Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or low.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or low.
    Click image for larger version

Name:	20200828_232900.jpg
Views:	1
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12467166Friends forex trading ma acha profit hasil karna hai to candlesticks pattern ko samajna bhot zaruri hota hai. Ham ye janty hain k candlesticks market ki complex mathematical calculations ko easy or attractive way ma show karti hain. Es lae ham jetna closly candlestick ko observe karyn gy etna he easily ham market ki next state ko predict kar sakyn gy. Market ko accurately predict karny k lae hamy candle stick ki types ka zarur pata hona chahe. Es k sath sath hamy ye b pata hona chahe k ik candlestick market ma ketny points ko show karti hai or ye points hamari help kesy kar saktyn hain. Es thread ma ham ye discuss karyn gy k ik candlestick market ma ketny points ko show karti hai or ham trading ma en sy kesy help ley saktyn hain. Basically ik candlestick market k 4 points ko show karti hai or unko ham detail sy describe karty hain:-

    1. Opening point of candlestick.

    Candlestick jis point sy open hoti hai wo opening point kehlata hai or es ko hamy previous candlestick k closing point sy compare karna chahe. Jis sy hamy ye idea lagaya ja sakta hai k ye new wali candlestick kis side par close ho sakti hai. Agr to previous candlestick strong buy ma ya strong sell ma close hoe hai to ye chances ho sakty hain k market es candlestick ma b apna trend follow kary gi.

    2. Closing point of candlestick

    Jesa k name sy he zahir hai ye point candlestick k close hony waly point ko show karta hai. Agr market candlestick k open hony k bad kafi high ya kafi low gae ho but agr ye closing candlestick k opening point k as pass karti hai to es candle ko hammer candle kenty hain or jis taraf hammer ka head ho us side par trade open karny sy acha profit mel sakta hai. Jaha par candlestick apni shape complete karti hai wo closing point hota hai. Ye bat lazmi notr karni chahe k candlestick ka closing point opening point sy uper hai to usko bullish candle stick kehty hain. Or agr candlestick ka closing point open point sy nechy hai to usko bearish candlestick ketyn hain.

    3. High point of candlestick

    High point ye show karta hai k market es doran ketni high gae hai or agr high point closing point k kareeb ho to es ka matlab hai k market strong buy ya strong sell k trend ma hai. Sometimes closing point he high point b hota hai or esko ham strong bullish candle ketyn hain. Es k bad wali candle zayada tar same trend ko he follow karti hai so shape sy ham next candle ko predict kar sakty hain.

    4. Low point of candlestick

    Low point asa point hota hai jaha candle close hony sy pehle maxium low par ati hai. Kuch case ma opening point he low point hota hai kiu k candle stick jaha sy start hoti hai up he chali jati hai down ati he ni. Asi situation ma market phr resistance ko break kar jati hai.

    Candle stick ki shape or es k points ka hamy pata ni ho ga to ham kbi market ko accurately predict ni kar sakty so hamy basic step sy start karna chahe or agy jump karny ka ni sochna chahe. Ik point b learning ma mis ho giya to agy hamary lae bhot problems ho sakti hai or hamara trading future unsecure ho sakta hai. Plz comment.....
    Last edited by ; 28-08-2020, 11:30 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

    dear member candlestick se related apne bahut acchi information share ki hai aur yah information bahut jyada useful hai is tarah ki information share karna chahie koi bhi member jab yahan per acchi information share karta hai tu is tarah se Baki aur members ko bhi bahut jyada iska fayda ho jata haiaise members ke jinko acchi information mil rahi hoti hai unko chahie ki vah bahut jyada acchi tarah se is se fayda lene ke liye aur FIR usko apne kam mein apna Le members ke liye bahut jyada important hai ki unko apna Kam bahut jyada acchi tarah se karna hota hai kyunki jab members apne kaam ko acchi tarah se karne ki koshish karte Hain to is tarah se FIR unko aur bhi acche benefits mil jaate Hain acche benefits Le Lena yahan per itna jyada aasan nahin hota uske liye members ko bahut jyada mehnat karna hoti hai aur apne kam mein bahut jyada usko Dil laga kar karna hota hai members ko apna Kam acchi tarah se karne ke liye aur bahut jyada focus karna chahie kyunki jab members apne kaam par focus nahin karte to yahi vajah hai ki vah successful nahin hoti successful Ho jaane ke liye yah baat bahut jyada important hai ki members apne kam mein bahut jyada acchi tarah se usko acche ideas lekar kar rahe ho aise members bhi hain ki jinke pass trading se related Koi experience nahin hota aur fir bhi vah apni trading ko continue kar rahe hote hain aur aisa karna achcha nahin hai members ko trading karne ke liye apna self experience istemal karna chahie aur yah experience members ko aur bhi jyada help deta hai jab vah acche se focus karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

