Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain
    Loss ho jane ke bad har EK member ko vah recover karna hota hai aur yahi vajah hai ki maximum members isko acchi tarah se recover nahin kar paate hain aur har EK member ko yah recover kar lene ke liye bahut jyada acchi tarah se help Lena hoti hai aur koi bhi member jab isko recover kar lena chahta hai to usko chahie ki vah apne experience ko bahut jyada acchi tarah se istemal Kar Le aur koi bhi trade agar usne open karna ho to use state ko pahle acchi tarah se manage kar le kyunki Management kar lena hi sabse jyada acchi baat hai aur is tarah se members ko trading mein aur bhi jyada helpmate jaati hai aur members ko kabhi bhi jyada risk nahin Lena hota aur har ek number ko risk Management kar lena hi sabse jyada important hai aur aise members ke Jo apne risk ko acchi tarah manage nahin karte yahi vajah hai ki FIR unko loss ko recover karne mein Na kami Ho jaati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

    HARDWORKING IS IMPORTANT FACTOR
    ACHI INFORMATION KA HONA
    ACHY KNOWLEDGE KA PASS HONA
    SAB NEWS KO LEARN KARNA JO AMRKET MA ZROORI HA
    INDICATERS KO FOLLOW KARNA
    SAB ANALYSIS KO APPLY KARNA
    ACHI STRATEGY BNANA
    MARKET MA TIMING KO SET KARNA
    MARKET MA TRADE KARNAY KAY LYIA ACHA PLAN BNANA
    YA SAB YA JIN KO APP FOLLOW KAR KAY ACHI TRADE KAR SAKTY HA Is ilawa lalach karty hn is liy Ham kamyab nh ho sakty.
    • #3 Collapse

      Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

      dear members jis tarha say ham markeet main achi earning k liye achi koshish kartay hain jis main hamain kuch na kuch acha he milta hay hamri har aik koshish say to waiay he hamain is markeet main lose k honay k baad agar ham koshish isi tarha say kartay k hamara lose recover ho jaye aur ham phir dubara markeet main achi trading kar sakain lose ki recovery ka amal baht he mushkil bhi hota hay aur asaan bhi aksar maximum traders lose ki recovery k liye is liye nakaam hotay hain qk jub hmaian is markeet main lose hota hay to hamin aik pressur main double kisam ki pareshani dikhai is liye daity hay qk aik to hamain is markeet main kaam karnay k liye agay barhana hota hay aur stah sath dusra hamain is markeet main honewalay lose ko bhi recover karna parta hay jis main hamain mined pay aik dabao milta hay jis say ham aur ziada ghusay say markeet main kaam kartay huway har aik lots ko big kartay jatay hain jis k baad hamaray liye markeet main lose ko recover karna bahut he mushkil ho jata hay agar ham lose honay k baad markeet manin kam say kam lots aur chotty say chotyy lots k sath kaam karaty hain to hamain is market main lose ko recover karnay k liye aur bhi asaani ka milna asaan ho sakta hay aur agar ham aisa nai kartay hain to usk liye hamain markeet main na lose ki recovery mil sakty hay aur na he ham is markeet main kaam akrnay k liye kooi mazeed trades lay saktay hain jisk liye zaruri hay k ham is tarha say kaam karna start kr dain k hamaray liye makreet main earning ki limits ko kam karnay say ham is markeet main lose ki recovery bhi kar saktay hain aur ham sath sath is main mazeed earn bhi kar saktay hain isi tarha say ham markeet main dono tarha ka kaam kar saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

