Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen
    Aslam o Alakum
    Dear forex members hamain kabhi bhi loss se dar mehsoos nhi karna chahye agar ham loss se dar ke trading karen ge to ham kabhi bhi kamyabi hasil nhi kar sakian ge kyun ke jab ap mistakes our loss ka dar dil main rakhte hain phir ap ko bhot zyada loss hota hai our ap kabhi bhi profit hasil nhi kar pate is lye hamin mistakes our loss se learning karni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

    is forum main apni mistakes ko avoid kar k hi hum acha ear karny k kabil h on gay tab hi hum sucesful trader ban sakty hain but hamain forum main leanr kar k hi hum achi trader ban sakty hain tab hi hum sucess ho sakty hain aur forum main planing kar k hi hum sucesful trader ban sakty hain tab hi hum real main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur forum main eanr ho saky gi
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

      dear is markeet main kaam karnay ka apka mashwra bilkul theek hay k agar ham is markeet main kaam kartay huway kuch aisi mistakes say parehsan ho kar kaam ko chor daitay hain to hamin is markeet main say kuch bhi hasil nai ho sakta hay jisk liye zarrui hay k ham markeet main har aik profit har aik mistakes aur har aik lose say kuch na kuch seekh kar kaam karain aur agar ham aisa nai akrtay hain to hamain is makreet main say kuch bhi wasool nai ho sakta hay jisk liye zaruri hay k ham market main aik propper planing say kaam karain.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

        Yes expert and successful trader banny kay liye apni mistakes say darny ki bajaye is say sabq seekhna chahiye. Forex main koi bhi ghalti jan boojh kar nai karta laikin is ghalti ko khtam karny kay liye hamain mehnat aur hikmat e amli ki zaroorat hoti hay. Tab he ham apni ghaltion per qaboo pa kar forex main acha munafa kama sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

          Ji han bilkul dear aapki baat sahi hai Forex trading Mein Humse kahan karte ho to Humse ismein bahut jyada mistakes hoti hai aur yah Kaisa business hai jismein aap mistakes Karte Hain To Aap Ki Ladai Mein ijaafa Hota rahata Hai Aur aapko is fayda hota rahata hai aap ismein jitni Jyada mistakes Karenge agar aap Unse learning Hasil Karenge to aapko Se Jyada fayda Hoga agar aap mistakes ko to 12 repeat Karenge aur usse knowledge Hasan Nahin Karenge to updating Mein kam Jawab Nahin ho sakte aur aap ismein cprofit Pasand Nahin kar sakte isliye aapko chahie ki aapas mein Achcha kam Karen aur aap ismein Main Na Karen Taki aapko yahan se knowledge Hasil ho sake trading main aap Jitna Janu knowledgeable Karke kam Karenge aur Itni Jyada working Karenge aapko ismein itna hi jyada fayda hone ke chance Hote Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

            Assalamoalaikum dear forex member

            Umeed krti houn ap sb thek houn gain main aj ap ko yeh batana chati houn k hamen kisi bhi kam main kamyabi k liye mehnat ki bahot zrurat hoti hai tb he kamyabi mumkin hai mehnat k bagir hm kbi bhi kamyab nahi ho sakty hm sy hr kam main mistake zrur hoti hain jin sy hamen sabaq hasil krna chaye na k dr k pechy nahi bhagna chaye hm sy agr bar bar mistake hiun kisi bhi kam main tou haman us maistake ki wajha jannuni chye phir us ka selloutin dhoundni chye phir usy achi trhan cover kr lena chye kioun k insan ghaltioun sy bahot kuch seekhta hai hamen chye k hum next time zyada mehnat kren ta k kamyabi ho aur hm apny business main kamyab ho jyen aur hamen loss bhi ho jye tou giveup nahi krna chye bl k himat sy kam krna chye tb hi hamari earning achi ho gi aur acha bonus mily ga aur kamyabi sy apny work ko jari rakh saken gain.thanks
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