      Friends forex trading ma acha profit hasil karna hai to candlesticks pattern ko samajna bhot zaruri hota hai. Ham ye janty hain k candlesticks market ki complex mathematical calculations ko easy or attractive way ma show karti hain. Es lae ham jetna closly candlestick ko observe karyn gy etna he easily ham market ki next state ko predict kar sakyn gy. Market ko accurately predict karny k lae hamy candle stick ki types ka zarur pata hona chahe. Es k sath sath hamy ye b pata hona chahe k ik candlestick market ma ketny points ko show karti hai or ye points hamari help kesy kar saktyn hainsuccessful Ho jaane ke liye yah baat bahut jyada important hai ki members apne kam mein bahut jyada acchi tarah se usko acche ideas lekar kar rahe ho aise members bhi hain ki jinke pass trading se related Koi experience nahin hota aur fir bhi vah apni trading ko continue kar rahe hote hain aur aisa karna achcha nahin hai members ko trading karne ke liye apna self experience istemal karna chahie aur yah experience members ko aur bhi jyada help deta hai jab vah acche se focus karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
        [ATTACH]18466[/ATTACH]Friends forex trading ma acha profit hasil karna hai to candlesticks pattern ko samajna bhot zaruri hota hai. Ham ye janty hain k candlesticks market ki complex mathematical calculations ko easy or attractive way ma show karti hain. Es lae ham jetna closly candlestick ko observe karyn gy etna he easily ham market ki next state ko predict kar sakyn gy. Market ko accurately predict karny k lae hamy candle stick ki types ka zarur pata hona chahe. Es k sath sath hamy ye b pata hona chahe k ik candlestick market ma ketny points ko show karti hai or ye points hamari help kesy kar saktyn hain. Es thread ma ham ye discuss karyn gy k ik candlestick market ma ketny points ko show karti hai or ham trading ma en sy kesy help ley saktyn hain. Basically ik candlestick market k 4 points ko show karti hai or unko ham detail sy describe karty hain:-

        1. Opening point of candlestick.

        Candlestick jis point sy open hoti hai wo opening point kehlata hai or es ko hamy previous candlestick k closing point sy compare karna chahe. Jis sy hamy ye idea lagaya ja sakta hai k ye new wali candlestick kis side par close ho sakti hai. Agr to previous candlestick strong buy ma ya strong sell ma close hoe hai to ye chances ho sakty hain k market es candlestick ma b apna trend follow kary gi.

        2. Closing point of candlestick

        Jesa k name sy he zahir hai ye point candlestick k close hony waly point ko show karta hai. Agr market candlestick k open hony k bad kafi high ya kafi low gae ho but agr ye closing candlestick k opening point k as pass karti hai to es candle ko hammer candle kenty hain or jis taraf hammer ka head ho us side par trade open karny sy acha profit mel sakta hai. Jaha par candlestick apni shape complete karti hai wo closing point hota hai. Ye bat lazmi notr karni chahe k candlestick ka closing point opening point sy uper hai to usko bullish candle stick kehty hain. Or agr candlestick ka closing point open point sy nechy hai to usko bearish candlestick ketyn hain.

        3. High point of candlestick

        High point ye show karta hai k market es doran ketni high gae hai or agr high point closing point k kareeb ho to es ka matlab hai k market strong buy ya strong sell k trend ma hai. Sometimes closing point he high point b hota hai or esko ham strong bullish candle ketyn hain. Es k bad wali candle zayada tar same trend ko he follow karti hai so shape sy ham next candle ko predict kar sakty hain.

        4. Low point of candlestick

        Low point asa point hota hai jaha candle close hony sy pehle maxium low par ati hai. Kuch case ma opening point he low point hota hai kiu k candle stick jaha sy start hoti hai up he chali jati hai down ati he ni. Asi situation ma market phr resistance ko break kar jati hai.

