What is CCI indicator in forex ..!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is CCI indicator in forex ..!
    Salam all friends aik dafa phir apky sath kuch indicators ki fehnumai or used ka tareeqy qaar share krny aya hun..
    G dosto CCI indicator stands for Commodity Channel Index..! Iss indicator mai 2 level hoty hain,Wahan first level py 100 ko remove kr ky +150 likhna hai or dosry level ko remove kr ky -150 likhna hai.
    Uss ky bad chart open ho jaye ga , iss mai simple c strategy hai jesa ky 2 level lagaye gye hain jab market +150 ky upper ya us py ho tu apny moqa dhoondna hai sell ka or jab -150 py ho tu apny moqaa dhond ky buy krna hai,
    jab tk market -150 ko touch kr ky wapas nechy ki trf rukh na kry us time tk apny trade nhi lagana sebuy ka, or same usi trha +150 ka bhi jab tk market nechy ja ky dobara nechy ka rukh na kr ly apny Sell nhi lagana .
    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is CCI indicator in forex ..!

    forum main indicato ko use kar k hi hum achi trader ban saktya hin tab hi hum sucess hon gay tab hi hum achi real main kam kar sakty hain trader ban skty hain practice kar k hi hum achi trader ban sakty hain tab hi hum sucess hon gay tab hi hum planing kar k hi hum achy say trader ban skaty hain aur fourm main emotion ko kabo main rakhna ho ga tba hi hum run karin gay
    • #3 Collapse

      Re: What is CCI indicator in forex ..!

      mujhe is ka nahi pata aur main uis ko bilkul use nahi karta hoon main ap ko suggest karoon ga ke ap jis bhi indicator ko use karna chahte hain bus mehnat se kaam karain aur acha kaam karian kyon ke acha kaam karain ge to ap earn kar saken ge agar ham mehnat se kaam karain ge to ap ko acha earn karne ka moka mile ga aur hmain earning ho gi mehnat se aese mumkin hai
      • #4 Collapse

        Re: What is CCI indicator in forex ..!

        walekum assalam dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Pakistan Forex forum parishya ki hai dear Ham Sab Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein kam karne ke liye hamare pass ismein different indicators hote hain Jin Se market Mein kam Karke Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Jis Tarah aapane commodity channel Intex ke bare mein Hamen bataya hi dear Ek bahut hi Jabardast indicator hai jo market ke movement aur aapko overbought oversold ke bare mein bataen hai aap ismein kam Karke aap market Mein short term trading bhi kar sakte hain aur aap ismein long term trading bhi kar sakte hain agar aap per spasht Mal acche se Karenge aur demo Kaun per practice Karke Karenge to aapko uska Jyada fayda hoga.
        • #5 Collapse

          Re: What is CCI indicator in forex ..!

          Is market ke andar bahut jyada indicator hai jo ke free mein Milte Hain aur ped Milte Hain Agar Ham ismein beginner hai hamare pass Jyada investment Nahin Hai To Hamen chahie ki Ham ismein moving average indicator ka istemal Karen moving average indicator Ek Aisa indicator Hai jisse takriban Tamam traders istemal karte hain aur isase fayda Utha rahe hain Agar Ham is indicated ko istemal Karte Hain To Ham is market ke andar bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain yah indicator Ham Kisi bhi time frame ke andar Laga sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: What is CCI indicator in forex ..!

            Is market ke andar bahut jyada pointer hai jo ke free mein Milte Hain aur ped Milte Hain Agar Ham ismein novice hai hamare pass Jyada speculation Nahin Hai To Hamen chahie ki Ham ismein moving normal marker ka istemal Karen moving normal pointer Ek Aisa marker Hai jisse takriban Tamam dealers istemal karte hain aur isase fayda Utha rahe hain Agar Ham is demonstrated ko istemal Karte Hain To Ham is market ke andar bahut howdy Achcha benefit Hasil kar sakte hain yah pointer Ham Kisi bhi time period ke andar Laga sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X