        Loss ko recover krna..
        Forex forum Mein Hamen sabse pahle koshish Karni chahie ke apni trading ko paste banaen Agar Ham demo per working karte rahenge to Hamari trading bahut best ho sakti hai aur ham Ek acche trader Ban sakte hain Jab Ham real account per working Karenge to to vah kabhi bhi loss Mein Nahin Jayegi Agar Ham expert Ban Jaate Hain To isliye Hamen chahie ke Ham real account per working karne se pahle demo per bahut jyada mehnat Karen Jab time over working karte rahenge to bahut jyada fayda Hoga Kyunki demo per kam karne se bahut Achcha experience Ho Jata Hai Jab Ham demo per Achcha experience Lenge to real account per worker na bahut se Aata Aasan ho jaega isliye real account per Hamara loss Nahin Hoga Agar kabhi loss ho jata hai to use jaldi hi recover kar lena chahie Kyunki Itna Dil Ti Ham loss ko recover Karenge itna hi Hamara fayda Hai Hamen loss ko abhi bhi nahin 20 new Rakhna chahie Kyunki Los Agar jyada ho jaaye to aap ko profit Nahin Milta aur kabhi bhi Ham profit Ko withdraw Nahin Karva Sakte
        Loss recover krny ma nakaami.
        Member School job loss ho jata hai to vah usse recover karne ki koshish Nahin Karte aur apni working ko stop kar lete hain Jab apni working stop Karte Hain To unhen bonus Bhi Nahin Milta Jiski vajah se vah Dobara trading Karke Apna loss recover karne To Hamen chahie Agar Hamen loss Ho Jaaye to apni working ko stop na Karen continue rakhen Taki Jyada bonus receive ho aur ham acchi trade lagakar Apne loss ko recover karne isliye Hamen chahie Ke Na loss Shirur bhi recover Karen Ek acchi trading possible ho sake aur jab Ham Apne blouse par focus Karenge tabhi glossary cover hota hai aur bahut se log dost ko recover Nahin Karte uski vajah Se unhen Koi amount earning ke liye Nahin Mil sakti Yahi Unki na Kami hai ki vah Apne lost per focus Nahin Karte aur trading ko serious Nahin lete
        • #5 Collapse

          Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

          Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Forex trading Mein members kam kar rahe hote hain to maximum member nuksan ko recover karne ke liye Jab try karte hain to na kam ho Jaate Hain aur Apna account bhi bilkul wash kar dete Hain I think Ek Achcha trader Hamesha Vahi ho sakta hai jo Apna last recover karna Janta Ho Jis trader Se Apna nuksan recover Nahin Hota vah Kabhi Bhi Ek Achcha trader Nahin Ban sakta Kyunki Forex trading Mein nuksan Hona Tu Itni Badi Baat Nahin Hai expert aur senior trader ko bhi sometime nuksan Ho Jata Hai Jiski reasons aapse already discussed kar chuke hain ki market Ki Aane pected movement sometime bahut Sare members ke liye masla banti hai.

          Jab Forex trading Mein different members ko nuksan hota hai aur vah usko recover karne ki koshish Karte Hain To vah galat decision Le Jaate Hain Kyunki vah jaldbaji Mein Koi decision Le lete hain Jiski vajah se unko Jyada nuksan Hona shuru ho jata hai aur kuchh members to aise Hote Hain Ki Jab unko nuksan recover karna ho to vah Kahate Hain Ki maximum lot size ke sath chat Laga Lete Hain Agar ismein market Humko favour Kar Gai to bahut jaldi Ham Apna nuksan recover kar denge aur uske sath Sath Ham ko bahut jyada profit bhi ho jaega.

          Aur bahut Sare member Jab nuksan korika aur karne ke liye TRAI karte hain to market Mein Chinti Ka Intezar Nahin Karte aur uske sath planning Nahin Karte agar aap planning Karke market Mein nuksan ko recover karne ki koshish Karenge to usse aapko bahut jyada benefits were advantages mil sakte hain aur aap aasani ke sath apna nuksan bhi recover kar sakte hain aur uske sath aapko profit bhi ho sakta hai isliye kabhi bhi e market Mein nuksan ko recover karne ke liye koi galat decision na Nahin aur acche Tarah Soch Samajh Kar Hi market Mein entry len
          • #6 Collapse

            Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
            Loss ho jane ke bad har EK member ko vah recover karna hota hai aur yahi vajah hai ki maximum members isko acchi tarah se recover nahin kar paate hain aur har EK member ko yah recover kar lene ke liye bahut jyada acchi tarah se help Lena hoti hai aur koi bhi member jab isko recover kar lena chahta hai to usko chahie ki vah apne experience ko bahut jyada acchi tarah se istemal Kar Le aur koi bhi trade agar usne open karna ho to use state ko pahle acchi tarah se manage kar le kyunki Management kar lena hi sabse jyada acchi baat hai aur is tarah se members ko trading mein aur bhi jyada helpmate jaati hai aur members ko kabhi bhi jyada risk nahin Lena hota aur har ek number ko risk Management kar lena hi sabse jyada important hai aur aise members ke Jo apne risk ko acchi tarah manage nahin karte yahi vajah hai ki FIR unko loss ko recover karne mein Na kami Ho jaati hai
            G dear lose recover karna kafi muahkil ho jata hai us ki waja ye hai kay ap kam kartye hain tu ap ko kub es mai lose hota hai tu ap kafi presher mai a jatye hain jis kay bad ap es mai acha kam nhi kar patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai kosesh karain kay ap acha kam karain aur ap es mai daikhain kay ap ko start mai lose na ho kiyu kay ager ap ko es mai start mai loseho jata hai tu ye ap kaliye kafi masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es kay start mai acha kam karain ta kay bad mai ap ko es mai lose na ho aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay mahnet kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap trade open karna hai ap nay tu ap ka kam hai kay ap es mai tab tak trade open na karain jis time pay ap kay pass moqa nhi hota hai ap ka kam hai kay ap es mai zayda jaldi say kam na karain ap ka kam hai kay ap es mai waite kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay ap es mai waite kay beghair kam kartye hain tu es mai ap ka kafi nuqsan ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap trade open kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai usi time pay acha kam karain ta kay bad mai ap ko lose ki tenshion na ho aur na ap ka es mai lose ho ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyab ho jatye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay acha kam kartye hain tu ap es mai kamyabi hasil kar laitye hain tu ap acha kam kartye hain tu kamyab hamesha ho jatye hain ap es mai mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

              Je forex ma loss sb ko hota hai. Loss sy bachna mushkil he ni na mumkin hai. Chahe senior ho ya junior loss usko bardast karna he parta hai. Jo trader loss sy bilkul bachna chahta hai wo trade na he kary to behtar hai. Forex trading ma kahe bar loss ko recover karna etna mushkil ho jata hai k es ko recover karny sy easy to account wash karwana lagta hai. But ik trader loss ko control kar sakta hai or account ki behtar management sy loss ko kam sy kam stage par ley ja sakta hai. Loss sy pareshan ni hona chahe balky es ko full confidence k sath recover karny ki khosis karni chahe. Har bar loss ko recover karna hamy ik sabaq sekha kar jata hai. Jo es sabaq ko sekhny ki khosis karta hai us ka loss phr loss ni rehta balky knowledge gain karny ki waja ban jata hai. Loss ki behtar management or esko control karny par tori si discussion kar lety hain:-

              How to recover loss

              Trader jb trade open karty hain to loss k factor ko bilkul ignore kar rahy hoty hain. Wo serf profit k bary ma he sochty hain but jb unko loss hota hai to wo mayoos ho jaty hain. Ik trader loss ko kafi had tak control kar sakta hai. Wo lot size asy select karta hai k loss kam sy kam ho. Yes asa karny sy uska profit b kam ho jata hai but ik acha trader kam profit ko zayada loss par prefer karta hai. Wo ye sochta hai k big loss ko recover karny sy bhot behtar hai k small profit par he iktafa kiya jae. So wo small profit par sabar o shukar karta hai. Trader ki besabri usko big loss ma dabu deti hai kiu k wo ye chahta hai k usko abi or ese time maximum profit ho jae. But asa ni hota profit k lae hamy market ki big movement ka wait karna parta hai. Himmat or hoslay sy account ko manage karny wala trader hamesa kam loss ma rehta hai kiu k wo fazool trades open ni karta or big lot sy trade ko bilkul importance ni deta.
              • #8 Collapse

                Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                Assalamu alaikum all members Aaj Ham aapko bataenge ki maximum members loss ko recover karne mein kyon na kam Hote Hain Aise members loss ko recover karne mein nakam Hote Hain Jinke Paas experience or knowledge Nahin Hota aur vah Market Mein trade Laga Dete Hain Aise member Jo market Mein trade Lagana Chahte Hain unhen jaaiye ke sabse pahle market ko acchi Tarah Se Samjhe Jab vah market ko acchi Tarah Se samajh Le To Uske rules ko bhi acchi Tarah Se Samjhe Jab vah market ko aur uske rules ko acchi Tarah Se samajh Lenge to vah bilkul Bhi Na Kam Nahin Honge aur kabhi bhi loss Nahin Utha Payenge Agar Ham Bhi Apne Business mein hone wale loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham sab se pahle Apne experience or knowledge ko badhaen aur Market ka acchi trans analyses Karen Jab Ham market Ka acchi Tarah se analyses kar lete hain To Hamen loss hone ke chance kam ho Jaate Hain Agar ham apne business se profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle acche experience aur knowledge ke sath market ko samjhe aur uske rules ke according market Mein acchi trade lagaen Jab Ham market Mein acchi trade lagayenge aur uske rules ko follow karte hue Apna Kam Karenge To Ham profit Hasil kar Sakenge Kisi bhi business se profit Hasil karna Itna Aasan Nahin Hota profit Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat karni padati hai aur mehnat karne ke sath sath Uske rules to follow karte hue Apna Kam karna padta hai aur Hamen Apna business karte hue Kisi bhi kism ka lalach nahin karna chahie Agar Ham lalach Karte Hain To isase Hamen sirf aur sirf loss hota hai aur Itna loss hota hai jisse Ham recover bhi nahin kar paate Hamen Apna business Positive Thinking aur acchi planning ke sath karna chahie Taki ham loss se buch sake aur profit Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                  dear friend, big loss ko recover karna aik difficult task ha, jis k liay proper time aur situation ka wait karna parta ha, lakin maximum members is ko recover karnay ma nakam ho jatay hain aur apna account wash kara laitay hain. is ki main waja jaldbazi aur learning ki kami hoti ha, loss ko recover karnay k liay tahamul sa kam laina achaiay aur ye baat b m8nd ma rakhain k hm sara loss aik hi trade ma recover nhi kar saktay bl k ye thora thora kar k recover karna ho ga aur is k liay market par focus kar k achi oppertunity ka wait karna paray ga, agr jaldbazi sa kam lain gay to mazeed mistakes sa aur ziada loss kara lain gay aur apnay account ko risk ma dal k wash kara lain gay, hm trading ma loss sa bach nhi saktay q k ye exeprt traders ko b hota ha, lakin is ko apni learning aur experience sa minimise zarur kar laitay hain, agr risk management aur money management k sath trade ki jay to loss ko kafi hd tk control kia ja sakta ha, loss ko hmesha small lot k sath recover karain aur big lot use karnay sa avoid karain, aik time ma aik hi trade open karain ta k us par behtar focus kar sakain aur agr market koi unexpected move karti ha to hmain ziada loss na ho, trading ma sl aur tp jaisay mufeed tools ko lazmi use karain q k in sa b hmari trade kafi safe rehti ha aur without any risk loss recover kar sakain gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                    Maximum members loss ko recover karne mein isliye na kam hote hain Kyunki unke pass Jyada experience or knowledge Nahin hota agar unke pass Jyada experience aur knowledge Ho ka to vah Kabhi bhi loss Mein Nahin aaenge isiliye unhen chahie ke vah without experience aur knowledge ke market Mein trade na lagaen without experience aur knowledge ke market Mein trade Laga Ke vah Khud Ko nuksan pahunch Jaate Hain Agar vah market Mein trade Lagana Chahte Hain To unhen chahie ki vah sabse pahle market analysis Karen aur usko acchi Tarah se samajhne ki koshish karen