        Candle stick ki shape or es k points ka hamy pata ni ho ga to ham kbi market ko accurately predict ni kar sakty so hamy basic step sy start karna chahe or agy jump karny ka ni sochna chahe. Ik point b learning ma mis ho giya to agy hamary lae bhot problems ho sakti hai or hamara trading future unsecure ho sakta hai. Plz comment.....
        G han dear ye bat tu hai kay cover karna trading mai kafi zaroori hia ap ko trading mai ager candle kay barye mai knolwdge hai tu ap es mai kafi kamyab ho saktye hain jub kay ager ap es kay barye mai kam kartye rhain yani ky candle stick pay kam karna sub say zaroori hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai candle kay hisab say kam karain ap usi hisab say he trading karain jis hisab say candle ki momnets hai ap us hisab say kam kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath hamesha acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye best hai tu ap ka kam hai kay ap es mai anylsis pay kam kartye hain tu ap ka kam lafi acha ho jata hai aur es kay sath ap kay pass candle ka knowldge acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap dkl laga lay mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai kam kartye hain tu ap hamesha acha kam karain ager ap kay pass achye anylsis hain tu ap es mai kamyab he kamyab hai jub kay ager ap kay pass achye anylsis nhi hai tu ap kaloye kafi masla ban sakta hai tu ap ka kam hai kay ap jub bhi trade open kartye hain tu ap achye anylsis pay he kam acha kar saktye hain ager ap es mai bina anylsis kay kam kartye hain tu ap kay kam mai kafi masla ban jata hai aur ap ka kam es mai asan nhi rhata hai tu ap nay kam es mai karna hai tu candlw kay hisab say aur market kay trend kay hisab say karna hai tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho kata hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

