do you ever trade in Gold?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Gold ki price fluctuation bohat teez hoti hai. is ka spread be ziada hota ha. Gold k name pe attract ho k kabi start main trading nae krni chaye. ziada tar aesa dekha gya ha k log start main bara hath mar lete hain Gold ki trade kr k lakin uss se ziada nuksan krwa bethte hain. Start main sirf aik pair pe trading krna better ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      g nhi asi koi bat nhi ha mara dost abhi tak mene gold par trade nahi kari ha so filhaal me is waqt is ke barey me kuch nahi keh sakta hoon kuch friends kartey hai or is se bhi acha profit uthaate har par riski bhot hota hai ...........
      • #483 Collapse

        bhai jaan jaan hum ko har trade bhai jaan gold may nahi karna chay kayun kay gold asa pairs hai jis may lose be kho sakta hai
        • #484 Collapse

          Gold ki trading mushkil hai or risky bhi lakin agar aap ko is main acha signals dena wala koi bnada mil jaye tu mera nahi khayal ka aap hickachana chahiya is main profit kafi hota or usi hisab sy loss bhi kafi hota hai lakin mera kayal main theek hai
          • #485 Collapse

            Gold trading Bohat he risky hai gold mein trading k liye Bohat ziada experience or knowledge ko zarort hoti hai new trader ki hargiz gold mein ni trading karni cahiye
            • #486 Collapse

              Gold is fast moving commodites if you are big investor and want big profit have ability to take risk then it is suitable for you other wise you will lose your money when it will be a little agianst your position so firast get experince in smooth items like currencies and copper then you move towards gold.
              • #487 Collapse

                bhai jaan forex mein gold trading karna bohat mushkil hai is ke liye apko big account bana na ho ga or apko forex am trading karny ak complete knowledge haasil karna hoga aur ap easy gold trading kar sakte ho.
                • #488 Collapse

                  G han dear mere khyl mai humain gold trading k lye kafi investment ki zaroorat hoti hai q k gold trading mai fluctuation bohat ziada hoti hai but agar hum isy karna chahty hain to humain chhaye k is mai lot size kafi chota rakhen or kam az kam 500 $ ka account ho to karen start
                   
                  • #489 Collapse

                    main gold pa last mouth trade ki thi bus Mara pora account wash ho gaya tha kiyo ka main nja Gold ko tehk sa analysis nhi kiya tha dost ka kehna pa laga di the trade our mujeh loss hoga Gold pa kam Karna bht difficult ha .
                    • #490 Collapse

                      Brother main ne tu abhi tak waise trading sahih tarhan shuru nai ki liken mere khayal main experience walon ke lie zada faide mand hai or jin ko experience nahin un ke lie loss zada hone ke chances hote hain kiun ke gold ki keemat daily basis par variate karti hai or ye achanak upar ya neeche ho jati hai. Isi waja se jin ko experience hai or wo updated rehte hain market se tu wo is ka faida utha sakte hain.
                      • #491 Collapse

                        nahi mere dost mene kabhi bhi gold me trading nahi ki hai me just currency pairs per trading karta hon and me is me he khush hon gold ke lye mere pas koi experience nahi hai is lye me gold per trading nahi karta hon .
                        • #492 Collapse

                          gold trading aik asi trading hai is me ap knowledge hasil kar k easy trading kar sakte ho is me koi mushkil nhi hai ye muskil bhi hai jin ko trading ka knowledge nhi hai wo is par trade ker k ahi earning hasil ker sakte hain.
                          • #493 Collapse

                            my dear friends main tu gold ko risky kehta hoon aur app ko bhi agher karna hay tu app ko is ke liye app ko zada se zada investment karna ho ge aur app ko jo bhi trade karna hay is main app ko kam nafa lena hi acha ho ga ;;;;;;;;
                            • #494 Collapse

                              wesy muje gold ka koi expeirence tu nahi hai lekin ye zarror keh sakta hoon k es mein kafi experience man he work karay tu successful hotay jab k currencey k rate aik ya do week mein down a jata hai jab k gold mein koi gunjayas nahi
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                gold mai investment kay liye kafi zyada capital darkar hota hay aur yeh risky bhi boht hay jis mai trader ko loss hony ki surat mai huge amount zaya hoti hay new trader ko gold mai invest nahe karni chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X