              Ji aapane bilkul theek kaha hai mistake se Ham learning Karte Hain mistake se Ham bahut Kuchhsakte hain Agar Ham Soch Samajh Kar kam Karenge To Ham se koi bhi mistake Nahin hoge Agar Ham Soch Samajh Kar Kam Nahin Karenge To Ham se bahut se mistake ho sakte hain aur Jiski vajah se ham hi bahut jyada loss uthana padta hai mistake se Ham bahut Kuchh sakte hain Jab Hamen apni mistake Ka Pata Chalta Hai To Ham Dobara vahmistake Nahin Karte Jiski wajah se Hamen loss vah hota hai Hamen loss se bachne ke liye apni mistake ko theek karna chahie aur dubara mistake Nahin karne jaenge Hain
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                Bahut jyada trader Jo Forex Mein loss karte hain vah Apne mistake ko ignore kar dete Hain Jab Forex trading ke andar mistake karte hain aur trade Mein loss hasil Karte Hain To Uske bad vah Apne mistake ko Sahi Nahin Karte Balke wo mistake ko ignore kar Jaate Hain Jiski vajah Se Jab vah again market ke andar work Karte Hain To fir vah previous mistake ki vajah se apne account ko wash kar lete hain Agar Ham ismein Apne mistake ko Sahi Nahin Karte Hain To Hamen ismein bahut jyada loss hota hai To Hamen chahie ki Ham Jab Bhi mistake Karen To Apne mistake ko Sahi Karen aur uske bad again is market Mein trade Laga
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                  Gyan bhai bilkul Hamen Aisa karna chahie mistake se bhagna nahin chahie Bal ke mistake ko face karna sikhe jisse Ham bahut hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Agar mistake to improve Nahin Karenge To Kabhi Kam Yad Nahin Sakte Jaise kya Sab Jante Hain forex for Mein Ek bahut hi Achcha trading business mein bahut acche na Sarkar lete hain jaldi AAP Sab Jante Hain forex for Mein Ek bahut Achcha profitable business Hai Jis Mein Manata hardworking Sapna work complete karte hain aur Kamyab Ho Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                    dear friends ap ny bilul sahe kaha hy jo log loss sy darty hen wo forex trading nai kar sakty is liye hamen chaye k ham jab b forex tradiing karen to ham apny dil sy dar ko nikal den ta k ham easily apni trades laga saken agar banda dar kar trading karta hy to wo kabi b kamyab nai ho sakta
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                      ismein agar humse Koi galti Ho jaati hai Koi mistake Ho jaati hai to hamen yah sochana chahie ki hamesha main use waqt bhi apna Kam achcha kar sakte hain aur hamen jyada hi pad hasil ho sakta hai isliye hamen jo bhi kam karna chahie to hamesha ke liye soch samajhkar karte rahana chahie agar har insan Jo kaam karta hai to vah soch samajhkar karta hai aur usko jyada fayda ho sakta hai hamen bhi achcha Kam Karne se Koi Na kami nahin ho sakti aur har insan use waqt Tak Na kam ho jaate Hain jab tak unki acchi mehnat nahin ho sakti lekin hamen agar apne aap ko ek kamyab banana hai to Ham jitna chi mehnat karna chahe to kar sakte hain aur is hamen jyada fayda ho sakta hai isliye apne kam ko achcha karne wala har insan nakam nahin ho sakta agar hamara kam jyada na kam hoga to hamen ismein Koi mehnat ka fayda nahin milta lekin hamen apne aap ko ek successful banane ke liye kitni mehnat karni chahogi to Ham apni acchi kar sakte hain aur hamen jyada fayda ho sakta hai aur jo log itni jyada mehnat karte rahte Hain to unko itna jyada hi paida hoga aur Varna Kam nahin ho sakte isliye hamen bhi apne aap ko kamyab banane ke liye jitna mehnat karni chahie to Ham karte rahenge ISI mein Hi hamara fayda hai aur hamesha achcha kam karte rahana chahie ismein jitna hamara kam achcha hoga to hamen uthana jyada hi fayda hoga aur ham kamyab Ho jaenge apne aap ko nakam samajhne se hamari galti hogi isliye Ham apne aap ko nakam Na samjho maal ke apna Kam achcha karne se hi jyada fayda hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                        Hamesha mistake se Hamesha karna chahie koi bhi mistake hoti hai usko almost Hamesha finished Aaj time Karni chahie Is Tarah Agar finish Karke Ham Agar kamyabi ke liye good try karte hain to Humse again to again mistake bilkul Nahin Hoti aur koi bhi repeated humse Agar posting Hoti Hai To usko almost Ham Hamesha manta hai main Karte Hain Is Tarah agar bantai mein Hamara posting Karenge to Hamari plan ke Mata Pita Hamesha kamyabi Milegi Hamara takat bhi complete hoga Is Tarah profitable Business mein fayda Hoga time Karenge isliye Hamen kamyabi Hasil karne ke liye good time Achcha Laga Na Hoga Forex Mein Lagana Ho Gaye Sar Hamare liye kamyabi bahut Aasan Ban Jayegi Agar Nahin lagaenge to Forex Mein kamyabi vahan Sar karna that's impossible Hamesha impossible ko fansi Hamesha possible Banakar Aaj abhi Forex mein se kam Karenge acchi trading Karenge and most profitable business aapko chahti dega
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                          Aslam o Alakum
                          Dear forex members hamain kabhi bhi loss se dar mehsoos nhi karna chahye agar ham loss se dar ke trading karen ge to ham kabhi bhi kamyabi hasil nhi kar sakian ge kyun ke jab ap mistakes our loss ka dar dil main rakhte hain phir ap ko bhot zyada loss hota hai our ap kabhi bhi profit hasil nhi kar pate is lye hamin mistakes our loss se learning karni chahye.
                          Assalamu dear forest member aapane Sahi kaha ki ki ful form ke upar kam karne se hamen jyada success milati hai isliye hamen chahie ki Ham forest ke upar apna Apne kam ko mehnat aur Lagan ke sath Karen taki Ham Apne 3rd mein loss ko third ka bonus Aaya Na kiya jaaye.isliye hamen lor se darna Nahin chahie BEL ke apne loss ko cover karne ke liye sach mehnat Karni chahie aur agar Ham manate karenge to isase hamen Apne lover se hamen aur bhi success aasan Hoti hai jiski vajah se Ham Jin Galti hone ki vajah se Divas per chale jaate Hain dobara Ham UN galiyon ko Nahin repeat karte isliye Forex ke upar successful ban sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                            ji han bilkul aapki baat ki ke Forex Mein hamen loss se darna nahin chahie badal ke mehnat karni chahie aur himmat ke sath apna Kam complete karna chahie hamen jyada Se jyada mehnat karni chahie aur apne loss Se bachne Ke liye hamen mehnat karni chahie sab jante Hain ki Forex ek bahut achcha online business hai Ham is Forex Mein apna Kam complete karke aur mehnat karke ismein interest lekar ki kamyabi Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes our Loss Se Darian Nhi Balke Mistakes Se learning Karen

                              g bilkul agr insan kahy k mujh se kbi b ghlti na o to me to kehti hn k ays koi insan nhi jo ghlti na krta ho iss ley behtr h apni ghlti p rony peetny ki bjay uss p ghor kren uss se sekhen ap takeh mzeed kbi b ap se koi glti na ho . ok friends

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X