          Candlesticks py focus

          ​ candlestick per Forex trading main focus karna bahut jyada candlestick per Forex trading main focus karna bahut jyada important hai Kyunki Jab Ham candlestick Ko samjhaie Ayenge candlestick per Forex trading main focus karna bahut jyada important hai Kyunki Jab Ham candlestick Ko samjhe Ayenge aur uski movement ko samjhe Ayenge To Hamen bahut jyada Forex trading ki samajh Aayegi Jab Tum trading Forex trading ki samajh Aayegi Jab Tum trading co samajh lete hain to hamare liye trading karna Forex trading ki samajh Aayegi Jab Tum trading co samajh lete hain to hamare liye trading karna Mushkil Nahin rahata pal ke bahut easy ho jata hai to sabse pahle Forex trading ki samajh Aayegi Jab Tum trading co samajh lete hain to hamare liye trading karna Mushkil Nahin rahata pal ke bahut easy ho jata hai to sabse pahle jaruri hai ki chat samajhne trade graph se Ham Forex trading ki samajh Aayegi Jab Tum trading co samajh lete hain to hamare liye trading karna Mushkil Nahin rahata pal ke bahut easy ho jata hai to sabse pahle jaruri hai ki chat samajhne trade graph se Ham samajhne ki koshish Karenge na hi Hamen Forex trading ki samajh Aayegi Jab Ham trading ko samajh lete hain to hamare liye trading karna Mushkil Nahin rahata pal ke bahut easy ho jata hai to sabse pahle jaruri hai ki chat samajhne trade graph se Ham samajhne ki koshish Karenge na hi Hamen Jyada acche tarike se samajh Jayegi To Hamen tradecraft tradecraft par focus karna chahie Jab pet graph Mein Ham tradecraft per focus karna chahie Jab pet craft Mein Ham candles ko dekhte hain to do Tarah Ki candles hoti hai Ek jo hoti Ek jo hoti hai aur ek anfal hoti hai jo candle Ek jo hoti hai aur ek anfal hoti hai jo candle filled Hai by ki candles hai aur Jo Nahin Hai Ek jo hoti hai aur ek anfal hoti hai jo candle filled Hai by ki candles hai aur Jo Nahin Hai vah sal ki candles hoti hai isliye Hamen Ek jo hoti hai aur ek anfal hoti hai jo candle filled Hai by ki candles hai aur Jo Nahin Hai vah sal ki candles hoti hai isliye Hamen is per focus karna chahie ki agar bike candles Ek jo hoti hai aur ek anfal hoti hai jo candle filled Hai by ki candles hai aur Jo Nahin Hai vah sal ki candles hoti hai isliye Hamen is per focus karna chahie ki agar bike candles down Ja Rahi Hai To Ham bike ki trading market mein open Ek jo hoti hai aur ek anfal hoti hai jo candle filled Hai by ki candles hai aur Jo Nahin Hai vah sal ki candles hoti hai isliye Hamen is per focus karna chahie ki agar bike candles down Ja Rahi Hai To Ham bike ki trading market mein open kar sakte hain aur Agar silky candles Ja Rahi Hai Ek jo hoti hai aur ek anfal hoti hai jo candle filled Hai bike ki candles hai aur Jo Nahin Hai vah sal ki candles hoti hai isliye Hamen is per focus karna chahie ki agar bike candles down Ja Rahi Hai To Ham bye ki trading market mein open kar sakte hain aur Agar silky candles Ja Rahi Hai To Hamen sal ki trade open kar leni chahie Is Tarah Is Tarah Se Agar Ham and alishba Dekhte Hue trading Karenge to Is Tarah Se Agar Ham and alishba Dekhte Hue trading Karenge to aap hi Achcha profit mil sakta hai aur ab Bata Jaati Hai aur ab Bata Jaati Hai candles k 4 pairs ki candle Mein 4 pairs hote hain sabse k4 pair ki candle Mein four pairs hote hain sabse top per hyper Hai jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki hyper Hai jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki trade market is time hai ja rahi hai ya nahin aur hyper Hai jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki trade market is time hai ja rahi hai ya nahin aur sabse niche log option Hai jisse Pata Chalta Hai Ki trading hyper Hai jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki trade market is time hai ja rahi hai ya nahin aur sabse niche log option Hai jisse Pata Chalta Hai Ki trading market Mein is time bahut log Hi To Hai Aur Loafer hai per hai jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki trade market is time hai ja rahi hai ya nahin aur sabse niche log option Hai jisse Pata Chalta Hai Ki trading market Mein is time bahut log hai tu hai aur Loafer hokar Ru Rakhna chahie aur Iske bad hi log Baat a jata hai hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open or close point dekhte hain to main market ki hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open or close point dekhte hain to main market ki samajh mein a jaati hai ki market mein kaun si trade ka point hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open or close point dekhte hain to main market ki samajh mein a jaati hai ki market mein kaun si trade ka point hai agar Ham open point per lagaenge To Hamen hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open or close point dekhte hain to main market ki samajh mein a jaati hai ki market mein kaun si trade ka point hai agar Ham open point per lagaenge To Hamen Itna profit Hoga aur Hamen kaun se point hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open or close point dekhte hain to main market ki samajh mein a jaati hai ki market mein kaun si trade ka point hai agar Ham open point per lagaenge To Hamen Itna profit Hoga aur Hamen kaun se point per trade queues karni hai yah bhi sirf candles hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open or close point dekhte hain to main market ki samajh mein a jaati hai ki market mein kaun si trade ka point hai agar Ham open point per lagaenge To Hamen Itna profit Hoga aur Hamen kaun se point per trade queues karni hai yah bhi sirf candles ki help Se Hi samajh sakte hain ki market hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open or close point dekhte hain to main market ki samajh mein a jaati hai ki market mein kaun si trade ka point hai agar Ham open point per lagaenge To Hamen Itna profit Hoga aur Hamen kaun se point per trade queues karni hai yah bhi sirf candles ki help Se Hi samajh sakte hain ki market Mein opening point kaun sa hai kaun se point per Humne hi log Baat a Jata Hai open aur closing point Jab Ham trade mein open aur close point dekhte hain to main market ki samajh a jaati hai ki market mein kaun si trade ka point hai agar Ham open point per lagaenge To Hamen Itna profit Hoga aur Hamen kaun se point per trade close karni hai yah bhi sirf candles ki help Se Hi samajh sakte hain ki market Mein opening point kaun sa hai kaun se point per Humne entry leni hai to isliye bahut jyada jaruri hai to isliye bahut jyada jaruri hai ki Ham candlesticks ki movement ko samjhaie
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

            Yes dear market mein jo candlestick hoti hai usmein 4 main point hote hain Ek uski closing value Hota Hai Ek uska opening value hota hai aur ek uski Badi Hoti Hai jismein 2 point hote hain Ek highest aur ek lowest Jab Ham Kisi candlestick Ko dekhte hain to uska Ham aasani ke sath Idea Laga sakte hain ki is candlestick ki opening value kaun si thi closing value kaun si thi or is time frame me is Ne kaun sa point sabse Jyada Maar kiya hai aur kaun se point se yah niche I hai.

            Market ke different time frame Mein candlestick ki bodies different Hoti Hai candles ki body ke sath uski vyakti hai jo donon site varsho ho rahi hoti hai jo uska minimum aur maximum position Hamare Sath indicate kar rahi hoti hai no doubt Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko candlestick ki complete information Pata Hona chahie aapko candlestick uski opening closing value Ka Pata Hona chahie aur uske sath sath different candlestick uski recognization honi chahie Jaise hi aap candlestick ko Dekhen to aap ko pata chal Jana chahie ki kaun si candlestick hai aur iski calculation ke bare mein bhi aap ko pata Hona chahie ki Jab Ek candlestick ka aap ko pata Lagana Ho ki is candlestick Mein Kitni movement Ki Hai To vah bhi aap calculate kar sakte hun.