                    Vah market ko jitne acche tarike se samajh Lenge utna hi profit Hasil kar lenge aur loss ko recover bhi kar lenge bahut se members loss ko recover nahin kar paate Kyunki vah without experience aur Market ko samjhe bagair hi trade Laga Dete Hain aur bol trade Lagane ke bad market ke rules ko fal karte hue Apna Kam Nahin Karte Jiski vajah se unhen bahut loss ho jata hai aur Itna loss ho jata hai ki vah use recover hi nahin kar paate Agar Ham loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki sabse pahle market per analyses Karen usko acchi Tarah Se samajhne ki koshish karen Jab Humko uski samajh a Jayegi To Ham acchi train Laga Ke Achcha profit Hasil kar lenge Jyada profit Hasil karne ke liye Jyada mehnat Karne ki jarurat hoti hai agar Ham Jyada mehnat Karenge To Ham Jarur kamyabi Hasya kar lenge mehnat karne ke sath sath Ham Apne knowledge and experience ko bhi badhate rahe hain Taki Ham apne business ko Aage Badha sake aur usse Jyada profit Hasil kar Saken aur loss se Bach Saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                      Assalam Walekum doston Pakistan Forex mein loss Ka Hona loss Kaho na Na Koi Badi Baat Nahin Hai Kyunki yah Ek online international business hai ismein las Sabko Hota Hai Magar las recover sirf aur sirf ek acche a Mehandi aur Kamyab trade hi kar sakte hain loass ko recover karna he hi Hamari Sabse Badi kamyabi Hai Ek acche trader Ki Nishani Hai Kyun ki losses use Waqt recover Hote Hain Jab trader ke pass Achcha knowledge hota hai Achcha experience hota hai wo acchi trading karne Ke Kabil Hota Hai Ek planning ke sath trading karta hai Uske pass period Hota Hai hai vah open a confidence day Sunny ke sath Apne Lash ko recover Karke Achcha perfect Gyan karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                        dear bilkul aisa hi hai Forex trading co Kamyab banane ke liye aapke different important factors aapke liye focus karna bahut Jaruri hote hain Agar aapke pass iski proper education yah complete learning nahin hai aur uske sath Forex se related aapka experience Nahin Hai To aapki investment best ho sakti hai aur aapka account wash ho sakta hai isliye Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to complete learning experience ke sath Apne account ki safety ke liye bhi aapko Kuchh important factors per focus karna hota hai Taki aapki investment aapke liye faydemand sabit ho aur usse aapka account bilkul Khatam Na Ho Agar aapka account wash ho jata hai to usmein aap ko Dobara bonus Ka Intezar Karna hota hai ya FIR Dobara Re investment karne ki jarurat hoti hai.

                        Is purpose ke liye aapko minimum lot size ki selection karna hoti hai agar aap apne account mein maximum lot size ki selection Nahin Karte Hain To aap bahut jyada benefits aur advantages Hasil kar sakte hain Apne account ko safety ke sath maintain kar sakte hain aur daily basis per reasonable profit bhi Hasil kar sakte hain Jab aap maximum lot size use karte hain to usmein aapki account ko bahut jyada wash hone ka chance hota hai lekin Jab aap ki lot size ki selection minimum hoti hai to ismein Aapka account bhi bilkul safe rahata hai aur aapko reasonable profit Hasil hone ki bhi bahut jyada chances Hote HainAapane investment ko Mehfooz rakhne ke liye aap risk management ke rules and regulations ko bhi follow karti hui bahut jyada benefits Shastri kar sakte hain risk management ke rules and regulations Amitabh Ek aapko Apne account balance ke mutabik ki Apne account per risk Lena Hota Hai Jiski wajah se aapki account ko Jyada nuksan Nahin Hota aur thoda sa nuksan hota hai jo aap aasani ke sath recover karne ki position Mein hote hain isliye risk management ke rules and regulations ko Palan karna bhi aapke account ki safety ke liye bahut important Hota Ha Koi mehnat karne Sahi hi kamyabi milati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                          Forex main loss ko poora karny kay liye bhi aik achi khasi hikmat-e-amli kay sath kam karna parta hay. Loss kay bad trading say waqfa karain. Loss ki wujuhat ko talash karain. Un tamam khamion aur ghaltion ko talash karna zaroori hay jo forex main trading kar kay munafa karny main kamyab nai hony day rahi hain aur hamari kamyabi ki rah main hail hain. Jab ham in khamion aur ghaltion ko talash kar lain gay to phir hamain is bat ki zaroorat hoti hay keh ham kia steps lain keh ye khamian door kar sakain. Q keh forex main learning aur knowledge hasil kar kay he ham apni khamion per qabo pa sakty hain. Jab koi trader loss kay bad achanak dusri trade laga kar loss ko poora karny ki koshish karta hay to isko dobara bhi loss ho jata hay. Loss ziada say ziada hony per isko recover karna namumkin ho jata hay. Aur iskay bad aisi situation ho jati hay keh hamain mazeed financing ki zaroorat hoti hay. Jo aik naya masla ban jata hay. Loss ko recover karna tab he mumkin ho sakta hay jab forex market kay analysis kar kay trade ki jaye. Forex main trading ki behter salahiyaton ka malik ban kar he market analysis karna mummin hota hay. Q keh market analysis kay baghair na he loss recover hota hay, na he mazeed profit hota hay aur na he loss say bacha ja sakta hay. Is liye forex main profit hasil karna aur loss ko recover karna sirf mehnat say forex ko seekhny kay bad he possible hay. Short cut ya jaldbazi say kabhi bhi loss recover karny kay qabil nai bana ja sakta.
                          • #14 Collapse

