vajah se Ham bahut hi acchi learning hasal kar sakte hain isliye Hamesha hi ki Jyada Se Jyada Internet se attach hai aur social media se Vada Karen Aisi new se jo Hamen Hamare mind ko this stress Karti Hain usse Bacchan aur kamyabi Hasil Karen Hamen Internet se fayda Sal karna chahie na ke galat societies mein jakar galat guidance Hasil Karen
      • #18 Collapse

        Re: Learning ky lye Internet ki help lain

        Assalamu Alaikum dear friend Sab khairiyat se Honge
        Dear friend agar aap Forex trading about learning Lene Chahte Hain To aapko chahie kya aap Internet se help line Kyunki internet per videos aur website per Forex trading ki about bahut jyada information Hain jinko agar aap follow karte hain to aapko Forex trading ke about bahut Achcha sikhane ka mauka mil sakta hai Hamesha Forex trading ki about sikhate Raha Karen candlestick patterns ko try Karen aur koshish Kiya Karen ki Jitna Jyada aap Forex trading ki about Apne skills ko improve Karenge itna hi aapko fayda Milega kabhi bhi aapko kam karte hue overconfidence Nahin Hona chahie Hamesha confidence ke sath Apne kam ko perform Karte Raha Karen aur learning lene ke liye internet ka use Kiya karen to aapko Jarur fayda Milega aur videos ko bhi watch karte Raha Karen Unse bhi aapko acchi information mil sakti hai
        • #19 Collapse

          Re: Learning ky lye Internet ki help lain

          Ji hm hamay internet ki madad layni chahiya Q kay net hum wasay bhi use to karta hay is liya apnay net ka sahi istamal karhay aur is say fidha hasal karhay is liya hamay cahhiya kay mahanat karhay takay achay hasal ho skhay mahnat hamay kabhi bhi nai chorni chahiya takay agar hamay kamiyab hona hay forex trading may too hamay mahnat ziydhaa karna ho gi yahi bahtar hay hamray liya is liya mahnat karhay mahnat may azmat hay
          • #20 Collapse

            Re: Learning ky lye Internet ki help lain

            Assalam o alaikum umeed krta hon sub bhai kheriat say hon gay bahut he acha topiclearning k liay hmain internet ka use krna chahiay kiun k hmain internet say bahut se mazeed maloomat bhi hasil kr sktay hein aur experience bna k profit earn kr sktay hein kiun k jitna ilm zyada hoga utna zyada profit hasil krnay mein kamyabi hogi isi liay internet say help leni chahiay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Learning ky lye Internet ki help lain

              Assalam o Alaikum!!! ji bilkul apni sahi kaha agr hum Forex ko learn karna chahte hain to hamen internet ki madad se Forex ko learn karna chahie kiun ky internet ki madad se ham Forex ko ache se learn kar sakte hain Forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamen mehnat ki time investment ki achi experience or knowledge ki zarurat hoti hai jab hum kisi kaam mein mehnat karte hain time investment karte apni learning ko improve karte Hain Ham uska make successful bhi ho jaate Hain Forex mein bolo kamyab hote Hain Jo full mehnat ke sath ful learning ke sath apna Kam karte hain apna Kam ek responsibility samajh Kar karte Hain to isiliye hamen chahie Ham apna Kam ek responsibility samajh Kar Karen

              اب آن لائن

              Working...
              X