            Isliye candlestick ki different information aur learning Hasil karne ke liye aapko hardworking Karni hoti hai agar aap candlesticks ki proper education Hasil kar lete hain to aap Forex trading mein bahut jaldi Kamyab ho sakte hain isliye yah Ek bahut hi basic Sakta Hai Jiski wajah se aap Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aapka main focus candlesticks per hi Hona chahie Jab aap technical analysis Karte Hain To usmein candle aapki bahut jyada guidance Karti Hain aur yah aapke liye bahut jyada faydemand ho sakti hain agar aap candlesticks ko ignore Karke trading Karenge to usmein aapko bahut jyada nuksan hone ke chance Hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

              Assalamu alaikum all members I ho kya Sab Jante Honge ke market Mein trade Lagane ke liye market ko acchi Tarah Se samajhna bahut Jaruri Hota Hai Jab aap market ko acchi Tarah se samajh Lete Hain To aap usmein maujud Har chij ko samajh lete hain usmein maujud candlesticks ko samajh Lete Hain aur inke alava aur bhi bahut rules hote hain jinko aap acchi Tarah Se samajh Lete Hain Agar Ham market Mein acchi trade Lagana Chahte Hain To Hamen chahie ki ham candlesticks ke bare mein bhi thodi bahut information Hasil kar le Aise member Jo market Mein trade Lagate Hain unke liye jaruri hai ki vah candlestick ki information ko game Karen Kyunki candlestick trading Mein Ek bahut Achcha Rul play karti hai market Mein acchi trade Lagane ke liye candlestick ke bare mein information Hasil karna bahut Jaruri hota hai Agar aapke pass candlesticks ke about information Nahin Hogi to isase aapko trade Lagan Mein Mushkil ho sakti hai market mein candlestick bahut se point show karti hai aur yah point market Mein acchi trade Lagane ke liye Hamari help Karte Hain aur Hamen chahie kya Ham in points ko acchi Tarah Se Samjhe candlestick Hamen market Mein acchi trade Lagan ke about bahut information provide karti hai agar hamare pass candlestick about information Hogi To Ham market Mein trade Laga Ke kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham market Mein acchi trade Laga Ke Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen Uske rules ke sath sath usmein maujud candlestick ke bare mein bhi information Hasil karne ki jarurat hai agar Ham candlestick Mein maujood 4 points ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To aap samajh le ke aap market Mein acchi trade Laga sakte hain market Mein acchi trade Lagane se pahle aapko chahie ki aap market ka analyses Karle aur apne acche experience knowledge ke sath hi market Mein trade lagaen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

                Assalam Walekum all members jaise ki AAP Sab Jante Hain Forex trading Ek Aisa online business hai Jisko karne ke liye aur is Mein kamyabi Hasil karne ke liye market ko acchi Tarah samajhne ke sath sath Iske rules ko follow karna bhi bahut Jaruri hota hai agar aap market ke rules to follow karte hue market Mein trade Lagate Hain To aap kabhi bhi na Kam Nahin ho sakte ISI Tarah candlestick bhi market Mein Ek Achcha Rul play karti hai yah Hamen bahut se points provide Karti Hai Hamen chahie ki Ham in points ko samajhne ki koshish karen Forex trading Ek Aisa business hai Jisko Ham Jitna Jyada samjhenge is utna hi jyada fayda Hasil kar Sakenge Agar Ham isase Jyada fayda Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ke Ham is ko acchi Tarah Se Samjhe market ka analysis Karen Uske bad hi market Mein trade lagaen aur ham candlesticks ke about bhi acchi information Hasil Karen ya Hamen Jo points provide Karti Hai Ham use se acchi trade Laga Ke Achcha profit Hasil kar sakte hain Ham candlestick pattern ko jitni acchi Tarah Se samjhenge utani acchi Tarah Se market Mein trade Laga Sakenge candlestick pattern Hamen market ke about bahut information provide karti hai agar Ham Apne acche experience aur knowledge ke sath sath market ke rules ko follow karte hue trade Lagate Hain To Ham Jarur kamyabi Hasil kar lete hain kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karne ke sath sath knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai Agar aapke pass life mein knowledge and experience hai to aap Kabhi Bhi Kahin Bhi Na Kam Nahin ho sakte Forex trading Ek Aisa business hai jismein Ham Jyada Se Jyada kam Karke Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