                            Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                            Yah Ek bahut hi Achcha question hai ke maximum members loss ko recover Kyon nahin kar paate aur usmein na kam Kyon Ho Jaate Hain maximum members H Ko Jab loss hota hai hai to vah isko recover nahin kar paate Hain loss hone Ki Surat mein vah bahut hi tension mein a Jaate Hain isliye vah jazbati hokar big lot ko istemal Karte Hain Jiski vajah se market thoda sa unke against Jaati Hai To vah bahut Bade last Mein Chale Jaate Hain Is Tarah unko is Mein lagatar roster Samna karna padta hai Jab vah lagatar Lok ka Samna Karte Hain To Is Tarah trade Ko Chhod Kar Chale Jaate Hain Ek Achcha trader wahi hota hai jo Apna Kam Shuru karne se pahle use kam ko analysis Karta Hai analysis karne ke bad uska knowledge Castle Karta Hai Jab vah isko acche tarike se samajh leta hai to usko chahie ki vah demo account mein entry kaise karen aur jab demo account mein jaane ke bad vah Uske rules ko Apna Aata Hai aur UN rules ke according kam Karta Hai To usmein Kamyab ho jata hai agar vah time account mein Kamyab ho jata hai to usko chahie ki variyala Kaun Mantra Hasil Karen Agar Dam account mein kam ho jata hai to usko chahie Kyon real account ke jaane ka socha bhi na Kyunki ismein uska Apna Hero Shyam Hota Hai Aur vah Is Tarah karne se lagatar loss Ka Shikar Hota Chala Jata Hai agar aap demo account mein Kamyab Ho Jaate Hain To aapko chahie ki aap real account mein entry Hasil Karen Kyunki demo account mein Kamyab hone ke bad Jab aap real account mein Chahte Hain To aap apne kam ko bahut jyada Behtar tarike se kar sakte hain aur usmein majida Zafar kar sakte hain Ek profitable business man Vahi hota hai jo Apne kam ko Mera tar imaandari ke sath karta hai aur is kam ko karte waqt Hamen chahie ki Ham Kisi bhi kism Ka lalach Na Karen aur apne kam ko imaandari aur mehnat ke sath Karen tab bhi Ham ismein Kamyab Ho Payenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Maximum members loss ko recover kernay may kyun nakam hotay hain

                              bhot he amazing threads ki hain apne loss ko recover karne k lye hard work ki need hain wahi traders loss ko recover kr skte hain jo regular forex trading ko tiem dete hain jo regular ofrex trading main learnig karte hian analysis strong ho tu achi earning ki jah skti hain jis k pas analysis nhe hain vo kamyabi hasil nhe kar skte hian har traders ko strong learning karna parta hain loss ko recover karne k lye lalach ko khatam karna hoga
                              ​Sadaf Khan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X