greed sab se zada khatarnaq hai forex me avoid it
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han greed forex trading me sab se khatarnak hoti hai jis ko hum dangerious disease bhe khety han jo trader trading me trade karty huy greed karta hai to wo usy destroy kar deti hai is lye greed se avoid karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G Bhai ap theek kh rhay hai lakin mere khyal say greed sirf forex trading mai hi nhi blkay hr trha k business mai loss ka reason bnti hai isi liye hmesha complete patience or proper target k mutabik hi trading krni chahiye or specially trading mai bilkul b patience less nhi hona chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        yeh ek insan ki fitrat me howa karti hai k wo kissi na kissi tarha say lalach to kar he liya karta hai lalach say sochtay howe samjhtay howe he sub kuch kar lena bhot kuch sikha sakta hai samjha sakta hai lalachi insak liye kuch b kar lena bhot he asan or bhot mushkil ban sakta hai.
        • #19 Collapse

          han ji greed sab se khatarnaak hoti hai hamesha ham ko is se bach kar he chalna chahiye kiun ke lalach ki waja se loss sab se zyada hota hai is business me agar lalach chor kar kaam kara jae ga to he kamyabi hasil ho gi is business me .
          • #20 Collapse

            Greedy is the bad habits. So gat we are work the market with out gredy and we are successful trader. We are earn the hand some money.
            • #21 Collapse

              bohot acha advice hai apka is ko sub ko follow karna chaheye hume bilkul greediness se parhaiz karna chaheye aur apne patience ko control karna chahye aur low risk se start karna chaheye wo bhee ziyada demo pe pehle practice kar k
              • #22 Collapse

                yes ti is true because greed is very dangerous and is also very risky because when we will have the greed then we can have loss because greed is the biggest enemy of everything .
                • #23 Collapse

                  sai kh rhy hein greed boht zuadh khtrnak cheez hy ess liy emotions pr control kr k greed sy door rehna chahiy ess liy jis insan ko emoitons pr control nai hy us mein greed a jata hy aur greed sy sirf loss hi hota hy ess liy jo b greed pr control nai rkh skta hy us k liy yeh trading nai hy us ko chahiy k wo koi aur busienss kr ly
                  • #24 Collapse

                    Bhok to sab ko hoti hy likn jo forex main kam karta hay ous ko ziada hoti hy kioun ka forex bhot koch dakhati hy likn dati nahi hay otna
                    • #25 Collapse

                      G han dear greed bohat ziada khternak hy, ap ko greedy nahi bnna chahiye, q k 1 choti c mistake ap ko tbaah kar skti hy, lehaza apna target set karen aur phr usy pora karny k bad trading close kar den even market ap ki favor men he q na ho, tab ap yahan success gain kr skty ho.
                      • #26 Collapse

                        jee bilkul ap theek keh rahay hain, Forex trading k iss business main hamaray liye greed sabsay zada dangerous hae kynk jab hum lalach kartay hain tou hum wo bhi loss kar dete hain jo humne buhat mehnat se earn kiya hota hae.. so greed is curse..
                        • #27 Collapse

                          salam dear bro yes forex ap ki life kay liye key business sabit hu sakta hai kiu kay isay ghar bethy aur kisi bhi waqt kia ja sakta hai aur baqi real businesses ki nisbat ye bhut zada earnign de sakta hai kiu kay ye currencies par based hai aur is ne kabhi khatam nahi huna
                          • #28 Collapse

                            g bilkul theek kaha ap ne greed sub se ziyadeh khatarnak hai forex main hamesha mind fresh ho kr he trading krne chahye or market ke trend ko samjh kr he order lagana chahye
                            • #29 Collapse

                              ji bilkul mai ap ki bat se agree karta ho ke forex trading mai greedy people is liye kam nahi kar sakte forex mai aghar ap work karna chahte hai to apne ander pehle sabar laye or greed ko hamasha ke liye apne ander se nikal de .........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading mai greed bohat he khatarnaq hoti ha. is liye ham ko chahiye k ham kabhi b forex trading karty waqt greed na karen aur proper way sy trading kar k profit kamaey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X