                  Yes, forex main succeasful trading kay liye candlestick ko base banaya ja sakta hay. Candlestick up and down bars ko kaha jata hay. Q keh har bar ki up and down per wick hoti hay jis waja say ye candle ki tarah lagti hay is liye isko candlestick ka nam dia jata hay. Chart main candle stick ibtadai tor per do tarah ki hoti hay, jo bearish ya bullish kehlati hay. Ager in candlesticks ki ham behter samjh rakhty hon to ham isky ban'ny waly mukhtalif patterns say bearish ya bullish trend ko bhi jan sakty hain. Har candlestick aik point say start ho kar dusry point tak jati aur wapas ati hay. Istarah is main 4 points hoty hain. Ibtadai, hatmi, nichla aur intahai. Ibtadai point woh price ki jaga hoti hay jahan say ye candle stick shuru hoti hay, hatmi jaga per khatam hoti hay, jab keh nichla hisa woh hota hay jo is candle main sab say kam price ko zahir karta hay isi tarah intahai jaga woh hoti hay jahan tak ye candlestick ziada price tak jati hay. Candlesticks kay mukhtalif patterns ko mukhtalif nam diye jaty hain. Jin ko samjhny aur in say had darja munafa kamany kay liye hamain bahut mehnat aur tajarbay ki zaroorat hoti hay. Shooting star candle in main say he aik candle hay jis say bullish trend khatam ho kar bearish trend shuru ho jata hay. Jab ham is trend ko dhoond lain to ham sell main trade kar kay bahut acha munafa kama sakty hain. Isi tarah kuch candlesticks patterns market ki taiz aur slow movement ki bhi paishan goi karty hain. Laikin in tamam aur mukhtalif aqsam kay patterns ko samjhny aur istemal kay liye hamain demo account kay zariye chart per bahut ziada mashq ki zaroorat hoti hay tab he ham is say real account main trading kay liye faida utha sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                    [ATTACH]18466[/ATTACH]Friends forex trading ma acha profit hasil karna hai to candlesticks pattern ko samajna bhot zaruri hota hai. Ham ye janty hain k candlesticks market ki complex mathematical calculations ko easy or attractive way ma show karti hain. Es lae ham jetna closly candlestick ko observe karyn gy etna he easily ham market ki next state ko predict kar sakyn gy. Market ko accurately predict karny k lae hamy candle stick ki types ka zarur pata hona chahe. Es k sath sath hamy ye b pata hona chahe k ik candlestick market ma ketny points ko show karti hai or ye points hamari help kesy kar saktyn hain. Es thread ma ham ye discuss karyn gy k ik candlestick market ma ketny points ko show karti hai or ham trading ma en sy kesy help ley saktyn hain. Basically ik candlestick market k 4 points ko show karti hai or unko ham detail sy describe karty hain:-

                    1. Opening point of candlestick.

                    Candlestick jis point sy open hoti hai wo opening point kehlata hai or es ko hamy previous candlestick k closing point sy compare karna chahe. Jis sy hamy ye idea lagaya ja sakta hai k ye new wali candlestick kis side par close ho sakti hai. Agr to previous candlestick strong buy ma ya strong sell ma close hoe hai to ye chances ho sakty hain k market es candlestick ma b apna trend follow kary gi.

                    2. Closing point of candlestick

                    Jesa k name sy he zahir hai ye point candlestick k close hony waly point ko show karta hai. Agr market candlestick k open hony k bad kafi high ya kafi low gae ho but agr ye closing candlestick k opening point k as pass karti hai to es candle ko hammer candle kenty hain or jis taraf hammer ka head ho us side par trade open karny sy acha profit mel sakta hai. Jaha par candlestick apni shape complete karti hai wo closing point hota hai. Ye bat lazmi notr karni chahe k candlestick ka closing point opening point sy uper hai to usko bullish candle stick kehty hain. Or agr candlestick ka closing point open point sy nechy hai to usko bearish candlestick ketyn hain.

                    3. High point of candlestick

                    High point ye show karta hai k market es doran ketni high gae hai or agr high point closing point k kareeb ho to es ka matlab hai k market strong buy ya strong sell k trend ma hai. Sometimes closing point he high point b hota hai or esko ham strong bullish candle ketyn hain. Es k bad wali candle zayada tar same trend ko he follow karti hai so shape sy ham next candle ko predict kar sakty hain.

                    4. Low point of candlestick

                    Low point asa point hota hai jaha candle close hony sy pehle maxium low par ati hai. Kuch case ma opening point he low point hota hai kiu k candle stick jaha sy start hoti hai up he chali jati hai down ati he ni. Asi situation ma market phr resistance ko break kar jati hai.

