Mehnat ap ko success daty hy?.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Mehnat ap ko success daty hy?.

    Apne aap sab khairiyat se Honge ummid karta hun per Ek Bar Humse Achcha profit Hasil kar rahe Honge Aur kamyabi Ko Apna Muqaddar bana rahe Honge main aapse bhaiyon Se Ek Baat share karna chahta hun mehnat aapko success Deti Hai Kitni Jyada aap mehnat Karenge Ki Nahin kamyabi aapka Mukaddar Pankh sakti hai to Jyada Se Jyada mehnat Karte Rahen aur kamyabi Hasil Karte Rahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Mehnat ap ko success daty hy?.

      Ge mehnat ap ko success deti hai jitni zida mehnat kren gy otni zida kamyabi paeen gy baghir mehjnat ky ap kamyabi ni paa sakty haen kamyabi paany ky lye ap ko rozana mehnat krni parti hai daily ky daily ap ko kamm krna parta hai baghir kam ky koi fida ni hai jitna zida mehnat otna zida profit gain kren
      • #63 Collapse

        Re: Mehnat ap ko success daty hy?.

        Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum firex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat hi kamyabi ka raaz hai forex py. Thank you members...
         
        • #64 Collapse

          Re: Mehnat ap ko success daty hy?.

          Aslam o alaikum
          May umeaid krta hun k ap Tamam Forex member khariyat sy ho gay Aor apna kam time par kar rhy ho gy G ha doston yah baat bilkul theek hai ki koi bhi kam ho usmein agar aap bahut jyada mehnat karenge to hi aapko success hasil hoti hai kyunki mehnat hi success deti hai isiliye Tamam Forex member ko chahie ke Forex form per bahut jyada mehnat Karen aur kamyabi hasil Karen Agar Tamam Forex member Forex form per bahut jyada mehnat karenge Tu Hi ek acchi profit earning kar payenge
          • #65 Collapse

            Re: Mehnat ap ko success daty hy?.

            ISI mein Hi hamen achievement milati hai ISI mein Hi Ham kamyabi hasil kar sakte hain lekin mein yah sochne ke liye kam karte rahana chahie agaram apne aap ko kamyab banna chahte Hain to jitna Ham Na karenge apna jyada fayda hoga aur ham kam yah Bihar sarkar se karenge aur ismein hamesha har insan kamyab ho jata lekin unko apna Kam Karne se pahle mehnat karte rahana chahie jitna acchi mehnat karte rahega to usko jyada fayda hota rahega aur hamen bhi kamyabi milati rahegi agar Ham apne aap ko kamyab banana chahte Hain to hamesha ke liye achcha kam karte rahenge to ISI mein Hi hamara fayda hai jitna log achcha kam karte Hain to unko uthana kamyabi milti hai hamen bhi agar apne aap ko ek kamyab insan banana chahte Hain to hamesha ke liye yahi soch kar kam karte rahen ki hamesha mein achcha kam karenge to hamen paida hoga aur hamen acchi mehnat karni chahie jitna insan kamyabi asha karta hai to usko vah ismein Koi Na kami nahin Ho paati agar hamen apne aap ko ek achcha insan samajhna chahie to hamen jyada kam karte rahana hoga aur jitna jyada kam hota rahega tu utna fundamental fayda milta rahega aur ISI se Hi hamen Koi Na kami nahin ho sakti
            • #66 Collapse

              Re: Mehnat ap ko success daty hy?.

              Ji bilkul mehnat aapko success deti hai kyunki agar aap mehnat karte hain to aap jarur kamyab ho sakte hain isliye Hamen chahie ki mehnat Karen Maine ke bagair Koi bhi Insan kamyab nahin ho sakta kisi bhi kaam mein agar aap mehnat nahin karte to aap cal loss ho sakta hai isliye Hamen chahie ke Forex main Usko time de usko samjhe uske rules ko follow Karen uske bad hi Ham ismein mehnat karke hi kamyab ho sakte hain group mein nahin karte to aap kabhi kamyab nahin ho sakte shukriya.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #67 Collapse

                Re: Mehnat ap ko success daty hy?.

                Ji bilkul agar koi banda mehnat karta hai to mehnat ka fal Allah tala jarur deta hai kyunki Jo Banda mehnat karta hai to vah kamyabi bhi jarur pata hai arju Banda mehnat nahin karta hua kahe ke bus mein trade lagaun aur mujhe profit ho jaaye chahe use na Lage ho ya na ho aise log na kam hote Hain to hamen chahie ke pahle Ham mehnat Karen trading ke hawale se knowledge Hasil Karen FIR Ham trade lagaen kyunki frocks mein mehnat hoti hai jo bande ko kaamyab karti hai

                اب آن لائن

                Working...
                X