do you ever trade in Gold?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    hai es k lye apko big account bana na ho ga or apko forex am trading narky ak complete knowledge ahsil karna ho ga or ap easy gold experience nai hay gold main trading ka but itna knowledge zaror hay kay gold main trading krna big risk hota hay aur is kay laye ap kay pass
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      yr i think in the begining hmy gold mai trading nain kerni chaahiay jo hmra new trader k liay behter ha k wo forex pair me hi trading kary ku kay gold me trading k liay bht zada experince o\chaye hta hay or es aky lye apka balnce hna bi bht zarury hy zda balnce hna zarury hy,...
      • #288 Collapse

        yes i do trade on Gold and also do trading on Gold it is not so easy to earn money from Gold with low investment because its movement is to much fast then any currency pair.
         
        • #289 Collapse

          Brother main begginer hn aur main ne sab se zeda trading gold main ki hia gold main trading ka faida ye hai k iss main market ki movement tez hoti hai jiss se aap ko zeda profit kam time main ho sakta hai aru nuqsan ye hai iss main loss ka bhi risk zeda he hota hia .
          • #290 Collapse

            dear gold bohat he high pair ha is lye is par trad karny k lye kam sy kam 1000$ tak ka balance hona zarori ha kiyon k is par loss profit kafi hota ha or backup agar acha na ho to ap achi earning nahi kar sakty is lye acha experience or backup to to trad karna behtar ha
            • #291 Collapse

              no friends i have not done trade in gold yet thats why i cannot share my experience with you.but it is right that if the trading in gold gives you more profit but similarly it gives you the loss in high amount as well ,therefore it is a high risky trading.
               
              • #292 Collapse

                gold trading aik bohat hi risky kanm hi jis main ap ko bari investment kerni ho gi orr achi learning or proper trading plan ke bagar aqp iss main kamyb nahi ho sakte iss lye ap ko mohatat ho ker trading ekrni ho gi
                • #293 Collapse

                  je han main be boht bar es main trading ki hai muger ye boht dangerous hai aur app ko es main some time faida hota hai aur some time app ko es main loss hota hai so forex trading amin ye boht he important kam hai aur app ko es main nuksan ki ratio boht hai
                  • #294 Collapse

                    Gold is a good metal for trade but here we need a big capital. My capital is so small so I never trade in gold. I am new in forex and with a demo I am trading with currency.
                     
                    • #295 Collapse

                      Gold ka commission spread ziyada hota hay jis ki waja say aksar logo ko gold ki trading may loss hi hota hay. Gold ki trading mushkil nahi hay lakin Gold may trading kernay kay kiyee backup may dollar ziyada honay chahiyen aur lot ka size bhi buhat chota hona chahiyee kiun ke is may movement buhat ziyada hoti hay aur spread ziyada honay ki waja say loss aur profit bhi ziyada hota hay. Thanks.
                      • #296 Collapse

                        dear dost mai forex trade business me naya hu mai is business me kabhi bhi gold se trade nehi kia hai aur mai chata hu is business me trade karke eak achi trader banna aur mai age jake gold me bhi trade karna chata hu
                        • #297 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MeAsadRaza پيغام ديکھيے
                          what are the effects of trading in gold? is it wise for a beginner to trade in gold?
                          Mujay thora time he huwa hay forex trading main aur mainy 3 say 4 dafa gold par trade ki hay aur mainy loss he kea hay mery khyal main gold par trade karny kay liey humary pass capital ziada hona chhiaye.
                          • #298 Collapse

                            ji mein ny kch dfa ki hai gold py trade py wo bhi best hai but mein euro vs usd mein kam krta hun mje es pair mein kam krna acha lgta hai or mje ziada smjh bhi yehi ati hai es liey mje lgta hai k mein es mein kam kr k ziada profit bna skta hun gold ki nisbat ....
                            • #299 Collapse

                              Mere khayal me beginner ko gold me trading karne ke bajae currency pair me Ziyad trading karni chahiey Q ke Gold ki trading ziyada risky he lekin ec ka matlab ye nhi ke gold me trad na karen bal ke khoob achhi tarah technical aur fundametal ko dekh aur samajh ke aur apne Expert se poochh ke trading karni chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                log currency par trade kar aur phr achi earning kea stah sath aur acha experienced hasil kar kea ek acha skills ya strategy ko follow kar kea gold par tarde karin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X