                    Candle stick ki shape or es k points ka hamy pata ni ho ga to ham kbi market ko accurately predict ni kar sakty so hamy basic step sy start karna chahe or agy jump karny ka ni sochna chahe. Ik point b learning ma mis ho giya to agy hamary lae bhot problems ho sakti hai or hamara trading future unsecure ho sakta hai. Plz comment.....





                    Salam g apny achi information hamary sath share ki hai, mai thori mazeed information apky sath share krta hun,
                    G dosto..! What is candlestick?? Candle aik body hoti hai or iss ki 2 shadow line hoti hain.Candle aik green rang ki hoti hai usy hum Bullish Candlestick kehty hain, Or aik candle Red hoti hai usy hum bearish candle kehty hain.
                    Opening price or closing price ka jo difference hota hai wo hamen body dekhati ha.Green candle ka opening price nechy ho ga or closed upper ki taraf ho ga, or bearish ka opening price upper ki taraf ho ga or closing nehy ki taraf ho gi.
                    Her candle mai 4 cheezain hoti hain.

                    LOW,OPEN,CLOSED,HIGH

                    ager Buyers sellers sy zyada hon tu price barhti hai or jab price barhti hai tu aik time ata hai jab rejection shuru ho jata hai tu sellers havi ho jaty hain
                    or price down hony lagti hai , jitna zyada unbalance ho ga utna zyada faster trend ho ga.
                    Candles ki body strength ko batati hai .Candles ki body hamen fast movement ka batati hai ager body kam ho rhi hai tu trend kamzoor ho rha hai or ager body lambi shadow bana rhi hai yani lambi body bana rhi hai tu trend upper jaye ga.
                    Thanks.Click image for larger version

Name:	E3A005EF-1FD2-42DC-ACD3-2EE9B66B5138.jpeg
Views:	1
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12330438Click image for larger version

Name:	772A7B95-17F8-43C1-9B0D-53EBE17E7482.png
Views:	1
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12330439Click image for larger version

Name:	E3A005EF-1FD2-42DC-ACD3-2EE9B66B5138.jpeg
Views:	1
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12330438Click image for larger version

Name:	772A7B95-17F8-43C1-9B0D-53EBE17E7482.png
Views:	1
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12330439
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

                      Forex trading AK International Business hai yah Kaisa business hai ke is ko Ham Ghar Baithe easily kis baat kar sakte hain lekin iske liye experience or knowledge gana 2018 important Hota Hai agar Hamesha experience or knowledge Jyada Hoga To Ham isko acche tarike Se Kar Payenge aur Agar Ham ismein Chhapra pata chal karna chahte hain to uske liye Hamen candlestick pattern ko acche tarike se samajhna hoga Ham candlestick Ko Jitna closely observe Karenge Ham Utra Hai Iske bare mein Bary kar Sakenge isliye Hamen chahie ki Hamen kam Shuru karne se pahle candlestick pattern ko acche tarike se samajh Lena chahie aur iska knowledge Hasil kar lena chahie ke candlestick pattern ke 6 parts Hote Hain upper Shadow lower shadow real Shadow body shadow hi shadow low shadow yah candlestick chart bahut jyada popular Hain Kyunki inke jariya se Ham Apne kam ko bahut he was easily samajh sakte hain candlestick patterns se Ham price ki movement aasani se is Ki peshangoi kar sakte hain price Upar Jaaye yah niche Sidhi line Mein Nahin Chalti Dal Ke Ja jigjag Ki Tarah Chalti Hai Kuchh movement ke bad Wapas Ek Khas Mein kam Se Wapas Mar Jaati Hai Kuchh der Yahan rukne Ke bad dubara Apna Safar Shuru kar deti hai is makam ko Ham sport Kahate Hain Agar candlestick pattern Mein Ek Aisi Matwaji line khinchi Jaaye Jo 2 ya 3 Shadow Ko Mila To isko candlestick pattern Kahate Hain Har time frame Mein Ek candle banti hai 5 minut ke time frame Main Har 5 minut ke bad Nahin Karnal banti hai 1 ghante ke time frame Mein Har ghante Baat Nahin Kahana banti hai daily time frame Mein rojana a candle banti hai isliye Hamen chahie ki ine candles ko acche tarike se samajh Lena chahie aur iska Na Le jakar Kahin Apne kam ko Aage Badhana chahie Taki Ham Apne Karm ko acche tarike se kar sake aur usse profit hassil kar Sak
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

                        Forex trading se kam karte hue Jab Bhi aap Forex ke chart ko follow Karte Hain To vahan per aapko market ki condition dekhne Ko milati Hai aur candlestick ka ek Aisa patterns Milta Hai jismein market ke Trends aapko Nazar Aate Hain jismein market Kabhi up Move Karti Hai To Kabhi down move karti hai isase aapko indication milati hai ki market ki movement Kis Tarah Se kar rahi hai aur aap kaise us per apni trade ko open kar sakte hain candlestick ki movement ki judgement ko kaise follow karna hai aur candles kaise banti Hain Iske bare mein 4 points Jin par candlestick open hoti hai stick ka closing point Banta Hai Uska Ek high level point Hota Hai aur usko Ek low-level point hota hai to Jab Bhi ham candlestick ke bare mein information Lete Hain To Hamen four type ke point ko dekhna padta hai ki candlestick kis tarike se banti hai

                        Opening Point
                        Agar Ham H1 time frame per kam Karte Hain To candlestick 1 hours pay banti hai to isliye Hamen yah indication milati hai ki abhi market Mein Kis Tarah Se move karna hai aur candlestick ka jo opening point hota hai usse Ham apni trade ko perform karne ke liye ek strategy aur planning banate hain aur Market ki condition ko dekh kar apni trade ko open Karte Hain

                        Closing point
                        candlestick ka closing point Hamesha different hota ha Jab Bhi candlestick bahut jyada up yah bahut jyada down Mein banti hai to uska closing point Usi hisab se bahut jyada peak ya bahut jyada lowest per hota hai to Jab Bhi ham candlestick ki movement ko dekhte hain tu Jaise market ki movement hoti hai candlestick ki closing bhi Usi hisab se hoti hai aur ham candlestick ki closing ko Dekhte Hue apni trade ko profit ya loss Mein close karne ke bare mein ek strategy banate hain

                        Low point
                        Agr candlestick ki movement Kabhi down trend mein Jaate Hue bahut jyada lowest point per Chali Jaaye yah Kabhi market unexpected move Karti Hai To candlestick ka jo lowest point Hota Hai vahan per Ham candlestick Ko ek Low point per dekhte hain aur vahan se Ham yah strategy banate hain ky market ny kitne niche move karna hai ya uptrend mein jana hai

                        High point
                        Market ki unexpected movement yah markets Ka uptrend Jab banta hai to to market Upar ki taraf Move karti hai aur Agar candlestick bahut jyada long banti hai to use ka peak point Hota Hai vah Uska High point hota hai vahan per Ham Agar apni trade ko close karna chahte hain to profit Mein close kar sakte hain aur usse profit gain kar sakte hain aur vahan per Ham Ek strategy banate hain ki abhi Hamari market ny kis trend main move karna hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: hr candlestick trading ma 4 points ko show karti ha. Open, close, high or

                          dear member candlestick se related apne bahut acchi records share ki hai aur yah information bahut jyada beneficial hai is tarah ki information proportion karna chahie koi bhi member jab yahan in line with acchi statistics percentage karta hai tu is tarah se Baki aur participants ko bhi bahut jyada iska fayda ho jata haiaise participants ke jinko acchi data mil rahi hoti hai unko chahie ki vah bahut jyada acchi tarah se is se fayda lene ke liye aur FIR usko apne kam mein apna Le participants ke liye bahut jyada crucial hai ki unko apna Kam bahut jyada acchi tarah se karna hota hai kyunki jab members apne kaam ko acchi tarah se karne ki koshish karte Hain to is tarah se FIR unko aur bhi acche advantages mil jaate Hain acche benefits Le Lena yahan in keeping with itna jyada aasan nahin hota uske liye individuals ko bahut jyada mehnat karna hoti hai aur apne kam mein bahut jyada usko Dil laga kar karna hota hai individuals ko apna Kam acchi tarah se karne ke liye aur bahut jyada attention karna chahie kyunki jab contributors apne kaam par recognition nahin karte to yahi vajah hai ki vah a success nahin hoti successful Ho jaane ke liye yah baat bahut jyada essential hai ki participants apne kam mein bahut jyada acchi tarah se usko acche thoughts lekar kar rahe ho aise participants bhi hain ki jinke pass trading se related Koi experience nahin hota aur fir bhi vah apni buying and selling ko keep kar rahe hote hain aur aisa karna achcha nahin hai members ko trading karne ke liye apna self enjoy istemal karna chahie aur yah revel in participants ko aur bhi jyada help deta hai jab vah acche se awareness karte Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X